6.
Tejasswi Prakash
Aashim Gulati
Karn Sangini
Karn:
Mila aapko apni preshna ka uttar.
Ki kyun aapko mere aankho mein dhadhak si dekti hai..
Rajkumari urvi..
Sirf meri aankhe hi nahi.. mere sampoorn sharrer jalta hai iss ang mein.
Ye bedh bhav ke agn..
Ye anyay ki agn..
Ye jo mujhe mere adhikar naa milne ka agn..
Ye jo abhi hua.. uska apamaan.. uss tiraskar ka agn..
Urvi:
Kshama chati huin karn...
Par aap mei aapke saat koi galat hota dekha hi nahi..
Guru Dronacharya ne appko jo bhi kaha.. kuch galat nahi tha..
Bas unki gani thi..
Par guru Dronacharya.. guru dakshan sirf apne aap sishya se chahte hai..
Aur tum unke sishya nahi hai..
Tho tum unke saat kaise jaa sakti ho..
Karn:
Rajkumari urvi..
Apko Aaisa lagta hai ki..
Yahi kaaran tha ki mujh saat chalne se rokha..
Agar aapko aisa lagtha tho isme.. aapka abyotha hai..
Urvi:
Aur kya kaaran ho Sakta hai..
Karn:
Unka bhay..
Vo janthe the ki.. unka Rajkumaron ke teeron ki veeg, mere teeron ki veeg se kam hai...
Dronacharya ki siksha, ek bahar wale ki aage peeke naa padjaye..
Arjun ne siksha kaal mein kasht ke toothe ke matra, ek hi kaam ki kui thi..
Mein dono beedh chuka huin..
Vo sarvashresht dhanurdhar ka mukut, guru Dronacharya arjun ke sir pe rakne ka lalayak the.. kahi vo mere sir pe rakhna naa padjaye..
Koi baat nahi..
Kabtak arjun ko guru Dronacharya ke aag mein chupa rakne..
Ek din avashya aisa ayega..
Jab Arjun aur mein aamne saamne honge..
Aur uss din Satya sansaar ke saamne avashya aayegaa..
Rajkumari urvi..
Aap bhi arjun ki raksha chati hai naa..
Kunti aise sambhav naa hoga..
Aur jis din anthim nirnay hoga Naa..
Uss din aap mere aankhe padna..
Vaha dhadhak nahi dikhegi aapko..