(in the designing room, gauri tries to flaunt some of her dresses on the modelsand then, she gets confused as to what should her theme beK.)
Gauri:- samajh nahin aa raha hain li yeh lehenga pehnaau ki yeh summer collectionK
Sujal:- beach theme kaisa rahega?????????
Gauri:- tumhe bahut mann hain beach collection mein ladkiyon ko dakhne kaK.
Sujal:- haan!kaash ki yeh models beach ke kapdon meinKKyou know what I meanK.
Gauri:- swim suit in simple wordsK.
Sujal:- kaashKKKnahin mera matlab who nahin thaKK.
Gauri:- toh kya matlab tha tumhaaraK.
Sujal:- arey tumhaare nazar mein sirf swim suit hi beach wear hota hain kyaK.aajkal kitni ladliyaan shorts pehenti hain, wraaper roundsKK..aur phirK..
Gauri:- aur phirK..
Sujal:- aur phir kya who nahaakar chali jaati hainK.
Gauri:- jyaada mat banoK.main sab samajhti hoontumhe chahiye tha ek aisi ladki jo shorts, minis, skirts pehneK.lekin tumhe mil gayi yeh boring si jeans, salwar pehenne wali ladkiKKhow bad luckK.
Sujal:- bad luck toh hainK
Gauri:- kya???iska matlab tumhe sach mein waisi ladki chahiyeK.
Sujal:- chahiye toh waisi ladki hiK.
Gauri:- toh phir mujhse kyun pyaar kiyaKjaa rahi hoon mainK.
Sujal:- arey ruko meri puri baat toh bsunoK
Gtauri:- ab sunne ko bacha hi kya hainK
(pulls her by her waist)
Sujal:- main un ladkiyon se milna zaroor chahta hoon lekin sirf isliye taaki main unhe tumse mila sakoonK.
Gauri:- mujhse?????????
Sujal:- haanK.main unhe dikhaana chahta hoon ki sundarta sirf chote kapde pehenne se nahin aati hainKK. Who toh husn ki numaaish hoti hainK..asli sundarta toh saadgi mein hoti hainK..aur jahan saadgi nahin wahan khubsurti toh ho hi nahin saktiK..asli khubsurti toh meri gauri mein hainK..par kya faayda, kisiko mujhpar vishwaas hi nahin hainKK
Gauri:-I m sorry sujalK..woh kya hain na main tumse itna pyaar karti hoon ki kisi aur ko tumhaare saath nahin dekh saktiK..main sirf tumhaare dil mein hi nahin balki tumhaare soch, ehsaas aur rooh mein basna chahti hoonKKaur isiliyeK
Sujal:- bas tumhe aur kuch kehne ki zaroorat nahinK.tum toh mujhme basti ho aur phir koi apne aap se sawaal nahin kartaK.waise tum beach ka theme toh rakh rahi ho naK
Gauri :- nahin main bridal theme rakhungiK.
Sujal:- iska matlab meri saari mehnat bekaar gayiK
Gauri:- abhi batati hoon...
(she runs after him)
Break
(1st floor of the college, a girl comes running and meets anitaK..she tells her that some boys are teasing herK., anita takes her by her hand to the boys)
Anita:- kya!yeh wahi ladke hainK.
Girl:- haanK..yeh wahi hainK
Anita:- kyunKKhaathon mein chudiyan pehen rakhi hain jo ek akeli ladki ko ched rahe ho...
Boy:- tum kaho toh tumhe ched duK..jaaneman aur phir jo tumme baat hain who isme kahanK.
Anita:- lagta hain bachpan mein maa-baap ne sanskaar nahin diyeK
Boy:- maa-baap ne nahin diye toh tumhi de doK..bas ek baar hume mauka toh doK..
Anita:- (slaps him) who kya hain na pehla sanskaar jo mujhe maila hain who yeh hi hain ki V laaton ke bhoot baatoan se nahin maanteK..unhe unki bhaasha mein hi samjhaana chahiyeK..
