Originally posted by: kenika
tamatar...maar pad jaayegi...👋👋👋
Parso tujhe specially pucha tha... Ki kaisa raha bday celebration.. Kya kya kiya.. Tune jawab hii na diya..☹️☹️🙄
Accha bata kya kya kiya.. Kaisa raha bday.,🤩
Tune saaree pehni thi kya..😁
Aur kya shopping ki.. Kaha kaha ghumne gayi.. Kya kya kiya.. Sab bata.., 🤩😈
Ha pehni thi par mama ne change karwa di
Fir gown pehna tha maine 🤪
Waha pe suits ache milte hai
Ek dum mast prints ke
Wahi leke aai hu apne aur mum ke liye
Aur Razia Sultan ka qila dekha
Slippers wagerah li..bhut cute si hai 😚😚
Bread pizza banaya tha😋😋
Aur kafi interesting baatein bhi bataungi😃