Par tujh sang bhi ek jang Hai
Q Tere khamoshya chubti Hai mujko
Mere lafz dard dey jatey tujko
Diya sab Kuch tujhe
Phir Tere hi ankho mein hum ghunagar hai
Thi tamna Sirf Tere honey ki
Bus Tere na hokey sab ka bana Diya tuney
ek waada tuney kia tha
aaj bhi tehre hai uss mukaam pe
yaha se hi janaza niklega humara
intezaar main rahege sada tumhara
duniya bawli kehti hai
kehti hai hummein diwaani
ek nazar pyar ki teri jo pade
toh hogi meherbaani
utha ke baahon mein le lo hummein
hosh kho baithe hai hum
galti un lafzo ki thi
jo vaada samajh baithe hum
313