Scene4: Arjun-Rajveer Tashan
Rajveer and Arvind go to commissioner and ask him why they allowed Arohi inside to meet Arjun. Other than lawyer that too with permission of commissioner no one should meet him in police custody.
Both are informed Arjun did not agree to sign on confession statement. Arvind and Rajveer leave to meet Arjun and make him sign confession.
Arjun is brooding on all the events that took place in his life. Billu giving him a call to come to his house. Arjun reading the file and discovering the owner of that house is his mother and was killed by Kartar Singh because he considered her as terrorist.
Arjun thinks loudly: Ma, mujhe pata hai aap terrorist nahi thi. Aap ko juthe case main pasaakar terrorist kehkar bahut behreemi se mara gaya hai. Main wada kartha hun ma, main aapko nyay dilwahunga. Main sabit karunga duniya ke samne aur court ke samne ki aap nirdosh thi, aap ko bina sahi jhanch kiye maara gaya tha, mujhse cheen liya gaya tha. Kartar Singh, Sudhir Ahluwaliah aur jo bhi aapke khoon aur fasaane ke saazish main shamil hain jhan buch kar ya bina jane main uska pata lagakar aapko insaaf dilaunga.
Arjun is called out to the interrogation room.
Rajveer and Arvind already there in the interrogation room.
Arjun enters the room and sees them both and shows anger on his face looking at them.
Rajveer and Arvind tell him to sign the confession statement and Arjun refuses (because they have put wrong details)
Rajveer: Tumhare balaee isime hain ke tum chup chap yeh confession statement sign karlo warna
Arjun: Warna kya, mujhe bhi meri maa ki tara maar daloge
Arvind: Tumari maa ek terrorist thi aur saare sabut unke kilaaf the. Dad sirf apni duty kar rahe the
Arjun: Meri maa nirdosh thi. Meri dil sabse bada saboot hai aur main jantha hun ki woh nirdosh thi. Aur tumlogo ne use mujhse bahut behreemi se cheen liya.
Rajveer gets wild: Tumhare ye emotional speech suna nahi aye hain hum. Chup chap confession statement par sign karthe ho ya phir
Arjun: Nahi karunga, Jo chahiye karlo
Rajveer goes to hit him and Arjun catches his hand and inspector and constables rush to hit him.
Arvind: Tehero and all stop in their tracks
Arvind: Rajveer use chod do.
Arjun leaves his hand
Arvind: Tumlog saab bahar jaho. Mujhe aur Rajveer ko baat karni hai isse akele main
All other inspector and constables leave and stad gaurd outside
Arvind: Tumhe shukar mana chachiye ke humare dad DIG ko marne ke baad bhi hum tumse sakthi se pesh nahi aa rahe hain. Chandigarh main koi bhi vaqil tumhara case nahi ladne wala. Aur kisine himmat karke ladne ki koshish ki bhi to haar jayega.
Rajveer: Aur main abhi suna saktha hun tumhari saza kya hogi court main- Sazaye maut- To be hanged till death. Aur us maut se pehle kuch saal tum isi jail main sadne ke liye tayar ho jaho. Aur main wada kartha hun ke sazaye maut se pehle tum jho ek ek din is jail main katoge woh sazaye maut se bathar hogi. Paani main rekhar magar mach se bair rakhna bewaqoofi hai
Arjun: Aur kuch kehna hai... Mera jawab ab bhi na hai
Rajveer gets really wild
Rajveer going near to him: Suno Arjun, tum chakravyuh main paas chuke ho aisa chakravuyh jahan se nikalna na mumkin hai. Behtar hoga tum confession statement sign karo...abhi
Arjun: Mahabharat nahi pada hai kya Rajveer, Chakravyuh main Abhimanyu pastha hai, Arjun nahi. Arjun ko chakravuyh bedna bahut acche se aata hai
Rajveer: Bahut hogaya, yaad rako yeh jail hai. Yahan wohi hota hai jho hum chahathe hain
Arjun: Tumne shayad ek angrezi kahawat nahi suni hai "GOD Proposes, Man disposes" Hoga wahi jo bhagwaan chayenge. Tume jo chaiye karo. Aise geedhad dhamkiyon se me dartha nahi hun. Kya karoge- jyada se jyada torture karoge. Main tayar hun-Tum police wale thak ke haar maanloge magar main haar nahi manunga. Yeh mera waada hai tumse.
Rajveer: Geedhad dhamki, geedhad dhamki kya hai main tumhe dikahunga nd removes his gun
Arvind stops him and calls the police who are standing outside.
They ask two constables to leave him back in his cell.
Rajveer: Bhaiya, yeh aisa nahi manne wala. Isse dusre tareeqe se todna padega
They speak to inspector and tell him not to give food and water and to keep him in isloation for two days so that during next interrogation he will be mentally broken and they can force him to sign the statement.
Rajveer and Arvind go out.
Arvind: Rajveer, kya tume lagtha he ki ise kuch hoga
Rajveer says "Pata nahi, woh toda jyada ziddi hai. Magar fiqaar mat kijiye, aise kitne ziddi logon ko humne apne police ka career main tuthe hue nahi dekha?. Agar isse bhi nahi tuta toh woh kagaaz istimal kargene"