ye lrl wale na kya karna chahte hai ye inlogo ko khud hi ko nahi pata๐๐๐. ye log abhi tak decide nahi kar paye ki abhimanyu captain hai ya lieutenant๐๐๐. naina telephone pe bol rahi hai "kya main lieutenant abhimanyu chauhan se baat kar sakti hoon?" or "lieutenant chauhan, r u dere?" orderly bol raha hai " captain abhimanyu chauhan ka phone hai", aur raj v bol rahe hai "captain abhimanyu chauhan ke baare me tumhe kuch pata hai?"๐๐๐. koi mujhe bataao ki abhimanyu ka sahi designation kya hai.๐๐๐