really an awwsome⭐️ one so sweet vivek part is so nice😆 yaar its superb😉😆 and armaan invited priya😕😲😊 why i cant wait😳 plz update it i want to😊😉 know whats armaans plan😉 plz continue it soon😊 and thanks for the pm😉
Woh ek dil jise patthar bana liya main ne,
Yeh soch kar ke na ho taak main khushi koi,
Ghamon ki ouat main khud ko chupa liya main ne,
Kabhi na khatm kiya main ne roshni ka muhaaz,
Agar chiraagh bujha, dil jala liya main ne,
Kamal yeh hai ke jo dushman pe chalana tha,
Woh teer apne kaleje pe kha liya main ne,
Woh jiski adaawat main ek pyaar bhi tha,
Us aadmi ko gale se lagaa liya main ne!"


204