Peechli baar Kasauti Zindagi Mein apne dekha ki shaadi ki taarik ter kardi gai hai 31st January ko. Ridz ke ghar mein sab log engagment ki tiari mein lage huaye hai, jo kal ko hai. Par yeh kya. Armaan ne tho Kavya ko kediya ki mein Riddhima se pyaar ni karta. Janam ka janam rishte ko Armaan aise kaise nazar andaaz kar sakta hai? Dekte hai ki akar Armaan aise kyu behave kar raha hai.
In Armaan's room, Kavya is still trying to figure out why Armaan is behaving like this. He sees a journal on his desk. He opens it and starts reading it. There is today's date written on it and underneath it says:
Location: Cliff. Don't tell anyone. Come alone. 4 pm.
K: Kahin Armaan ka iss tara behave karna aur iss meeting ke saath koi connection tho nahi?
He looks at his watch. It says 3:45. He hurries to the cliff. He sees Armaan with this other person. But he can't see the face clearly. Armaan seems pretty angry.
A: Tumne mujhe yaha par kyu bhooliya?
P: Tumse yeh kehne ke liye ki jo grahan tumare uppar laga hua tha, who ab chaliye ga. Tumne apna pyaar pa kar, grahan ko door kardiya.
A: Saach?
P: Ha.
A: Thank you. Thank you very much.
He hugs the man.
A: Aap ko meri saagi aur shaadi mein aana hoga.
P: Teek hai.
Armaan leaves. He sees Kavya's car.
A: Kavya yaha par kya kara hai?
Kavya sees Armaan coming and drives. Armaan starts getting suspicious. He heads home.
At Armaan's home
Kavya was in his room. Armaan comes in and hugs Kavya.
K: Arre. Kya baat hai, Armaan.
A: Oh, Kavya. Mein aaj bohot bohot kush hoon. Aaj mujhe kissi baat kar dar ni hai.
K: Tumhe kis baat ka dar tha?
A: Riddhima ko kone ka.
K: Par tumhi ne tho kaha tha ki mein Riddhima se pyaar ni karta.
A: Tum kitne bhole ho Kavya. Meri har ek baat man le the ho. Mein tho mazak kar ra tha. Arre mein tho Riddhima ke bina ek pal ke liye bhi ni jee sakta aur tum ke re ho, ke mein usse pyaar ni karta. Janam janam ka rishta hai humara. Aise kaise thod doonga.
K: Armaan tu bhi na. Kitna dara diya tha mujhe. (You're not the only one Kavya.)
At Ridz house
S: Ufho. Atul. Yeh tum kya kare ho?
At: Kya?
S: Phoolo ko pani mein kyu dal re ho?
At: Inne baade hona hai iss liye.
S: Atul yeh saajane ke liye phool hai. Baade karne ke liye ni.
At: Oh.
S: Tum ek kam karo aur yeh kam mujhe de do.
At: Saara kam tho tum hi tho kari ho. Baki sab tho kel re hai.
They show a few grown ups playing cards, and kids playing soccer.
S: Oh. Tho iss mein meri koi galti ni. Tum sab ko kam teek tara se karna aati ni.
At: Humhe aata hai.
S: Nahi aata.
At: Aata.
S: Nahi.
At: Ha.
S: Nahi.
At: Ha.
Armaan, Kavya, Anjali and Ridz come and see what's the big huge commotion about.
R: Tum dono jaagra kyu kare ho?
S: Riddhima tum Atul se kaho na ki isse ek kam teek tara se karna ni aata.
At: Armaan tum kaho na ki Sapna ko ladka ladkian se better kam kar sakte hai.
S: Nahi kar sakte.
At: Kar sakte hai.
R: I'm sorry to say this, par Sapna teek keh ri hai. Ladkian ko ladko se better kam kar sakti hai.
Anj: Ha. Aur sirf kam mein ni balkir har ek cheez mein ladkian ladko se better hai.
K: Ehh. Agar ladkian better hai tho phir hum mahir hai.
All the boys go behind Kavya, Armaan and Atul.
