Dialogues of the samadhi scene
Prerna:Yeh kya ho gaya anurag!!.mera prem kahaan hai?MERA PREM KAHAAN HAI?NAHIN BACHA PAYE TUM APNE PREM KO.Maine apne prem ki zimedaari tumhein di thi anurag.AIK BAAR PHIR TUM PREM KO NAHIN BACHA PAYE.THEEK KEHTE HO TUM.YOU R A LOOSER!.HAARE HUE INSAAN HO TUM.AIK PREMI KE ROOP MIAN HAARE.AIK PATI KE ROOP MAIN HAARE.AIK PITA KE ROOP MAIN HAARE AUR AB AIK DOST KE ROOP MIAN BHI HAAR GAYE.Kyun nahin roka tumne usse?Kaisay hone diya?Mera sab kuch lut gaya.KAISAY DEKHTE REHE, KYUN NAHIN ROKA MERE PREM KO?Pehle prem ko nahin rok paye na hi mere prem ko nahin bacha paye ab uski nishani ko......................yeh kaisay hone diya?(saying this she bends down,anu holds her up)
Anurag:Tumne sahi kaha prerna,her baar main haar hun lakin her baar amin ghairon se haara hun aur is baaar,is baar hamare apne ne hi humine hara diya.Hamara apna prem.Tumhare jaane ke baad main london wapis chala gaya.Main apni karwi yaadon ko apne aapse door karna chahta tha.Business main kuch mushkilein ayin,sam ke pita ne mujhe financially help kiya.Wahan london main mujhe achanak pata chala ke prem kya kya ker raha hai.Main foran india aa gaya,lakin jab tak main aaya sab kuch khatam ho chuka tha.mr.bajaj bhi nahin the.Main kya karta prerna?Main bachon ko ghar le aaya.Mujhe bhi yeh sab yaad akrna acha nahin lagta prerna lakin kya karun,yeh yaadein meri zindagi se jaati hi nahin.Kon kehta hai ke bura wat lot ke nahin aata.itihaas apne aap ko dobara dohra raha hai,mujhe hamesha apnon ne haraya hai prerna.Main kya karun?meri kismat hamesha mujhe dhoka deti hai.ghairo se to main lar sakta hun,lakin apno se kaisay larun?Main hamesha apnon se hi hara hun prerna,apno se hi haara hun.
Prerna:Is baar prem ne jo kuch bhi kiya uski kimat usse chukani paregi.Is baar prem aisa nahin bachega.chalo anurag
Anurag:Kahaan prerna?
Prenra:Us prem ke paas.Us prem ke paas jisse apne naam ka matlab nahin pata.Us prem ke paas jisne janm dene waale ma baap ki tauheen ki.us prem ke paas jisse ab mujhe jawab dena hai.Uske paas anurag.
Anurag:Rehne do prerna.Sab kuch bhool jao
amna