my januuuuuu
tumne kitna romantik update likha hai....aur to aur ye raj naina ko kitna sata ta hai aur jalata bhi hai aur khud bhi hooda se jalta hai..aur sherry kya raj se pyar karti hai mujhe kuch kuch aisa laga..aur naina raj ab khandala jane wale hain na wowwwww .wahan kitna kuch masti hogi na.me ab bas agli ud ka intezar kar rahi hoo...kab hogi agli ud janu.aur pata hai raj na naina ka asoo pochte huye bada cute lag raha tha aur naina ko rone ki kya jarurat hai...aur naina k sath raj hai na.....wo kyun nveen ko miss karti hai...han karegi hi sab meri bhai ki tarah thodi na hai .😆aur han raj aur naina k scenes is bar mindblowing the aur sherry ne raj ko janu kaha hahahhahaha usko mere kide ne kata hai .😳😳😳bahat achi ud thi janu..
ilove u
Riti
44