A: Har ek mukable mein ladkion ko ser jukana parta hai.
R: Acha. Tho phir ladkion ke peeche peeche kyu parta ho?
All the girls go behind Ridz, Anjali and Sapna.
A: Par mujh pe marti hai saari ladkian.
R: Ah. A a a. Tum par ni. Tumare paason par.
A: Acha?
R: Ha.
He puts his hands around her waist and pulls her towards him.
A: Aur tum? Kya tum bhi?
R: Shayad. Shayad nahi.
He lets go.
A: Acha. Tho phir ho jaye mukabla.
R: Ho jaye.
K: Tho phir teek hai. Hum ladke ek challenge dengaye ladkion ko poora karne ke liye. Agar poora hogaye tho phir unko ek point milti hai. Aur agar nahi tho phir who point hum ladko ko mil thi hai.
Boys: Yesss!! Ha ha.
Anj: Arre itne umhido ko maat jodo. Agar toot gi tho bohot dard hota hai. Dekthe jaana har ek mukable ko jeet le gi hum ladkian.
A: We'll see.
R: Ah. You'll see.
A,R: HUH!!!
They both walk away.
At: Welcome Ladies and Gentleman to the Mukabla-E-Jang. S: Don't know where they got that name from.
At: Anyways, dosto mukabla shuru ho chooka hai, aur pehli shikar hai ladkian. Dekte hai, ki kaun sa challenge dethe hai ladke. Come on boys! Give them a hard one!!!
K: Tho kya tiar hai aap?
Girls: Ha.
A: Agar nayi hai tho abhi baata do. Bezaati baach jayi gi.
Anj: Arre itna waqt kyu barbaad kare ho?
K: Patience Anjali. Patience. Thoda sa dheeraj rako.
Anj: Nahi. Agar challenge dena hai tho do. Varna har man lo.
Girls: Ha.
K: Teek hai. Tho phir Anjali. Tumara challenge yeh hai ki tumhe iss ko nilane, aur sajana hai.
Anj: Kiss ko?
K: Usko
He points towards out the door. There is a cow standing out there.
Anj: M.. M.. Mujhe u.. usse n.. nilana.. au.. au..
K: aur..
Anj: ni.. ni..
K: Sa.. Sajana.
Anj: Sa.. sajana hai?
K: Ha. Bohot zaada mushkil ni hai.
He puts his arm around her.
K: Pehle tumhe isse pakarna hoga. Phir baandana hoga. Phir nilana hoga. Nilana ke baad thoda sa dry kardena. Dry karne ke baad, phir tum usse yeh ganti uske uppar dal dena.
He hands her the bell.
Anj: Yeh ganti kis ke liye?
He stops.
K: Ah.. ganti.. 🤔
He starts making weird faces.
K: You know. Yuhi.
Anj: Yuhi?
K: Ha. Yuhi.. tum.. tum ab jao na.
He pushes Anjali out the door. Outside in the stable, Anjali is running after the cow. She almost got it, but she fell down in the mud. Everyone starts laughing. When she got up, her whole entire face was covered in black, sticky, ooey gooey mud.
Anj: AAAAAAAAAAHHHHHHHHHHH!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
She runs to the well and washes all the mud off. The cow saw her, and for some reason come to her. Anjali saw the cow and gave it the bath. She even dried it off. As Kavya had said she put the bell around it's neck. But she did one thing that Kavya didn't tell her to do. She did the prayers of it. Kavya saw this and saw the simplicity of her, and was mesmerized. He just kept on staring at her.
K: You know Armaan. Mein aaj bohot kush hoon. Ki meine jo fasla liye tha shaadi karne ka. Anjali hi who ladki hai jo mere liye bani hai.
A: Ha Kavya. Aur vaise bhi KavyAnjali ko koi kabhi jooda kar paiya hai?
Anj: Lo meine apna challenge complete kardiya. Aur ab tumari baari.
S: Lo Atul. Pehle mukable mein tho ladke har hi ge.
