Aaj Dilli me saara din baarish hui.....jis ki wajah main skool bhi nahi gayi......š....balle balle........
Baarish ke iss mausam me...rajeev ki yaad to aani hi thi........š³Aap ko wo interview yaad jab raj ne kaha tha ki jab baarish ho to wo cycle par baith kar chal uthega.......
socho kya ho jab aap ko rajeev ke peeche baithne ka mauka mile...............āŗļø
Haila main mar jaawa...āŗļø.āŗļø...š....Main to raj ko kass ke pakar loongi.....kahi gir gayi to...āŗļø.....Baarish ki boonde aur saathe me RAJEEEEEEEEV!!!!!!!!!!!!!!!!!!
Thoda sa pyaar hua hai......
Thoda hai baaki.........
hum to dil de hi chuke bas teri haan hai baaki.......š³
Aap bhi baatayi aap kya karengi.........