Scene3: Arohi Arvind-Rajveer confrontation
Arohi walking out when Rajveer and Arvind come to jail. They see Arohi and question inspector on why she has been allowed to meet Arjun despite them ordering otherwise.
Rajveer and Arvind angry at her and stare at her. Arohi sees them but keeps walking.
Arvind: Arohi, Ghar ke saare sanskar bhulachuki ho. Apne hi dadu ke katil ka saath de rahi ho. Tum bahut pashtahogi. Ab bhi waqt hai, sambhal jao aur ghar lautke aao
Arohi: Main apne sanskar aur dadu ki di uhi seekh nahi bul pahi hun. Isiliye to main Arjun ka saath de rahi hun Tauji Rajveer: Ab woh Arjun tumhe humse pyara hogaya hai saccha hogaya, kyun Arohi kyun
Arohi: Yeh aap samajthe hain chachu. Main ab bhi aapse uthna hi pyaar kathi hun. Par main sach ka saath nahi chod sakthi
Rajveer: Usne apni maa ki aur tumhari joothi kasam kya ka liya tum use sach mankar uskeliye ladne chali gayi
Arohi: Main Arjun ke baare main kuch bhi janu ya na janu yeh janthi hun Arjun kabhi bhi kisi ki jhooti kasam nahi kayega, apni maa ki aur meri to dhur ki baat hai
Arvind: Bas, bahut ho gaya tumhara lecture. Tumhare kehne se duniya main ek hatyara acha insaan nahi ke layega
Arohi says
Valmiki bhi ek daku the magar woh duniya main sant kehelathe hain, koi une daku ki tarah yaad nahi kartha
Karna Kauravohn ke paksh main reh kar bhi aaj tak duniya main dhaan shur veer kehlatha hai. Aaj bhi duniya main dhaan dene walon ko Karna se tola jatha hai. Bhure insaanhon ke beech mein rehkar bhi Karna ko koi duniya main bhura nahi mantha.
Haan, main manthi hun Arjun ne bure kaam kiye the magar woh isliye ki woh aise parivaar mein reh raha tha jahan yeh sab kaam bhura nahi manthe. Arjun pe us parivaar ka karz tha to na chahthe uhe bhi use apne baap ke aadesh mankar bhure kaam kiye hain magar usne kabhi bhi kisi insaan ki jaan nahi liya hai ya phir kabhi bhi kisi insaan ki zindagi bharbaad nahi kiya hai. Magar jab se usne mujhe pyaar kiya hai tabse main yakeen ke saath ke sakti hun usne koi bhura kaam nahi kiya hai. Woh hamesha se hi aacha insaan tha aur hamesha rahega.
Maine dekha hai usne apne bade se bade dushmanon ko bhi maaf kiya hai.
Rajveer: Aacha, itna aacha insaan hai , isiliye usne tumse dokhe se shaadi ki
Arohi: Main manthi hun woh uski galathi thi magar woh usne gusse me aakar kiya. Apne behen Rashi ki baache ki maut ne use ila diya tha. Magar yakeen maniye chachu Singhania mansion main jane ke baad ek minute bhi usne mujhse bhura bartav nahi kiya hai, hamesha mera kayaal raka hai, meri badi se badi galathiyon ko maaf kiya hai aur uske parivaar walo ne mujhpe jab bhi koi ilzaam lagaya hai usne mera saath diya hai.
Aur Chachu isme meri bhi galathi thi, maine agar kabhi kisi se pyar kiya hai to Arjun se magar main usse mana nahi cahhthi thi shayad main dar gayi thi parivaar se, duniya se aur shayad apne aap se bhi isiliye maine kabhi nahi mana duniya ke samne ki main Arjun se pyar karthi hun shaadi karna chahthi hun. Isiliye shayad itna sab kuch hogaya.
Arohi: Aur chachu woh aacha insaan hai isiliye abh tak jab bhi aap logo ne uspe haath utaya hai usne kabhi palat kar vaar nahi kiya ya kabhi aap logon ko nahi roka. Warna aap bhi janthe hai ki agar aap mere gharwale nahi hote to Arjun kabhi bhi apne aap par utne wale har haath ko rokne ki himmat raktha hai aur muh thod jawab dene ki thakath raktha hai. Magar woh yeh anyay daar kar nahi seh raha, isliye seh raha hai kyun ke woh mujhse pyaar kartha hai aur aap mere parivaar wale ho isliye aaplogon ki izaat kartha hai
Rajveer: Tum pyaar main andhi ho chuki ho
Arohi: Pyar insaan ko jeene ki roshini detha hai andha nahi banatha
Arvind: Chodo Rajveer, isse behes karke koi fayda nahi hai. Us kaminey ke pyaar main ghirkar ye
Arohi cuts: Pyar insaan ko musibhat main utna sikatha hai tauji ghirna nahi
Shefali who is observing this conversation comes running thinking this convo is getting out of hand and says "Arohi, tum yahan ho. Main tumhe saab jaga dund rahi thi"
Arvind and Rajveer leave in anger
Arohi and Shefali also leave.
Edited by myviewprem - 14 years ago