adbhut hai mahima, do akshar ke naam ki (2)
suno Ram katha aur jai bolo Shri Ram ki (2)
Mangala bhavan amangala haari
Dravau so Dasaratha ajira bihai
Hai suphala daayini raamaayan sukhdaamki (2)
adbhut hai mahima, do akshar ke naam ki
suno Ram katha aur jai bolo Shri Ram ki
shri ram jai ram jai jai ram (3)😊
From Serial: Ramayan 😳
Directed by: Arts(Ramanand Sagar)
Youtube Link: http://www.youtube.com/watch?v=x0wWWcaFhs8