so maan is innocent bt kaun hai ye jisne maan ko ye sb karne par majboor kar diya
ki maan ne itna kuch kar diya geet ke saath
waise maan ka kya haal hua hoga jb wo geet ko aise baatein keh rha hoga
feeling really bad for both
sirf ek insaan ke kehne par maan ne itna kuch kar diya
sirf ye sochkar ke geet khush rahegi aisa karne se bt kya hua ulta hi hua na sab isse to geet ki zindagi hi badal gyi
kya se kya bna diya uss insaan aur maan ne innocent soul geet ko
1.2k