abb k ghar pe hai apne
naajaane kyun wo lamhe jo usne s ke saath guzare hain naa hi unko ek pal ke lie bhi apne zehen se alag kar paa rahi hai naa,apne aapko blush karne se rok paa rahi hai,aur wo geet koi naa koi romantic gaana to bass hothon pe chada hi hua hai
bed pe leti hai,lookin at ceinlin,ankhein ceilin par hai,par nazro mein to s ka chehra maano bassa hua hai,aur chehre pe haya,aur gun guna rahi hai-meri zindagi mein aae ho,aur aise aae ho tum,jo ghul gaya hai saanso mein wo geet lae ho tum
kabhi ye gaana-
'tu mera jaannu hai tu mera dilbarr hai,neri prem kahaani tu hero hai'par prem granth ke panno parrrrrrrrrrrrrrrrrrrrr tu mera hero hai!
******************************************************
abb raat ko khushi khushi k is workin in the bar
nazre kisiki raah dekh rahi hain
she is doin some work thr
turns to sees s apni jagah aake baitha hua hai
its surprised a bit
k-arre aap kab aae ,maine to gaur hi nahi kia
😊
he is lookin visibaly angry today
s-abhi aaya. drink!
k-kya hua koi pareshaani hai?
s- 😡 koi pareshaani nahi,i jst want a drink!
k-pehle batao kya baat hai. gussa thuko.
s-koi baat nahi!kaha naa! 😡
k-thik hai,nahi batana to....
s-main!main sujal garewal hun! mere saath aisa kaise kar sakte hain wo log! ehsaan farosh! bl**dy b**tards!
k is listenin,walks a bit closer 2 him
her eyes r askin him,wht happened?
s-main,meri company no. 1 hai. main no. business man hun! par ye employees those mere employees! pehle to sincrely kaam nahi karte,har waqt chutti,jaldi jaana hai,ye wo.phir kuch karne ko kaho to bass!u knw kashsih!
k-hmm'
s-aaj it was like a poll on most job satisfied ppl,jis company mein job satisfaction is most employer keeps the employs happy & productive!
k-oh i c. kya hua?
s-hona kya tha! those donkeys! u knw kya kaha meri company mein job satisfaction nahi,they r over worked stressed,& above all ill treated by me,& thr is no frndly relation between me & my employs!god damn it! kaam karne aae hain,office mein celebrate karne aae hain kya!!!!! 😡 aur phir kya haan,i am insensetive twrds them! saare ke saare bloody kaam chor! 😡
s is getiin furious
k saamne keeps his drink
he gulps it in one go!
s-thanxs i badly needed it!
k-hmm,abb suno meri baat dhyaan se, dimaag thanda karke,gussa bhulke
s looks at her lik,say
k-sujal! shayad kahin naa kahin wo sahi hain!
s-wht??????????? tum bhi!!!!!!!!!! tum bhi aisa! haan main hi galat hun naa! 😡
gusse se uthke jaane lagta hai
she calmly holds his hand & gestures him to sit
k-sujal hamesha tum sahi ho aur wo insaan galat jo tumse position me chotta hai ye sach to nahi naa.bolo.dimag garam karke kuch nahi hoga,problem hai to problem ka solution kya hai.tumhare employs ne aisa kaha ,koi to reason hoga naa.kya tumhe lagta hai,ur truly friendly with them. wo zyadatar waqt office mein guzarte hain,they shld lik the place & atmosphere hai naa.offcourse u'l remain thr boss who will give them direction,par director aur dictator hone mein fark hota hai,hai naa!agar inse kaam lena hai to tumhe bhi kuch hadd tak inko samajhna hoga,dosti badani hogi.mutual understndin nahi hogi to kaam kaise hoga.kaho agar main kuch galat keh rahi hun to.
s doesnt say anythin for a while
s-to abb?
k-abb ek idea hai
s-idea? kaisa idea?
k-tumhe unse dosti badhani hai,agar tum chahte ho ki wo tumse darre naa balki tumhari respect karein to for makin them at ease with u jst simply,throw a party!
s-party??????????
k-haan,party for ur employes,par plz no formal office party.total dhinchak kind party ki jisse unhe bhi pata lage ki thr boss is not a dud but a dude!
193