Thoda sa pyar hua hai
A small recap: Sneha and Rishi come to India...Kashish meets them at airport...Sneha, Shruti and Kashish get together at Kashish's house and Sneha tells them how Rishi has ruined he life...Sujal takes Rishi to his own home but Rishi resfuses to go and says that he wants to stay in a hotel...now Rishi has NOT met the Garewals...and Kashish supports Sneha..they are going to get a divorce...so leyts see whats happened
Shruti and Kashish convince Sneha and they support her to get her divorce.Actually Rishi had been in India since 2 months or so and Sneha had come to India to apply for a divorce and they (rishi and sneha) were happy to get rid of eachother...Next day Kashish and Sneha go to ytheir lawyer and apply for the divorce...they come out of the lawyer's office and Kashish is calling Sujal
Sneha: kissey phone laga rahi ho Kashish?/
Kash: Sujal ko..us ne kaha tha keh woh humain yahan sey pick karay ga aur hum lunc akhatay karain gay
Sneha: kashish...main tumhari bhut shukarguzar hun ke..
Kash: bass...koi thanks ki zaroorat nahi hai..we r friends...aur main tumharay kaam nahi aon gi to kaun ayega?/
Sneha: aj main iss pabandi sey bhi azad ho gayi..thank God...main aj bhut khsuh hoon
Kash: haan...aur issi khsuhi ko aj hum sab mill ker celebrate karain gau
Sneha: hum sab??
Kash: matlab main, Sujal, tum, aur Shruti and co.
Sneha: SHruti and co...yaar tu ney yeh to bataya hi nahi keh SHruti ki shadi kaisi hui??
Kash: matt poocho..hazaron pappar beley thay unhain milanay kay liye...khair yeh choro...yaar yeh Sujal kahan reh gaya...hamesha late hota hai...kabhi time per nahi aya...
Sneha smiles aur uss key shoulder per tap karti hai
Sneha: lo agaya Sujal
Kash: tameez akro...after all main tum sey pooray 5 mahinay 6 din barri hun aur Sujal tum sey ziada barra hai
Sneha: ahahhaaa...5 mahinaya nahi 5 saal ho gaye...chalo agaye Sujal JEEJU!!
Kash: better...(laughs)
Sujal comes up on teh stairs where they are standing
Sujal: ziada late ho gaya kia??
Kash:nahi...ap to as usual waqt se pehley agayen hain...wiasye anney ki zehmat kyun ki ap ney??
Sujal: yaar tanney na marro...office main kuch kaam tha...tum logon ka kaam ho gaya??
Sneha: haan...kaam ho gaya...thanks to u both
Sujal: no problem at all....
Kash: pata hai Sujal aj lunch key ba hum shopping per phir...
Sujal: ab ap ko late nahi ho rahi?? (wickedly)
Kash: baad main dekhoon gi tumhain...chalo Sneha garri main
they recah the car
Kash: Sujal please aj main drive kar loon??
Sujal: No way...last time yaad hai an kya hua tha...
Sneha: kia hua tha?
Sujal: humari larayi ho gayi to madam ko garri sahi drive karni ati nahai hai lekin garri ley ker nikkal gayi...phir hospital sey phone ata hai keh Miss Kashish yahan admitted hain un ka accident ho gaya hai...3 stitches forehead pe aur garri tabah
Sneha: kashish...itni burri garri chalati ho??
Sujal: meri to jaan hi nikal gayi thi...
Sneha: zahir si baat hai...ap ki nahi nikalay gi to kiss ki nikalay gi??
Kash: ho gayi burai??ab chalain?/
Woh ghussay main garri main beth jati hai ..SNeha aur Sujal aik dosray ko dekh ekr Kash ke attitudeper hanstey hain phir garri main bethtey hain...Sneha peechey aur Sujal driving...garri chalti hai...SUjal ko masti charhati hai aur woh SNeha ko wink kerta hai...kashish abhi bhi ghussay main hai
Sujal: yaar Sneha....garri main bhut garmi nahi ho gayi??
Sneha: haan...bhut gari hai...kuch jalnay ki smell bhi arahi hai...
Sujal: tumhain bhi arahi hain...bhut strong smell hai jalnay ki...lagat hai kisi ka dil jal raha hai
Kash ghussay maian ussey dekhti hai
Sujal: arey baap re...kashish aissey na dekho main darr gaya....acha baba naraz na ho...i am sorry...mazak kr raha tha yaar
Kashsih chup rehti hai
Sujal: kashish yaar tum aissa react kero gi to yar lunch per kya maza ayega..mera bhi mood kharab hoga...aur sneha kia sochey gi keh yeh donon hamesha lartay rehtey hain...ok...agar tum ab razi na hui o main aj poora din kuch nahi khaon ga...theek hai?? ab khush??
Kssh:nahi aissa nahi karna..pata hai an tumhari tabiyat kharabb ho jati hai...ok..its alright..
