ye lrl wale na kya karna chahte hai ye inlogo ko khud hi ko nahi pata😆😆😆. ye log abhi tak decide nahi kar paye ki abhimanyu captain hai ya lieutenant😕😕😕. naina telephone pe bol rahi hai "kya main lieutenant abhimanyu chauhan se baat kar sakti hoon?" or "lieutenant chauhan, r u dere?" orderly bol raha hai " captain abhimanyu chauhan ka phone hai", aur raj v bol rahe hai "captain abhimanyu chauhan ke baare me tumhe kuch pata hai?"😆😆😆. koi mujhe bataao ki abhimanyu ka sahi designation kya hai.😛😛😛