- Mythological Songs/Dialogues Gallery - - Page 19

Created

Last reply

Replies

206

Views

156.6k

Users

26

Likes

669

Frequent Posters

pakhara thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 2
Posted: 11 years ago

Originally posted by: Cool-n-Fresh


Where can I find Links for all Mythological Serial Songs!?



There isn't just one source, I'm afraid. It's a lot of googling. And they got rid of almost all the JSK hindi videos. You can still find it in Tamil, but obviously, the songs aren't the same. And as for older mythos, videos for things like the Maha Raas and Luv Kush songs do exist, but most are only available in the full hour long episodes.

Lola Di did manage to upload some to her own youtube channel, but thanks to utv, a lot of them got deleted. But you can still probably find what you're looking for.

http://www.youtube.com/playlist?list=PLEC86BDD051EA2566
chirpy_life19 thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 2
Posted: 11 years ago

Thanks a Lot Aishu!I wish all the channels upload Mytho show Videos in their Archives section.

sambhavami thumbnail
Posted: 11 years ago

Originally posted by: Cool-n-Fresh


Thanks a Lot Aishu!I wish all the channels upload Mytho show Videos in their Archives section.

Kar Dete Toh Life Ban Jaati ! 😉
chirpy_life19 thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 2
Posted: 11 years ago

Originally posted by: Radhikerani

Kar Dete Toh Life Ban Jaati ! 😉


Exactly!NDTV Imagine...gone forever!Colors Youtube has only 3 Videos of JSK!😔

Glad that someone has uploaded Om Namah Shivaya Videos!And I can find Old Mahabharat,Krishna,Ramayan&Jai Hanuman Videos on YouTube!⭐️


Edited by Cool-n-Fresh - 11 years ago
niya.yadav.9 thumbnail
Posted: 11 years ago
Frm star plus mb
||Krishna seekh||
samay ke arabh se manushya ko ye prashan sada hi pida deta hai ki to apne sambandho md adhiktam sukh aur kam se kam dukh kis prakar prapt kar sakta hai...
Kya apke sare sambandho ne apko sampurn santosh diya hai? Vichar kijiye...
Hamara jivan sambandho par adharit hai hamari surksha sambandho par adharit hai...isi karan hamare jivan ka adhar bhi sambandh se hai kintu hume sambandho me adhiktar dukh kyu prapt hote hai...sada hi sangharsh bhi sambandho se hi utpan kyu ho jate hain... Kabhi vichar kiya hai?
Jab koi vaykti kisi anya vaykti ke vichar athwa kary (work) ko sweekar nhi karta usme parivartan ka praytan karta hai to sangharsh janm leta hai arthat jitna adhik asweekar utna hi adhik sangharsh aur jitna adhik sweekar utna hi adhik sukh... kya ye vaswikata nhi...
Yadi manushy swayam apne apeekshao par ankush rakhe, apne vicharo ko parkhe kisi anya vaykti me parivartan karne ka prayatn na kar swayam apne bhitar parivartan karne ka prayas kare to kya sambandho me santosh prapt karna itna kathin hai? Arthat kya sweekar hi sambandh ka vastwik arth nhi...
Swayam vichar kijiye...
Jai Shree Krishna _/\_
sambhavami thumbnail
Posted: 11 years ago

Lovely Lines By Saurabhji !! Thanks For Sharing Niyadi !!!

Edited by Radhikerani - 11 years ago
niya.yadav.9 thumbnail
Posted: 11 years ago
Frm ndtv ramayan 2008
nit pujat Prabhu ki pavani jaan Prabhu ke pav Raaj Kaaj kare Bharat baith inhi ke chhav baste nandigram...
niya.yadav.9 thumbnail
Posted: 11 years ago
Nyay magne Bharat se nit ate jaha log Mandvi ko laya waha piya ka kathin viyog prem bhara viyog...
niya.yadav.9 thumbnail
Posted: 11 years ago
Frm ndtv ramayan tehi van nikat dashanan gayu... tab marich kapt mirg bhayu...Ati vichitra kachu varni na jayi kanak deh mann achit banayi... Parm ruchir sundar hai ang ang manhar hai... Is mirg ko dekh drishti Siya ki dharit hai... Sita nhi jane yeh mirg maya nirmit hai Ravan ne hiran ki swan kranti bhram rachi hai...
niya.yadav.9 thumbnail
Posted: 11 years ago
Dust vinasan ke liye... liya RAM avtar samay a gaya hai ki ab kare asur anhar

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".