realy too enjoyable poemOriginally posted by: 9n9i9s9h9u9
poem no :21
its for Captured Loveff by mrs.msk
maan (in his thoughts)jab se hui hai shaadikya kya mein kar raha huaafat jo hai gaale mein daaliuss ko har pal bugat raha hujab woh pahli baar mili thithapaad ki khanak suni thipar phutti kismat thi merijo uske baad bhimein wahi,biwwi banaane ke liye chuni thikya woh akele hi kafi nahi thikyu isse laga vicky ki kami thijo yeh isse mujh par chodti haijaise woh hai tommyaur mein hu delicioue piece of chicken ponnykya yeh kutte billi kajo circus meri life ban gaya hai woh kam nahi thajo mein abiske pyaar ke khatirban raha hu watchmenapne hi kamre ke ,bahaar khada hua humadam hogi raazitabhi to paas hogi ,meri bed par sone ki arzinahi toh ,kal ki yeh headline hogiki mein guest room mein sofe par so raha hudarte the log mujhseab mein apni biwi ke terror se darr raha hudekh looo duniya waalokya tha mera ateetaur ab kya kya rahi hai mujhpe beetwaqt woh tha kuch aisahota tha sab waisa ,chata tha mein jaisaab woh madam chah rahi haiaur mein usske nakkhre utta raha hu
madam ka order hua haiis liye mein kitchen mein passina baha raha hufry pan aur spoon udd rahe haisaare masaale bhi jal rahe haiitne hai onion kaateke ab baarish ki tarah aasu tapak rahe hainaksha badal gaya haiis puri kitchen kalagta tha pahle baag phoolo kaab jang ka maidaan lag raha haiaisa hi toh hogajab yaha duniya ka aathava ajooba ho rahajisne aaj tak anda nahi hai ubbalaaaj woh madam ke liye BIRYAANI pakka raha haifinally from maandekh mein tere pyaar mein kya kya na bana geet
617