Sujal: ab ap sey aik aur guzarish hai please!!
Kash kia??(cutely)
Sujal: aik baar smile kar do
Kash: nahi...
Sujal: ok...
2 minute baad, SUjal garri rokta hai....kashish ki taraf aik damm dekhta hai aur kehta hai
Sujal: kashish..yeh tumharay chehray pe kia hai??
Kush:kia hai??(confused)
Sujal:woh tumharay cheeks per...tumharay cheeks key pass...
Kash: kia hai sujal batao na!!(she thinks its an insect aur something)
Sujal uss key honton ker kareeb haath lagata hai
Sujal: yeh mill gayi!!
Kash: kia hai??
Sujal: tumhari smile...gum ho gayi thi lekin ab mill gayi hai
Kashish smiels aur shies down...SUjal uss key kareeb ata hai aur uss ko cheek per kiss karney lagta hai when a voice comes
Sneha: AHEM AHEM!!!!
sujal aik damm seedha ho jata hai
Sneha: i think keh is ultra-romantic jagah main mera damm ghut raha hai...waisey bhi main kebab main haddi kyun bann rahi hun??
Kash: arey nahi Sneha..its nothing like that...yeh Sujal hai na hamesha aissi i koi harkat karta hai..choro...haan to tumhain pata hai Nisha ka...woh na..
Sujal starts driving the car and they reach Silver Oak Restaurant.
they go inside aur abhi bethey huay do minute hi huay thay keh Shruti aur Sameer wahan ajatay hain
Kash: HI!! itni dair laga di anney main??
Shruti: haan bass woh traffic...
Sneha: arey Shruti bachay nahi aye?/
Shruti: nahi mumma ne unhain rok lia...actually mumma chahti thi keh hum log akeley jaye...warna Roshan bhut tang karta hai...
Sujal: acha chalo betho..aur suna Sameer kaisa hai??
Sameer: aik damm theek
They sit there talking for some time...
Sujal: ab order dein...
Shruti: haan...mujhey to bhut bhok lagi hai
Sneha: hmm....waiter
and who comes here but our waiter Gurry
Sujal: waiter, please order note down kar lo...
they all give their order
Sujal: aur han zara jaldi karna
Gurry: jee?
Sujal: main ney kaha keh jaldi karna
Gurry: sir kia jaldi karmna??
Sujal: abey yaar order jaldi lana
Gurry: abhi ley aon?
Sujal: yaar jab bann jaye to ley ana mere baap..ab ja
Kash: daant kyun rahey ho ussay?
Sujal: dantoon na to kia karron...kashish..
Gurri has gone from there
SNeha: ok ppl to main ap ko aj ki taza tareen news deti hun..hum garri main bethey thay aur Kashish naraz thi to Sujal...
Sujal is sitting next to Sneha aand on his other side is Kashish
SUjal Sneha key moun per haath rakh deta hai
Sujal: Sneha! no...nahi..Sneha nahi
SNeha: ok baba nahi batati
Sameer: kia hau batao na Sneha
Kash: anhi kcuh nahi...yeh to aissey hi...
Shruti: hmm....to Sujal tum mujhey aik baat batao...
Sujal: poocho...
Shruti: tumhara shadi ka koi plan nahi hai kia??
Sujal: bilkul hai...kyn?/
Shruti: bhai kab sey sun rahey hain keh ap donon ki shadi hai...lekin kab hai??
Sujal: arey yaar itni jaldi kai hai...
Shruti: jaldi?? poora aik saal ho gaya ap ki mangni ko mister...ab shadi ka koi plan nahi hai??
Kash: Shruti...tujhey sach bataon to Sujal acting kar raha hai...rozana kehta hai 'yaar humari shadi kab hogi' aur tumharay samney...
Sujal: yaar mainey kab kaha??
Kash: Sujal...jhoot na bolo..hann Shruti woh bass aj tareekh pakkii honi hai..isi liye aj jaldi jana hai ghar
Sneha: ohhh!! aur yeh achi news ap ney pehley kyun nahi batayi madam??
Shruti: chor na...Sneha isi baat per aik gana ho jaye yaar
they both start singing but not loudly
MERI PYARI BEHNIYA BANNEY GI AJ DULHANIYA...AND DULHAN HUM LAY JAYENGAY
SUjal kashish key haath per haath rakhta hai...Kashish is smiling and blushing at the same tiem..she is beet-root red...
Sameer(to Sujal): bhai sahab...haath ahta lijiye
they all laugh and then they get their meal...start eating...after a lot of time Shruti and Sameer leave with Sneha...now only Sujal Kashish are left
they go out in the parking...SUjal leans against the car aur Kashish uss ke saath kharri hai...Sujal kisi gehri soch main hai
Kash: kia soch rahay ho Sujal?
Sujal: soch raha hoon key jab sapnay sach hotay hain to insan ko kitni khsuhi hoti hai na
Kash: kaun sa sapna??
