maneet with difference #3 new poem add pg21 on 5/2 14 - Page 6

Created

Last reply

Replies

175

Views

8.5k

Users

15

Likes

223

Frequent Posters

---nishu--- thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 3
Posted: 11 years ago
#51

Originally posted by: tellyme

yeah I really liked it... specially the simplicity of words... I always adore simplicity...it brings out things from heart and I can easily correlate with it


thanx alot dear

aap ek poem fread laregi
meri hi hai

kafi poorani

maine abhi read ki
nd
i was like😲

kya likha tha maine😆😆

read karoge aap😕
tellyme thumbnail
Posted: 11 years ago
#52

Originally posted by: ---nishu---


thanx alot dear

aap ek poem fread laregi
meri hi hai

kafi poorani

maine abhi read ki
nd
i was like😲

kya likha tha maine😆😆

read karoge aap😕

which poem... sure post it...
---nishu--- thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 3
Posted: 11 years ago
#53
here u go




sukhe patte(leaves)
daal se tut kar
kahi kissi ka toh ghar banaate hai !
aur mar kar bhi ,
kissi ke sapno ke ghar main zinda rah jaate hai !

kami toh ,un patto main hai
jo shaakh(stem) par rah kar bhi,
sukh(dry) jaate hai !
pata nahi ,
unhe kyu zindagi raas nahi aayi !
par unhone maut bhi toh ,
gale nahi lagaayi !
woh jaane kyu ,
is tarah se khud se hi tut rahe hai ,
na haasil hoga unhe kuch ,
na haail kar sake unhe koi ,
woh to ,uss mod se apna daaman tod rahe hai!

maana ke ,
zinadgi sab ke liye aasaan nahi hoti !
par mar jaayo khud ke liye aacha hai ,
usse ke ,
aap jiyoo kissi ko barbaad karne ke liye !
kyoki kissi ko barbaad karke toh ,
zindagi apni bhi aabaad nahi hoti !

koi khoj raha tha ,usse ek dushman ko !
toh koi kar raha tha ,uske aane ka intezaar !
yeh bhram tha ,un dono ka
ki milke ek baar ,
ho jaayega sab gum ka udaar bekaar ,
par woh naadan ,
yeh na jaante the ,
ke badla woh ek rog hai
jo hai be ilaaj ,

is rog ke ghaav bhar jaate ,
par ,
nishaan umar bhar ke liye chod jaate hai
aur hum sahlaate rahe isse ,umar bhar ke liye
yeh aadat hum se jod jaate hai
aur
badla woh rog hai ,
jo naasor (deadly)ban kar hum me palta hai
na thik ho sake ga yeh zakham ,
hame waqt nikal jaane par ,pata chalta hai!

me waiting for your reply
gud aur bad😕

Edited by ---nishu--- - 11 years ago
---nishu--- thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 3
Posted: 11 years ago
#54
new poem

its for puner vivah by rashmi


hazaaron khawahishe thi
laankhoon farmaishe thi
is dil ki tumse

iss se pahle ke
hum tumhe haal-e-dil sunaa paate
koun hai iss dil main
yeh duniya ko bataa paate
kyu yeh aandhi hai aayi
jo mere armaano par dhul ban kar hai chaayi !


tum ne jo maanga
usse to bahtar tha,jaan ka nikal jaana
par phir ,haskar
teri har chah par dum nikle !
chahe jaaye jaan meri ,har pal
par phir bhi ,muh se aah na nikle !


tum nahi jaanti
ke tum ho
jo karke pyaari baate
is dil li gahraayi main uttar gayi ho!

na jaante the jinhe hum
un mere zameer ki haddon se guzar gayi ho
par tera yu aana
aur phir
zindgi main na shamil ho paana
nahi jaanta ,jeena kaisa hoga mera
par hai yakin

ab marna bhi mushkil hoga



hope u like it
reply soon😡

priya111111 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail + 2
Posted: 11 years ago
#55

Originally posted by: ---nishu---

new poem

its for
bandhan by tellyme




tu jaan hai meri
pahchaan hai meri
phir kyu ,
duniya ke liye,
yeh dard khudko diya
dur khudko mujhse kiya !


