Heer enters his room only to find him standing by the widow……………his eyes were closed………….He was remembering the illfated day when he had……………in a fit of anger………….in front of the whole biraadri declared his son dead and did his shraad……………..and then the day he had lost him forever……………How much he had been silently cursing himself for that day since the past two years……………….
Heer had reached to where he was standing…………..and putting her hand on his shoulder……………….from behind…………and says-- Bauji?.....................
He turns around and Heer notices the tears welling up in his eyes…………..she felt the pain herself………….everytime she saw any of the family member sad………….or crying she found herself to be lacking somewhere………….but soon realising…………..no matter what…………no matter how much…………no matter how many times she tried…………..she could not be him…………….Never!
Still she says-- Bauji kya hua?
Lalit was a broken man…………….he had lost his son…………his strength was gone……………..and with that his will to live too was over that day…………but somehow he was surviving…………..for the sake of his ailing wife and his loving children…………….
He says grimly-- Kuch nahiin Heer beta………….bas uss buri ghadi ko yaad kar khud ko kos raha tha………..jab apne bete ka shraad kiya tha gusse mein aakar…………aur dekho………….kho hii diya usse hum sabne…………..
Heer finds it hard………..still she holds back her tears…………and assures him saying—Honi ko kaun taal sakta hai bauji?...............Jo ho gaya vo naa toh aapke bas mein tha aur naa kisi aur ke…………..kismet ke likhe ke liye khud ko kyun zimedaar thehraana?...............Bauji aap hii himmat haar gaye………….toh……….maa ka haunsla………..unkii himmat kaun banega……………..aap iss tarah dukhi honge…………..toh Prem…………..vo jahaan kahiin bhi hai………..kaise chain se reh paayega?..............Abb chaliye neechey chalte hain………….
Lalit nods agreeing with her and the two make their way for the hall downstairs……………before which Lalit stops………….and embraces Heer's forehead with his hand saying-- Heer…………tu naa hoti toh pata nahiin…………..humsabko kaun sambhaalta………..tere dil mein jo dukh hai………….dard hai usska andaaza hai mujhe………….usse bayaan karna tere liye mumkin nahiin hai beta…………..aur …………..kuch kar paana uss mayoosi ko kum karne ke liye…………mere bas mein nahiin hai………….bas yehi aashirwaad deta hoon…………..kii tu khush rahe…………jeeti rahe…………..
Heer smiles………….and as the two walk downwards……………Heer thinks to herself-- -------Meri khushiyaan toh Prem se this………….Meri zindagi bhi wahi tha…………abb vo nahiin………………..yeh khush rehne kaa……………jeetey rehne kaa aashirwaad mere kisi kaam ka nhiin hai bauji…………….Yeh Heer toh ussi din mar gayi thi jiss dn usska Prem usse chodd kar gaya tha…………..Jo aap logon ke saath hai………….vo toh Prem ke waade hain…………..usski zimedaariyaan hain……………ek baar yeh waade poore ho jaaye…………….yeh zimedaariyaan……………nibh jaayein……………main bhi chali jaaongi…………..apne Prem ke paas……………
Heer was wrong……………Badon ke dil se nikley aashirwaad mein bahot taakat hoti hai…………..Heer didn't know it then………….soon she too would realise………….kii jis Prem ke paas vo jaane ke sapne dekh rahi hai……………..Vo Prem phir usski zindagi mein aane wala tha………….khud………..apne aap…………..apni Heer ke paas…………..iss baar…………..Hameshaa ke liye………………..