Posted:
mera subject dekh kar sab log sochegi keya bak rahi ho??? ha kuki maan ka koi jowda bhai nahi... ab keya kare maan ne to bol diya dev ko ki osne aaj bahar nahi jayega... leken humne precap me dekha hai ki geet maan ki samne...or maan osko gorrrrrrrrr raha hain... to mera sawal hai ki maan agar nahi jayega to fer oooo ladka maan ka jowda bhai to hoga na...đđđđ...hum sab jante hai ki maan jo kehta hai ooo karta hai....đđđ*(ha ab geet ki bajase joot bhi bolta hai ki osko koi faraq nahi parta) ab chalo monday dekhte hai kuan hai ye ladkađđđ
4