pyaar hai kya ,
tu toh khuda hai mera,
kuch bhi to nahi hai mere paas,
jiska nahi hai tujhe ahsaas !
pyaar hai kiya
chaha tha saath tera
par phir bhi ,
sirf tere liye ,
khud ko zuda tha tujhse kiya

par kyu nahi tha,
tujhe yeh ahsaas ,
ik tere siya, kuch bhi toh nahi tha
mere is dil ke paas !
jab tu thi mujhe chod gayi
lakhoon tukado main thi tod gayi!
par phir,
ik tere liye tha sambhal gaya
bikharne se bahtar
pathar main tha badal gaya
tune aakar hai ZINDA kiya
dil phir se ahsaaso se bhar diya

nahi hai tumhe maaloom
kitna tadpa hai yeh dil
chu lo tum mujhe
iss ek chah main
marta tha yeh dil
ab aaja mere paas
nahi sahaa jaata ,
yeh duri ka ahsaas

banaalo yu mujhe apna
ke dur hona hamaara,
ban jaaye
bura sapna



hope you like it




nishu tu ne maarhi daala iss poem se

it just mind blowing


loved it👏👏👏👏👏
---nishu--- thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 3
Posted: 11 years ago
#56

Originally posted by: priya111111




nishu tu ne maarhi daala iss poem se

it just mind blowing


loved it👏


kya baat hai priya
itna pyaar😳😳
priya111111 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail + 2
Posted: 11 years ago
#57

Originally posted by: ---nishu---

here u go




sukhe patte(leaves)
daal se tut kar
kahi kissi ka toh ghar banaate hai !
aur mar kar bhi ,
kissi ke sapno ke ghar main zinda rah jaate hai !

kami toh ,un patto main hai
jo shaakh(stem) par rah kar bhi,
sukh(dry) jaate hai !
pata nahi ,
unhe kyu zindagi raas nahi aayi !
par unhone maut bhi toh ,
gale nahi lagaayi !
woh jaane kyu ,
is tarah se khud se hi tut rahe hai ,
na haasil hoga unhe kuch ,
na haail kar sake unhe koi ,
woh to ,uss mod se apna daaman tod rahe hai!

maana ke ,
zinadgi sab ke liye aasaan nahi hoti !
par mar jaayo khud ke liye aacha hai ,
usse ke ,
aap jiyoo kissi ko barbaad karne ke liye !
kyoki kissi ko barbaad karke toh ,
zindagi apni bhi aabaad nahi hoti !

koi khoj raha tha ,usse ek dushman ko !
toh koi kar raha tha ,uske aane ka intezaar !
yeh bhram tha ,un dono ka
ki milke ek baar ,
ho jaayega sab gum ka udaar bekaar ,
par woh naadan ,
yeh na jaante the ,
ke badla woh ek rog hai
jo hai be ilaaj ,

is rog ke ghaav bhar jaate ,
par ,
nishaan umar bhar ke liye chod jaate hai
aur hum sahlaate rahe isse ,umar bhar ke liye
yeh aadat hum se jod jaate hai
aur
badla woh rog hai ,
jo naasor (deadly)ban kar hum me palta hai
na thik ho sake ga yeh zakham ,
hame waqt nikal jaane par ,pata chalta hai!

me waiting for your reply
gud aur bad😕



first stanza ne hi dil ko choo liya👏👏

priya111111 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail + 2
Posted: 11 years ago
#58

Originally posted by: ---nishu---


kya baat hai priya
itna pyaar😳😳



aur nahi tho kya itne dino ke baad itne saare poems jo diya tune
priya111111 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail + 2
Posted: 11 years ago
#59

Originally posted by: ---nishu---

new poem

its for puner vivah by rashmi


hazaaron khawahishe thi
laankhoon farmaishe thi
is dil ki tumse

iss se pahle ke
hum tumhe haal-e-dil sunaa paate
koun hai iss dil main
yeh duniya ko bataa paate
kyu yeh aandhi hai aayi
jo mere armaano par dhul ban kar hai chaayi !


tum ne jo maanga
usse to bahtar tha,jaan ka nikal jaana
par phir ,haskar
teri har chah par dum nikle !
chahe jaaye jaan meri ,har pal
par phir bhi ,muh se aah na nikle !


