Originally posted by: Brishti_Sarkar
Mamashri is always one of my top favourites. praneet Bhattss classic "mere bachhe", "samrat prassanna ho" and his ungli dance is just the BEST! I loved some of his dialogues...
"Vasudev Krishna..iss pravanch ka parinam bhugatna hoga VASUDEV!!!!" (on seeing Subhadra doing Arjun haran...) 😆
"Mere bachhe, shakuni toh hamesha chal ulta hi chalta hai. Asli khel toh abh shuru huya hai." (The epic dialogue during dice game to Duryodhan)
"Shant mere bache shant! Main bar bar kehta hoon, jo log dharm ki margh pe chalte hai, unke saath bohot adharm kiya ja sakta hai mere bache" (Not to forget his finger movements!) 😉
"Nahi mere bache, aise jhoite asu bahana tumne mujhse hi seekhe hai. iska prabhab mujhpar nahi hoga." (to Duryodhan when he apologizes)
"Le lijiye Maharaj! mere priya behen ka hroday toh aapne pehle hi kat diya hai.." (To Dhritarashtra when he says he will take his life if he further tries to convince him) This dialgue was really sad.. 😭
"Iss ghaon ko main tabhtak marne nahi dunga jabtak Hastinapur ka vinaash na kar doon"(his moat famous line)
Pasey ko bhagya kanha gaya hai.. agar mere bhagya mere isharo par nachta.. toh Gandhar ke saath huye anek anyay mein hone nahi deta." (To arjun when arjun says isnt it true that your pasey only listens to u?)
"Mere bachhe Moorkhata Mat Karo. Last but not the least...