are..aisa kuch nahi hai.. Maine bhi to bahut baad mai join kiya tha... Sabka ek time hota hai.. Ab aapka wala hai.. Hum ab bhi bahut enjoy karenge... Abhi episode na aa rahe na ab aane lage kya pata.. Aur most importantly humSR discussion karenge..🤣
Main toh phir abhi junior KG mein hoon🤣