Here is its sixth part....
PART 6 Tum bin jiya jayey kaisey
kaisey jiya jayey tum bin,
sadiyon si lambi hein raatein
sadiyon se lambey hue din,
aa jao loat kar tum
yeh dil keh raha hai,
aa jao loat kar tum
yeh dil keh raha hai...
kya kya naa socha tha mein ne
kya kya naa sapney sajayey,
kya kya naa chaha tha dil ne
kya kya naa armaan jagayey
kya kya naa armaan jagayey,
iss dil se toofan guzartey hein
tum bin toh jeetey na martey hein,
aa jao loat kar tum
yeh dil keh raha hai...
phir shaam-e-tanhai jaagi
phir yaad tum aa rahey ho,
phir jaan nikalney lagi hai
phir mujh ko tarpaa rahey ho
phir mujh ko tarpaa rahey ho,
iss dil mein yaadon ke mailey hein
tum bin bohat hum akeley hein,
aa jao loat kar tum,
yeh dil keh raha hai,
aa jao loat kar tum,
yeh dil keh raha hai.....
Shruti was sitting alone in room thinking of akaash.in front of her,their engagement picture was present.looking at that she was wishing of akaash being with her.how much she was feeling alone.
just then jhilmil rushed into room in hurry,
jhilmil- shruti.jaldi chal hospital chalna hai abhi.
shruti missed a heart beat.she stood up almost at the verge of fainting.she got really worried if akaash is fine or...??that OR option....she was afraid of even thinking of that.
shruti- kya hua akaash ko??woh theek hai naa...
she asked with much difficulty for the words were not coming out.in her horrified thoughts,she did not notice the excitement on jhilmil s face.
jhilmil- haan baba.he is fine ussey hosh aa gaya.
going near her,she told her with much happiness n excitement.
shruti- sach?
jhilmil- haan bhai sach.its not a dream.
shruti just hugged her with happy smile coming on to her face.when they separated,jhilmil saw tears again falling from her eyes.
jhilmil- oh God.ab toh rona bandd kar.
shruti was about to say something,when jhilmil again interrupted her.
jhilmil- haan haan.mujhe pata hai yeh khushi k aansoo hein.ab jaldi chal naa.
shruti- yeah.
she went out with jhilmil,happily.
In office,mr. yash raihund came to meet n apologise to shruti s uncle.uncle told him that now there can not be any relation between them whether it is personal or bussiness.he told to end their bussiness partnership.
dad- mein ne aap se apologise kiya naa apney betey ki taraf se.at least koi personal nahi toh proffessional relationship toh rakh hi saktey hein naa hum.aur phir yeh partnership khatam karne se na sirf meri balke aap ki company ko bhi kitna nuksaan pohanchey ga...
uncle- i dont care.jitna bhi loss ho ya jo kuch bhi ho.we can not go along.aap ko toh itney per hi mera thankful hona chahiyey k mein ne hamarey relation ka lihaaz kartey hue aap k betey k against police complain nahi karwayi.
dad- i m really thankful to u for that.
uncle- u r a good person mr. raihund,but i still can not go along with u now after this incident.afsos k aap ka beta aap par nahi gaya hai...well it was nice meeting u n now u can just go.
at last mr. yash raichund went back,unsuccesful.just then uncle received the call of akaash being consious again.he was really happy.now he can again see shruti happy.he loved shruti so much.he thanked God for giving shruti s happiness back n got up to go to the hospital to meet akaash.
At the hospital,doctors told them to go in the room one by one to meet akaash as he was not reovered completely till now.they all said shruti to go first.so she entered the room,quietly.inside she saw akaash lying on the bed with his eyes closed.she thought he is asleep.so she sat there on the stool placed just besides the bed.her mind again overwhelmed by thoughts.she got a mixture of happiness n sadness in her mind n heart.n thinking all that she again got tears coming out of her eyes.
akaash- stop crying princess.
suddenly akaash s voice emerged in the room so she looked at him.his eyes were still closed.he was smiling with his eyes closed.shruti wiped her tears n said,
shruti- tumhein kaisey pata k mein ro rahi hoon,tumhari aankhen toh bandd hein.
akaash now opened his eyes.he smiled looking at shruti.
akaash- tumhein toh mein bandd aankhon se bhi dekh sakta hoon naa.lekin tum batao kyun ro rahi thi tum.u know naa k mein apni princess k aansoo nahi dekh sakta.
akaash said taking her hand into his hands.shruti again became sad.
shruti- akaash.mein bohat darr gayi thi.agar tumhein kuch ho jata toh...
akaash- aisey kaisey kuch ho jata.mein ne tum se kaha tha naa k mein tumhein chor ke kabhi nahi jaon ga.come on now smile.
shruti smiled at this.so akaash said being naughty,
akaash- woah....mujhe phir se behosh karney ka irada hai kya.
shruti looked at him with questioning look.so he said,
akaash- itney voltage ki sparkling smile mein stand nahi kar paon ga yaar.