Kyun ab samajh mein aayaK
Boy:- (boys come from behind and hold her) tumne toh apni bhaasha mein samjhaa diya...ab hamaara bhi toh farz hain ki tumhe apni bhaasha mein jawaab de....kya hua...tum dar rahi ho.....aao apne in hothon ko mila do taaki aaj ke baad in hothon se kabhi koi sabak ki baat na nikle.....
(boy was about to kiss her whwn angad comes and holds his chin and throws him back)
Angad:- kya bhai!!!itni aasaani se isey sazaa bde dogeK..ise toh thoda sa tarpaana chahiye aur phir maza chakhaan achahiyeK..
Boy:- kya matlabK.
Angad:- matlab bahut aasan hainKpehle isey hum iski aukaat dikhaayenge aur phir isey sazaa dengeK
Boy:- baat toh tumne theek ki hainK.chalo tum log dekh kya rahe hoKiske kapde phaad doK.
Angadƒholds his hands) who kya hain na isey mazaa chakhaane se pehle zaroori hain kit um toh maza chakh loK.
Boy:- kya matlabK..
Angad:- matlab(hits him)
(angad fights with them and knocks all of them and starts leaving the place)
Anita:- angad! Angad!
Angad:- kya huaK.
Anita:- who main tumhaara shukriyaada karne aayi hoonK.agar tum na aate tohK
Angad:- toh koi aur aataK.lekin tumhe kuch nahin hotaK.waise mujhe pata hain ki aaj tum mera dusra roop dekh rahi hoKlekin yeh sapna nahin balki sach hainK.main ladkiyon ke saath ghumta zaroor hoon lekin unki izzat se nahin kheltaK..chalta hoonK.
(anita sees him and then leaves)
(angad comes from behind to the same place and gives his hands to the boys, laughs with them..)
Angad:- yeh lo tum loge ke paiseKwaise tum log acting acha kar lete hoK.
Boy:- thank you sir!!!!!!waise koi aur kaam ho toh mujhe zaroor yaad kijiyegaK.
(angad looks up and smiles)
Break
(In the claasroom)
Rahul:- hi anjaliK..
Anjali:- hiiK.
(anjali goes and sits beside rahul)
Anjali:- kal tumse milkar bahut acha lagaK..thanks for a wonderful companyK
Rahul:- thanks toh mujhe tumhaara karma chahiyeK.tumhaare wajah se hi toh main itna kuch keh paayaK.
Anjali:- matlabK.
Rahul:- matlab ki who adlibK..
Anjali:- bahut achi thiK.tum hamesha aise hi kabhi bhi shayri kar lete ho kyaK.
Rahul:- ek shaayar ke liye bahut zaroori hain ki shayri karte waqt uski prerna uske saamne raheK..
(sirs listens them talking and says)
Sir:- rahul!!!be quiet!
Rahul:- sorry sirK.
Anjali:- toh tumhaari prerna kaun hain???
Sir:- anjali.....be quiet...
Anjali:- sorry sir!
Rahul:- tumKK
(anjali gets shocked)
Anjali:- mainKK(shouts)
Sir:- tum dono chup rahoge ki nahinK
Rahul:- we are sorry sirK..
Rahul:- mera matlab hain ki tumhe kya lagta hain kaun ho sakti hain meri prernaK..??
Anjali:- mujheK mujheKkya pataKmain nahin jaantiK..
Sir:- thats enoughK.get up you both and leave the classroom right nowK..
Student:- how luckyK..chale jaaonK.aisa mauka har kisi ko nahin milta aur yeh kharoos har kisi ko apne class se nahin nikaaltaK..hum kabse koshish kar rahe hainK.have fun enjoyK..
Sir:-you shut up and listen to the problem and you both please leaveK.
(anjali and rahul leave in a bad mood and as soon as they get out they laugh and smile at each other)
End
😃