Heer was sitting in the taxi thinking about Prem. Prem was sitting in his car thinking about Heer.
P: Woh kaun thi? Meine hazaro ladkian dekhi. Magar uske jaise kabhi nayi.
H: Uski ankhein. Uski aankhon mein kuch tha jo meine kabhi nayi dekha. Woh kya tha uski aankhon mein.
D: Sir, ghar agaya.
P: Huh…ha.
He goes inside.
P: Mom, Dad!!
He runs towards them and gives them a big, huge hug.
G: Kaisa hai tu?
P: Mein teek hoon, Mom. Aap kaisi hai? Dad ne zayda pareshan tho ni kya na?
G: Chal haat shatan.
He laughs and goes to his dad. Lalit looks at him.
P: Kya dekh re hai?
L: Tumhe.
P: Pehle kabhi nayi dekha kya?
L: Dekha tho hai. Par itne dino baad.
P: Itne dino baad? Dad, 10 din hi tho hoye hai.
L: Tumare liye. Par mere liye tho yeh 10 din 10 saal ke barabar hai.
P: Dad, aap bhi na. Kaisi emotional baataon ko lekar beth gaye. Aap tho jante hai na, mujhse emotional baate nayi hoti.
L: Sorry. Bhool gaya ki mera beta Prem, prem ki baate nayi janta.
They laugh.
P: Dad, Preet kaha hai?
L: College. Tum kal se waha jao ge. Okay.
P: Alright Dad.
Prem goes upstairs to his room. Meanwhile at Heer's house…
H: Mummy! Papa!
Teji comes out of the kitchen and Balraaj comes downstairs. Heer opens her arms and runs to them and gives them a big, huge hug.
T: Bin bataye kaha chali gayi thi tum?
H: Mein bina bataye thodi na gayi thi. Watchman ko bataya tha na. Aur vaise bhi, mein mandir gayi thi.
T: Kuch dher ke liye rook nayi sakti thi. Hum sab ek saath chale ja the.
Heer holds onto her ears.
H: Sorry. Ab tho maaf kardo.
Teji turns around. Heer goes to her dad.
H: Papa. Aap hi kehiye na.
B: Teji, maaf kar bhi dena. Kyun apni zid pe lagi hui hai? Dekhna kaise undhas hui hai.
Heer makes a sad puppy dog face. Teji gave up.
B: Maaf kardiya?
T: Meine na kab kaha.
Heer goes and gives her mom a big hug.
H: Papa, Meher kaha hai?
B: Meher college gayi hai. Tum kal se wahi jao gi.
H: Ok, papa.
She hugs her dad and goes upstairs to her room. Prem was sitting down in his chair, when the electricity went away. He gets up and flicks the light switch a couple of times. He goes out of his room to find a candle. Gayatri was walking in the hallway, when she saw Prem.
G: Prem, kya dhoond ra hai?
P: Kuch ni mom.
G: Tho phir andhar kya kare ho? Bahar ja kar ghoomo, khelo. Enjoy karo.
P: Aur Dad?
G: Dad ki fikar tum maat karo. Usse mein sambal loongi.
P: Thanks mom. You're the best.
He goes and gets his car keys and cell.
H: Mummy, mein zara bahar jakar aati hoon.
T: Bahar? Ab kahan jaana hai. Nahi, mein tumhe kahin nayi jaane doongi. Tum yehi ro gi, aur ghar ke saare kam siko gi.
H: Kya?! Kaam? Aur Heer karegi? No way.
T: Kyun? Shaadi karne ka iraada ni hai kya?
H: Oh, not again.
T: Heh!... Not again ki? Hone ki, mein roz tenu yaad karongi.
H: Mummy, ab bas bhi karo.
T: Heer. Tu na apne harkato se sudar ja. Shaadi ke baad yeh sab nayi chale ga.
H: Acha.
T: Ha.
H: Aur kitchen mein humara khaana jal ra hai, woh chale ga na?
T: Arre baap re. Chula bandh karna tho bhool hi gayi.
Teji rushes to the kitchen.
H: Yeh mummy bhi na.
Heer takes her cell phone and leaves.
P: Kaha jao? Yaha tho mein kissi ko nayi janta.
Taxi Driver: Kaha le jao Ma'am sab.
H: Umm… Kahin bhi.
TD: Aap yaha nayi ho kya?
H: Kuch kuch. Mein yaha ek saal baad aiyi hoon.
TD: Acha. Aap 19 saal ki ho na?
H: Ha, par aap ko kaise pata.
TD: Guess kiya. Mein aap ko Sunset Point lekar jata hoon.
He starts driving to Sunset Point.
H: Sundar hai?