shruti- ok.mein smile nahi karon gi.
shruti said,pretending to be angry.
akaash- uff...yeni mujh becharey par ek aur zulm.
shruti- kyun.ab kya hua?
akaash- smile nahi karo gi toh kaisey chaley ga.yehi smile dekh dekh kar toh mein jeeta hoon.
shruti- acha.ab tum zyada batein mat karo.chup chap so jao.
akaash- okay baba.mein ab apni princess ko aur tang nahi karoon ga.ok?
shruti- thats better.
akaash- tum batao tumne kya kiya itney din...matlab mujhe miss karney k elawa aur kya kiya?
shruti- kuch khaas nahi.wohi college,books,exams n all.
n then for a while they remained talking.
shruti- ab tum so jao.tumhein araam karna chahiyey.
akaash- arey so jaon ga naa baad mein.mujhe neend nahi aa rahi hai.
shruti- mera khyaal hai mujhe chalna chahiye.warna tum nahi so ge.
akaash- arey phir mein theek kaisey hoon ga.meri medicine toh tum ho naa aur medicine k bina mein theek kaise hon ga.
shruti- shut up akaash.m going.
she went to the door n turned before leaving n said,
shruti- i love u.
akaash smiled n give her a flying kiss.
akaash- love u too princess.
shruti stepped out of room,smiling.while akaash fell his head on pillow n closed his eyes,happily smiling.
Dev please let me go....
her voice was craving into his mind.n he opened his eyes,suddenly.
grandpa- dev.kya hua beta.koi bura sapna dekha kya?
he sat up on bed n saw grandpa standing in his room.grandpa came towards him.
grandpa- kya hua beta?
he was out of breath.grandpa gave him water.
dev- grandpa aap yahan?
grandpa- mein toh ek book dhondtey hue aaya tha,study mein nahi mil rahi thi toh mein ne socha doosrey rooms mein dekh loon.lekin tumhein kya hua?
dev- kuch nahi...nothing.
grandpa sat there with him on the bed.
grandpa- tum mujhe bata saktey ho.tumharey dil ka bhoj halka ho jayey ga.
dev did not say anything.he was looking lost.grandpa lifted his face up from holding his chin.
grandpa- aaj mujhe apna dost samajh kar sab kuch keh do beta.kyun kartey ho yeh sab?kya preshaani hai tumhein?
dev remain silent for a while.n then he spoke up.
dev- grandpa...mein ne uss ke saath acha nahi kiya.aaj takk mein ne bohat se logon ko hurt kiya,bohat se logon ka dil tora lekin mujhe kabhi itna bura nahi laga,agar kabhi laga bhi toh bhi ek do din mein sab bhool jata tha.lekin...iss baar mujhe bohat bura lag raha hai.mein ne kyun ussey hurt kiya.mera dil chahta hai k mein apne aap ko saza don k mein ne aisa kiya.uss ne toh mujhe reject kar diya tha,uss waqt mujhe bohat ghussa aaya tha lekin ab...ab toh mujhe khud par ghussa aata hai k mein ne ussey hurt kiya.
grandpa- bohat pyar kartey ho naa uss se?
dev- haan lekin yehi baat toh koi samajhta nahi...woh khud bhi nahi.
grandpa- jin logon ko tum ne pehley hurt kiya naa dev woh waisa hi behaviour deserve kartey thay.lekin yeh larki unn sab se bilkul alag hai.bohat achi hai.woh iss tarah hurt hona deserve nahi karti.isliye tumhein bura lag raha hai k tum ne ussey hurt kiya.aur phir tum uss se pyar bhi toh kartey ho.pyar mein dosrey ko kabhi hurt nahi kiya jata balke dosrey ki khushi k liye khud ko hurt kar letey hein.tum ne jo kiya woh waqti ghussey aur pagalpan mein aa kar kiya aur ab tumhein realize ho raha hai k tum ne ghalat kiya.
dev thought on all this.he found that grandpa was right.after a while grandpa again spoke.
grandpa- woh kisi aur se pyaar karti hai naa.
dev- haan.but how do u know?
grandpa- tum ussey bhool jao dev.woh tumhein kabhi nahi miley gi.
dev really wondered at this.grandpa continued,
grandpa- jab aap kisi cheez ko bohat zyada shiddat se chahtey ho toh aisa ho hi nahi sakta k woh aap ko naa miley....
dev spoke in between cutting his sentence.
dev- lekin mein ne toh ussey poori shiddat se chaha hai grandpa,harr cheez se zyada.
grandpa- haan.lekin woh kisi aur se pyar karti hai naa.dev uss ke pyar mein tumharey pyar se zyada shiddat hai.isliye woh aaj tak tumhein nahi mili aur na kabhi miley gi.yehi sach hai beta.ussey bhool jao.
dev was looking at his grandpa s face with sadness...how would he be able to forget her...???
okkk guys this is done for now.more in next part.do tell how is it.
Edited by cool_adeena - 17 years ago
326