At: Tho? Abhi tho 3 rounds abhi baki hai. Aur vaise bhi log kethe hai na, Ladies First. Tho iss liye ladko ne gentlemen ban kar ladies ko first point de di.
S: Aur baki points ko bhi ladies hi le li gi. Kyu girls?
Girls: Haaa.
At: Welcome to Round 2 of Mukabla-E-Jung. Pehli baazi tho ladki jeet gi. Par dekhe the jaana. Iss round ke naam hum ladko ki naam. What say boys?
Boys: Haaa.
S: Tho Anjali pehli round tum jeet gi aur challenge tumhe diya gaye tha Kavya se. Ab tumari baari hai Kavya ko tarpane ke liye.
K: Arre iss mein tarpane ki kya baat hai. Hum tho pehle si hi tadap re hai, inki ishq mein.
Boys: Wah-wah.
S: Oye-hoye, Anjali. Tumara kya kehna iss ke baare mein.
Anj: Iss ka jawab mein ek challenge mein dethi hoon. Tho Kavya. Tumhe tadap na bohot pasand hai na. Tho phir tum yeh lo phool aur yeh lo daaga. Inn phoolo ko daage mein dal tho aur waha uppar laga do.
K: Bas. Itna chota sa challenge.
Anj: 🤔 Mmmmm. Ha.
K: Okay.
So, Kavya starts putting the flowers in the string. When he finishes one strand he cuts off the string. But he cut it too short. So he starts all over again.
He gets the string right this time but, the flowers were all different colors. He tries it the 3rd time, and he gets the string right, the flowers are also the same color. He puts them all in a basket and starts heading towards the door. Kaka was passing by with a bucket of water in a hurry. Some spilled on the floor. But Kavya doesn't know that. He was walking towards the entrance but he slipped and fell down. But lucky for him the flowers broke the fall. The basket fell on top of him.Everyone starts laughing. Anjali walks over to him. She picks up the basket.
Anj: Tho. Kya kaha tha tumne? Itna chota sa challenge tho koi bhi kar sakta hai. Tho tumne kyu ni kia?
She walks away. But Kavya holds onto her hand.
K: Yeh phoolo ka challenge tho mein kar ke hi rahonga.
He actually does it. He finishes the task that Anjali gave him. All the flowers were in tact. He just had to hang them. There was one flower in his hand. He puts it in Anjali's hair.
K: Iss phool ki kushboo ko kabhi maat jaane dena.
She gets shy and goes away.
At: Meine tumse kaha tha na Sapna. Iss round mein hum hi jeet aiye.
S: Tho kya hua? Abhi tho Riddhima aur Armaan baki hai mukable mein.
At: Ha. Kaun jaane kaun jeete ga. Ladke ja ladki. Riddhima ja Armaan. Phool ja kanta.
S: Atul. Armaan ko kanta maat pukaro. Who itna boora bhi ni hai.
At: Mein Armaan ki baat thodi na kar ra tha. Mein tho tumari baat kara tha.
S: Kya?! Tum.. tumhe tho mein baad mein dekh lu gi.
At: Ok.
S: Anyways... dosto I'm sorry to say but abhi humara waqt katam ho ra hai. Par kal dekhna maat bhooliye ga Mukabla-E-Jung.
Tomorrow in Mukabla-E-Jung
A: Arre namak kaha hai? AHHH!!
There's a big huge fire coming out of the stove.
A: Plz Riddhima tum mera challenge kabhi ni accept karo gi. Tho abhi se har man lo.
R: Try kar ke tho dekh lo Armaan.
End.
Hmm. Tho yeh tha Armaan ka raaz. Oh well, hum sab tho yehi chate hai ki Armaan aur Riddhima hamesha ek doosre ke saath rahe. Par kya yeh kaunsa challenge dena wala hai Armaan Riddhima ko? Aur Armaan kitchen mein kya kara tha? Aur namak? Usse namak ki kya zaroorat hai?
Jaane ke liye dekhna maat bhooliye ga Mukabla-E-Jung aur paarna maat bhooliye ga
4