TD: Bohot sundar hai. Itni khoobsurat jaga bhagwan ne pyar karne walo ke liye hi banaye hai.
H: Acha? Apne kisse se pyar kiya?
TD: Nayi. Kiya tho nayi. Par mehsoos zaroor kiya.
H: Mehsoos aur karne mein farq hi kya hai?
TD: Jab aap kissi se pyar karte hai, tho woh karna hota hai. Par jab aap ko pyar ka ehsaas hota hai, tab woh mehsoos kaha jaata hai.
H: Aap ko kisne pyar kiya?
TD: Maloom ni kaun hai woh.
H: Kya woh abhi aap se pyar karti hai?
TD: Ha. Par bata ne se dar thi hai.
H: Darti hai?
TD: Ha, woh zara sal baat yeh hai ki ladka ladki se propose karta hai. Ladki ladke se nayi. Ab usse maloom ni ki mein ha kahoon ya na.
Heer started thinking about this. A little boy came and tapped on Prem's car window. He rolled down the window.
P: Kya hai?
B: Yeh ghulab le li jiye na.
P: Mujhe nayi chaiye.
B: Le li jiye. Ma'am sab bohot kush ho jaye gi.
P: Meri shaadi nayi hui.
B: Girlfriend?
P: Hazaro hai.
B: Chane wali?
P: Lakho hai.
B: Aap ki pasand.
Prem was silent and was just looking at the boy.
B: Aap ko koi pasand hai?
P: Hai ek ladki. Aaj hi dekha meine usse.
B: Tho naam kya hai?
P: Pata ni.
B: Rethi kaha hai?
P: Pata ni.
The boy was starting to get irritated now.
B: Phir kab milo ge?
P: Pata ni.
B: Tho phir pata kya hai?
P: What?!
B: Kuch ni. Aap ko usse mil na hai?
P: Ha.
B: Tho phir aap yeh ghulab kridiye aur Sunset Point chale jaiye.
P: Sunset Point? Kyun?
B: Ab sab kuch mein hi baataon kya? Ghar bhi tho jaana hai mujhe.
He turned around to leave.
P: No, please. Dekho mein tumara bhai jaisa hoon. Kuch tho madat karo.
He got a smirk on his face. He quickly put away the smirk and put on a helpless look.
B: Teek hai. Agar aap itna kahe re hai tho, mein madat karde tha hoon. Par…
P: Par? Par kya?
B: Ghar mein khaane ke liye kuch ni hai…
P: Oh God. Yeh lo.
He hands over 20 rupees to him.
P: Ab ek ghulab do.
B: Uss ke liye 10 rupees.
P: 10 rupees?!!!
B: Lena hai tho lo varna mein tho chala…
P: Nayi. Leta hoon.
He takes out 10 rupees and gives it to him. He takes the rose from him. The boy sticks his hand out.
P: Ab kya chaiye?
B: 10 rupees.
P: Abhi tho diye the meine.
B: Ghulab ke liye ni, advice ke liye. Tumhe kya laga. Free ke liye doonga.
P: Teri tho mein. Yeh le.
He took out another 10 rupees and gave it to him. He put the rose on the seat beside him.
P: Par agar woh…
He turned around to find the little boy missing from there.
P: 40 rupees tho gaya sirf ek ladki se milne ke liye. Wow Prem. Wow.
He started driving to Sunset Point. He stopped at a red light.
P: Kya karoon? Jayo ja na jayo? Maan tho k era hai ki mein jaoon. Try kar leta hoon. Na mili tho kya. Yeh ghulab mein phir mandir mein chara doonga. Ha. Yeh teek re ga.
He starts tapping on the steering wheel. He puts on the radio. Pehli Nazar Mein was playing. He looked around, while waiting for the lights. He saw Heer sitting in the taxi.
Pehli Nazar Mein Aisa Jadoo Kardiya
Tera Baan Beta Hai Mera Jiya
Jaane Kya Hoga Kya Hoga Kya Paata
Iss Pal Ko Milke Aa Jile Zaara
Tu Hai Yahan Mein Hoon Yahan
Meri Bahaon Mein Aaja
Oh Jaane Jaan
Dono Yaha Meri Bahaon Mein Aa Bhool Ja
Baby I Love You
Oh I Love You
Oh I Love You So
Baby I Love You
The lights turned green and the taxi started driving away. There was a honk from behind. Prem started driving. He followed Heer to the Sunset Point. Heer got out of the taxi and thanked the driver and paid him the money. Prem took the rose, got out of the car and started walking towards her. The sun was starting to set. Heer was looking at the world in front of her.
H: Kitni khoobsurat hai yeh jaga.
P: Par tumse khoobsurat nayi.
Heer was surprised to hear the voice. She turns around to see who is it.
The End.
Durga