tum nahi jaanti
ke tum ho
jo karke pyaari baate
is dil li gahraayi main uttar gayi ho!

na jaante the jinhe hum
un mere zameer ki haddon se guzar gayi ho
par tera yu aana
aur phir
zindgi main na shamil ho paana
nahi jaanta ,jeena kaisa hoga mera
par hai yakin

ab marna bhi mushkil hoga



hope u like it
reply soon😡



maan ka dil ka haal clearly patha diya tune iss poem se👏

tellyme thumbnail
Posted: 11 years ago
#60

Originally posted by: ---nishu---

here u go




sukhe patte(leaves)
daal se tut kar
kahi kissi ka toh ghar banaate hai !
aur mar kar bhi ,
kissi ke sapno ke ghar main zinda rah jaate hai !

kami toh ,un patto main hai
jo shaakh(stem) par rah kar bhi,
sukh(dry) jaate hai !
pata nahi ,
unhe kyu zindagi raas nahi aayi !
par unhone maut bhi toh ,
gale nahi lagaayi !
woh jaane kyu ,
is tarah se khud se hi tut rahe hai ,
na haasil hoga unhe kuch ,
na haail kar sake unhe koi ,
woh to ,uss mod se apna daaman tod rahe hai!

maana ke ,
zinadgi sab ke liye aasaan nahi hoti !
par mar jaayo khud ke liye aacha hai ,
usse ke ,
aap jiyoo kissi ko barbaad karne ke liye !
kyoki kissi ko barbaad karke toh ,
zindagi apni bhi aabaad nahi hoti !

koi khoj raha tha ,usse ek dushman ko !
toh koi kar raha tha ,uske aane ka intezaar !
yeh bhram tha ,un dono ka
ki milke ek baar ,
ho jaayega sab gum ka udaar bekaar ,
par woh naadan ,
yeh na jaante the ,
ke badla woh ek rog hai
jo hai be ilaaj ,

is rog ke ghaav bhar jaate ,
par ,
nishaan umar bhar ke liye chod jaate hai
aur hum sahlaate rahe isse ,umar bhar ke liye
yeh aadat hum se jod jaate hai
aur
badla woh rog hai ,
jo naasor (deadly)ban kar hum me palta hai
na thik ho sake ga yeh zakham ,
hame waqt nikal jaane par ,pata chalta hai!

me waiting for your reply
gud aur bad😕

you know actually I liked it...
only last two paras are less refined.. starting is genuinely good

Related Topics

Geet - Hui Sabse Parayee Thumbnail

Posted by: Mg13

1 years ago

MANEET FF SAAJAN | UPDATED PART 50 ~ Updating....

hey guys... here is my new thread...my previous threads got removed so links will not be opened... so will pm you update link soon.. wait for a...

Expand ▼
Geet - Hui Sabse Parayee Thumbnail

Posted by: amrutha11

3 months ago

Maneet story guess the name

Hi everyone, I forgot tthe name of the story of maan and geet. The story line is maan dadhi force geet to marry her grandson maan whose half...

Expand ▼
Geet - Hui Sabse Parayee Thumbnail

Posted by: Pumpkinseed

5 months ago

Maaneet Stories Updates~ New Part Updated~pg 46~05.08.25

You can stay updated with all the latest updates in my stories right here in this thread. I will be updating the stories almost every day. Feel...

Expand ▼
Geet - Hui Sabse Parayee Thumbnail

Posted by: tammana.m

3 years ago

Maaneet New SS -Dosti ya Pyaar Thread 2-Part 62 page 40 24/6/25

Prologue Zindagi ke kuch faisle hum lete hai or kuch yeh zindagi humse karvati hai.. kabhi hass ke to kabhi is dil pe pathar rakh kar!! but is...

Expand ▼
Geet - Hui Sabse Parayee Thumbnail

Posted by: tammana.m

3 years ago

Maan Geet new Ss Chup Chup ke Part 40 on page 66- 24/6/25

This is the story of Maan Geet . The couple who love each other and married secretly . This story will tell their everlasting love, and...

Expand ▼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".