Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 28 July 2025 EDT
CID Episode 64 - 27th July
WELCOME 🏠 MAIRA27.7
MAIRA IS SAD 😞28.7
YRKKH to take a generation leap!!!
BALH Naya Season EDT Week #7: July 28-Aug 1
Geetanjali vs Abhinav
Maa esi nahi hoti…
Mohabbatein: one of the best scenes
Has Kajol forgotten how to act?
Gen 5 Storyline
Anupamaa 27 - 28 July 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Who is Best for gen 5
Did she really say that?
Anyone else born in the 80's?
Aneet Padda Next Movie With Fatima Sana Shaikh
Mannat Har Khushi Paane Ki: Episode Discussion Thread - 23
In the ruins....I found you ❤️-A Prashiv ss
If you had the power of vanishing one nepo kid?
Half Girlfriend: anyone watched it?
aww the 1st meeting of UrviKa 😳 i m still in love with it, no dramma no ottness, only effortless chemistry😆 the dailouges were lit, keep it up shri😊Originally posted by: Shrisatya
Who ever watches KarnSangini.. they will definitely fall in love with UrviKa..And their conversations.. may be funny, serious or any argument.. makes us fall in love with them more and more..Tejasswi Prakash and aashim gulati are doing a fab job.. loving them togrtherA thread of UrviKa conversations..1. 😊😊😊Karn:aapKal ranbhoomi mein aapka Kaushal dekha, lekin parichay nahi hua hamara... Aap?Urvi:Pukeyaa desh ki Rajkumari, urvi. Aashrya hai, puri duniya jaanthi hai mujhe. Aur, app ko mujhe meri naam poochna padaKarn:Kya mein apne yaha aane ka kaaran pooch sakta huin.Urvi:Yee, umeed karta huin ki, aapko yaad hoga. Aapki chalaya teer, iss avasta ki zimmidar.. phirse jodke de sakte hai mujheKarm:Ji nahiUrvi:Tho isse todne ki adhikar aapko kisne diya. ee ratna mere liye anmol hai, aur mujhe ye teek vaise hi chahiye, jaise aapka teer lagne se pehle tha.. depayenge?Karn:Ji, yee ratna mein aapko laute nahi desakta, kintu isse tarah ek dusre ratan jaroor leeke desakta huinYe vachan raha
beautiful, loving the thread😊Originally posted by: Shrisatya
4Tejasswi PrakashAashim GulatiKarn sanginiKarn: mere maryada, mujhe anumati nahi deti, ki ek stri per war KaruUrvi: Swayamwar mein ek stri ko bhal purvak uta leejate samay aapko maryada ka swaram nahi hua..Rang Bhoomi mein swayam adikaro ka baat karne wala ye dhanurdhar, striyon ka adhikar ke baare mein bhool gaya.Ek asli dhanurdhar wahi hota hai, jiske aankhe nahi, man bhi sahi galat ko dekh paye..Tho kaise iss dhanurdhar ka man nahi bata paya ki, vo galat ka saat de raha hai.Karn: Mein sahi aur galat nahi, apni mitra ka saat uske paksh mein kada huin. Ek yodha ka kaam sahi aur galat dekhna nahi.. kintu apne nerktitvya ke bataya disha mein baan chalana hota haiUrvi: Ek dhanurdhar ka koi dharm nahi, Sanskar nahi, koi vivek nahi, koi vichar nahi, tho ye dhanurdhar, dhanurdhar nahi.. vo ek daas huaKarn: Yodha ranbhoomi mein apna laksh leke aate hai Rajkumari.. Vivek, soch aur sanskar, ye tho paksh ginte ki samay aata hai..Yudh sahi aur galat ke beech nahi.. do paksh ke beech mein hoti hain..Urvi: Angraj, aapka ye nirnay bhavishya mein aapko apne jeevan mein sabse Meha tapoon yudh mein, ek galat paksh mein kada kardega..Urvi: Par jaane dijiye, aap apni mitra ka saat dijiye.. aur mein sach kaha.. dharm ka, aur stri ka maan ka saat dungi