Previously.....Sharman is trying to befriend Rach but she wants nothing to do with him, Sharman found out that Rach is Siya's friend....now to continue....
Place - Whadwa House
The Whadwa family are preparing for Siya's mehndi ceremony.
Kumkum - haan voh phool vahan rakdo, Methi chacha saab kahana ban gaya??
Methi Chacha - haan sab ban gaya
Kumkum - very good, Dhruv aao ghar kaisa lagtha hai?
Dhruv - wow mom ghar kitna sajaya hai, ma vo Sharman kahin nazar nahin aa raha
Kumkum - yahein kahin hoga, achi tara se dekhlo, main kitchen mein jathi
Dhruv searches for Sharman he finds him on the terrace with Rach, at first he hesitates but then begins to listen to their conversation.......
Sharman - so tum aaj kya pehne vali ho
Rach - bas kuch dekhloon gi, kyun?
Sharman - nahin bas aise, so erm colour kya pehne vali ho
Rach - jab mujhe yeh nahin pata ke main kaun se kapre pehnoo gi tho colour kaise pata hoga?
Sharman - of course, how stupid of me
Behind them Dhruv coughs, Sharman turns around
Sharman - oh bro tum yahan, kya baat hai
Dhruv - yeh tho main tumse poochne vaala tha, aaj tum itni jaldi ut gaye
Sharman - voh Siya ki mehndi jo hai, isliye
Dhruv - oh i see......anyways chalo change ho jao tum dono
Rach walks off
Sharman - kya bro main usse baat kar raha tha
Dhruv - haan maine suna tha, tum uske kapre ki colour kyun pooch rahe the
Sharman - bas aise hi generally
Dhruv - acha, teek hai come on jao get changed Siya ke ghar bhi jaana hai (Dhruv laughs)
*Later that day at Siya's house, Kumkum and Rach are applying mehndi on Siya, Dhruv, Sumit and Sharman are sitting on the settee witht he other guests*
Sharman - god yeh kitna boring hai
Rach - tumhe tho har waqt boring lagta hai
Sharman - vaise tumne abhi tak bataya nahin ke hum dost hai ke nahin
Rach - dosti........
Dhruv - hai Sharman kuch nach gana ho jaye
Sharman starts smiling, Rach walks away but then she hears Sharman singing 😆
(sharman to rach)
kehdo ke tum mere dil main rahoge
kehdo ke tum mujhse dosti karoge
kehdo ke tum mere dil main rahoge
kehdo ke tum mujhse dosti karoge
(rach to sharman)
dekhoon gi, sochoon gi, kal parson kuch kahoon gi
(sharman to rach)
kehdo ke tum mere dil main rahoge
kehdo ke tum mujhse dosti karoge
(rach to sharman)
oh dekhoon gi, sochoon gi, kal parson kuch kahoon gi
(rach to siya)
hum saathi kitne purane
phir kyun hai itne anjaane
hum saathi kitne purane
phir kyun hai itne anjaane
kya rang laye na jaane
bachpan ki yeh dostane
(dhruv to sharman)
kab kahan kya kabar ja rookhe yeh nazar
(siya to rach)
arre kya pata kaun hai kis ka yahan humsafar
(sharman to rach)
kehdo ke tum mere dil main rahoge
kehdo ke tum mujhse dosti karoge
(rach to sharman)
oh dekhoon gi, sochoon gi, kal parson kuch kahoon gi
(sharman to rach)
kehdo ke tum mere dil main rahoge
kehdo ke tum mujhse dosti karoge
(sharman to siya)
tum bhi tho ho dost meri
tum tho mera saath dhedo
tum bhi tho ho dost meri
tum tho mera saath dhedo
apni saheli ka mere
haathon mein tum haath dhedo
(siya to sharman)
intezaar intezaar aur kya hai yeh pyar
(sharman to rach)
jhhot hi yeh sahein kehdo ek baar
(rach to sharman)
lo maine kaha tumse dosti karoon gi
tum bhi kaho mujhse dosti karoge
(sharman to rach)
dekhoon ga(acha), sochoon ga(oh ho), kal parson kuch kahoon ga
(rach to sharman)
eh maine kaha tumse dosti karoon gi
tum bhi kaho mujhse dosti karoge
(sharman to rach)
dekhoon ga, sochoon ga, kal parson kuch kahoon ga
Sumit - vaah kya gaana hai, Dhruv tum Siya ke liye kuch nahin gaho ge
Sharman (whispering) - tho hum dost hai?
Rach - maine kaha tho tha......
Sharman shakes Rach's hand, both are smiling at each other meanwhile Dhruv begins to sing for Siya
(dhruv to siya)
ah-ah-aashiqui mein teri
ja-ja-jayegi jaan meri
de de dil china town mein
de de dil china town mein
hai kasam hai meri
ah-ah-aashiqui mein teri
ja-ja-jayegi jaan meri
tu meri janat hai
tu hi meri chahat hai
tu meri beecheni
tu hi meri rahat hai
tu hi manzil meri
ah-ah-aashiqui mein teri
ja-ja-jayegi jaan meri
main teri deewanagi mein hadh se guzar chakahoon
kya batoon kis kadar main tujpe mar jakaoon
main teri deewanagi mein hadh se guzar chakahoon
kya batoon kis kadar main tujpe mar jakaoon
tu meri saasein hai
tu hi meri dhadkan hai
tu meri madhoshi
tu hi meri tharpan hai
tu hi manzil meri
(siya to dhruv)
ah-ah-aashiqui mein teri
ja-ja-jayegi jaan meri
ah-ah-aashiqui mein teri
ja-ja-jayegi jaan meri
har ghari nazar mein hai chehra sirf tera
kya karoon main ab nahin hai bas mein dil ye mera
har ghari nazar mein hai chehra sirf tera
kya karoon main ab nahin hai bas mein dil ye mera
(dhruv to siya)
tu meri tanhaai
tu hi meri mehfil hain
tu meri betaabi
tu hi mera qaatil
tu hi manzil meri
ah-ah-aashiqui mein teri
ja-ja-jayegi jaan meri
ah-ah-aashiqui mein teri
ja-ja-jayegi jaan meri
de de dil china town mein
de de dil cina town mein
(both)
ah-ah-aashiqui mein teri
ja-ja-jayegi jaan meri
ah-ah-aashiqui mein teri
ja-ja-jayegi jaan meri
everyone is very happy, after all the dancing Sharman manages to grab Rach and takes her to an empty room
Rach - kya kar raho ho, yahan kyun laye mujhe
Sharman - voh main tumse kuch erm kehna tha
Rach - bolo phir...kya baat hai
Sharman - voh main erm voh
Rach - kya hai Sharman bolo bhi
Sharman - tum aaj bohat khoobsurat lag rahi ho
Rach (blushes) - thanx, tum bhi aaj teek hi lag rahe ho
Sharman - bas! teek hi?? maine blue issiliye paya tha ke main tumse match kar saktha tha. oh damn kuch zyada hi bhol gaya
Rach - Sharman tumne mere liye......thats so sweet
Sharman is smiling, Rach is about to walk away but Sharman holds her hand
Rach - Sharman mera haath chordo
Sharman - mmmm nahin
Rach - Sharman tum......
before Rach can finish her sentance she sees that Sharman's mom, Kumkum is standing at the door.......to be continued........ 😃 😃 😃