Sujal: tumhain pannay ka sapna...tumhain ani dulhan bana ker apnay gahr lanney ka sapna...tumhain dulhan key roop main sajjay huay dekheny ka sapna...tumharay haathon per apnay naam ki mehendi laganay ka sapna...tumhain apnanay ka sapna...kuch dinnon baad tum meri ho jao gi kashish!!
Kash is silent...she has tears in her eyes
Sujal: arey yeh kia...main itni romantic baatain kar raha hoon aur tum ro rahi ho?? yeh anssoo kiss liye Kashish??
Kashish:Sujal..main ney kabhi spanay main bhi nahi soch atah keh mujhey tum jaissa saathi milley ga...lekin yeh anssoo iss liye hain..keh main soch rahi thi keh jiss ghar bmain main palli bhari, jahan apnay achay burray waqt guzaray aur jin logon ko itna pyar kia...iss sab ko chor ker main kaisey....
Sujal is silent aur woh uss ke samney akey kharra ho jata hai
phir woh ahista sey apna haath agay kashish ki taraf bharata hai...aissey like ussey tham lo...kashish usey dekhti hai aur phir apna haath sujal key haathon main dey deti hai
Sujal: bass....ab tumhain fikar akrnay ki zaroorat nahi hai!
Kas:kai matlab?/
Sujal: jab tum eny iss haath ko thama hi liya hai to ab tumhain apnay sarray gham sarri pareshanian aur sarray khauf bhool janney chahiye...iss haath ko tham liya matlab yeh haath zindagi bhar nahi chootay ga aur hamesha tumhain sahara dey ga...aj sey tumhari sarri pareshanian meri...main aj tum sey aik wada karat hoon kashish...main wada karta hoon ekh tumhain zindagi bhar khsuh rakhoon ga...tum per aik anch bhi nahi anney doon ga...tum merey peechey nahi hamesha merey saath chalo gee...merey saath merey gahr main tumhain koi takleef nahi hogi...aur gara koi takleef hui to uss takleef ki jarr ko hi khatam kar dalloon ga...tum per ksii ki nazar takk nahi uthnay doon ga...yeh mera wada hai tum sey!!
kashish ussey dekh arhi hoti hai with love and a bit surprised
Sujal: mujh per bharosa to hai na??
Kash: yeh pooch ker kyun humaray pyar ko, humaray bharosay key rishtay o kamzor bana rahay ho...main tum per apnay ap sey ziada bharosa karti hoon...main janti hoon keh tum apni baat per kharray sabit hogay...main wada karti hoon keh zindag bhar tumhara saath doon gi aur kisi aur key barray main sochna door ki baat hai tumharay ilawa ksii ko nahi dekhoon gi!
THEY BOTH LOOK INTO EACH OTER'S EYES...bavkground ( ji yeh chahey yeh lamhay)
tehn kashsih at once comes running into sujal's arms and hugs him tightly
Kash: i love u Sujal..i love u!!
Sujal: i love u too!!
they hug for some time (actually there is no one in the parking lot if u r wondering) aur phir kashish aur sujal garri main beth ker ghar jattay hain..go staright to Sujal's house
Veena: arey acha hau tum log agaye...
they enter aur Raheja's aur Garewals sarray bethey hain to decide te ady of marriage
Prerna: beta...shadi ki tareekh nikal ayi hai...
Kash:: jee mumma
Gunn: janti hain Di...shadi ki tareekh kia nikali hai??
Kash: kia nikali??
Kasak: aj sey theek aik haftay baad ap iss gahr main ajayen gi!
Kash: matlab??
Veena: beta Saturday ko sangeet hai aur Sunday ko shadi!!
Sujal: kia?? itni jaldi...
Lalit: waisey to jaldi parri hui hai shaid i aur ab...
they all laugh
Veena: to Prerna...tayarian shuroo kar do...bhut jald tumhari beti ko apnay ghar ley ayen gay hum
Prerna smiels aur phir kharri hoti hai aur Kashish ko forehead per kiss karti hai
Prerna: meri achi...itni barri ho gayi aur mujhey pata hi nahi chala!! (tears in eyes)
Kash: mumma!!! (crying)
she hugs Prerna phir Sujal Kashis ashirwad letey hain sab ka...kashish is crying badly
Sujal: aunty (prerna)...yeh bhut burri baat hai...mushkilon sey main ney issey normal kia tha aur pa ney phir sey rulla dia!
Prerna: aunty nahi..ab mumma kaho! aur haan abhi issey jitna rona hai ro ley...kyunki main janti hoon keh shadi key baad tu issey ronnay ka mauqa nahi dye ga!!
Akshat: arey ab dulha dulhan ka moun to meetha karaiye!
Veena: haan haan...yeh meri beti key liye (kashish ke mou main mithayi) aur yeh terey lie! (in sujal's mouth)
tehn it proceeds on...hopr u liek it...PLZPLZPLZ give ur comments luv kiran!!