Kasauti Zindagi Ki Part 30 Page 44 - Page 18

Created

Last reply

Replies

302

Views

64.6k

Users

55

Likes

23

Frequent Posters

jyoti1408 thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Explorer Thumbnail
Posted: 17 years ago
u scared us i thought that he was jus playing with her......but he really loves her......another gr8 part....plz continue soon....... 👏
SillyAngel thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 3
Posted: 17 years ago
yay!!! armaan and riddhima always for each other thnxx
and great and funny and cute part loved it please do continue it.....cant wait for armaan and riddhima's turn gonna be fun and cute hopefully ....lol what did armaan do?...why did he need namaak and whats with the stove lol! 😆
pwincess kanzi thumbnail
17th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 3
Posted: 17 years ago
really nce prt!!!!!!!!!! i hpe da girls win 😉 ! contd soon!
Dr Luv thumbnail
Explorer Thumbnail
Posted: 17 years ago

hey DURGA!!!

gr8 part dear.....n specially d MUKABLA-E-JANG🤣

wel ANJIE runnin after d cow n KAVYA......pooor they....

wel so now ARMAANz problem is over....

update sooon....

n thnx 4 d pm...

loads of luv ALIFYAH>>>

dillmillgayee1 thumbnail
Posted: 17 years ago
hey fantastic plz update soon....................
123abc123 thumbnail
17th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 3
Posted: 17 years ago
dat was great
update soon
luvin da game aswel 😃
-Cherry- thumbnail
17th Anniversary Thumbnail Achiever Thumbnail + 4
Posted: 17 years ago
hey
durga u almost scared me thank god everything is all right
😊 swansea 😊
Super.woman thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 17 years ago
welll u actually scared us 2 death...but actually saved us 2.hahah....wellllll anoder gr888888888888 and better part...well i was actualy thinkin tht frm were do u get such wonderful ideas .guess frm ekta kapoor but ur actualy beter dan her atleast .......i jus luved ur muqabala - e jung....tht was 2 gud........plz continue soon
luv ur ff..
ishiqa
akaur thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 17 years ago
dont do this yaar
i hope they get 2gether!
thanx 4 the update
asmaanixx thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Achiever Thumbnail + 5
Posted: 17 years ago
Note: Guys before I start I just wanna say that I'm really really really reallllllllllllllllllllllllllllllllllllllllllllllllllllllyyy yyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyy srry for updating this ff late. I hope I can make it up to you guys in this part.


Recap: At Riddhima's house there is a Mukabla-E-Jung going on. The girls have 1 point. And the boys also have 1 point. Armaan and Riddhima are going to face each other.


At: Welcome dosto to the Mukabla-E-Jung!

Cheering and applauses in the background.

S: Peechli baar Mukabla-E-Jung mein apne dekha Anjali aur Kavya ko ek dooje ke kilaaf jaate hua.
At: Ek dooje ke kilaaf? Kyun? Jagra hua kya?
S: Ufho. Atul un dono ka jagra nahi hua. Who ek dooje ke kilaaf iss jung mein hue hai. Anjali ko challenge diya Kavya ne aur Kavya ko challenge diya Anjali ne.
At: Arre ha. Ab yaad aiya. Kavya ne Anjali ko ek cow diya usse naahana, sukana aur ek ganti uske upar rak ne ke liye. Hai na?
S: Ha. Aur Anjali ne Kavya ko phool diye ek daage mein dal ne ke liye aur phir sajane ke liye.
At: Vah! Kya challenge diya.
S: EH!! Yeh tho Anjali thi. Thodi si sharmili hai. Par humari Riddhima aisi tho nahi.
At: Arre tho phir humare Armaan bhi kuch kam nahi. Who Riddhima ko sab se hard challenge de ga.
S: Aur Riddhima usse bhi hard challenge de gi.
At: Lagi shart.
S: Lagi.

They shake hands and make the deal. In the living room, everyone is waiting for Riddhima and Armaan to come.

K: Kahan ja sakte hai yeh dono?
Anj: Baas, yahi kahin hoge. Lo dekho aage yeh dono.
K: Armaan kahan chale ge the tum?
A: Mein.. mein bathroom mein tha.
Anj: Aur di aap? Aap kaha chali gi thi?
R: Mein.. mein bahar garden mein thi.

She looks at Armaan. They both smile.

At: Tho phir shuru kaare agla round.
S: Ha. Bakra aur bakri.. mera matlab Armaan aur Riddhima dono yaha par hai.
At: Tho pehle challenge de ga?
R: Mein. Mein Armaan ko pehle challenge karogi.
A: Fine. Tho challenge kya hai?
R: Challenge yeh hai ki tumhe hum sab ke liye kuch banana hoga.
A: Aur mujhe kya banana hoga?
R: Umm... Kuch kaas ni. Bas yuh kariban, 100-200 ladoo.
A: Acha. 100-200... KYA?!!!!!! 100-200 LADOO?!!!
R: Ha.
A: Par Riddhima meine kabhi apni zindagi mein kuch pakaye nahi aur tum ho ki mujhse kahe ri ho 100-200 ladoo banao.
R: Armaan. Mein janti hoon. Par kya karu. Competition hai. Jitna tho pare gi hi.
A: Okay. I see how this is. Mein bhi tumhe yeh challenge jeet kar dekhonga.

He goes into the kitchen and starts making the ladoos.




1 hour later.


Anj: Di. Armaan kaha hai? Usse abhi tak ladoo banaa kar aaja na chahiye tha.
R: Janti hoon. Mein dekh kar aati hoon.

She goes into the kitchen and the first thing she sees is a BIG HUGE MESS!!!!! There's flour all over the floor. All the pots and pans have been thrown around. She sees a person with their back towards her. The person was wearing a white apron and a big huge white chef's hat. Riddhima goes up to him and touches him by the shoulder. He turns around. Riddhima stares at him for a long time. When she couldn't help it, she burst out laughing.

A: Tum has kyu ri ho?
R still laughing: Hasoon ni tho kya karu. Aaine mein dekha apne aap ko. Bilkool cartoon jaise lag re ho.

They show Armaan wearing the big, huge chef's hat and the white apron. And completly covered in white flour.

A: Isme meri fault ni hai.
R: Tumari ni hai tho aur kiski hai. Tumare siva tho kitchen mein tho koi aiya ni tha.

He takes of the hat. He has this very sexy, and mischeivous look on his face. Riddhima stops laughing and gets shy.

A: Acha tho phir tum yaha kya kari ho?
R: Who.. who mein... mein...
A: Ha, tum...

She starts walking backwards slowly. She stops as there is a wall behind her. Armaan comes really, really close to her. She tries to go but he puts out his arm. She tries going the other way, but he still stops her. He gets really close to her face. He's about to kiss her when.................

Anj: Oops. Srry.

She covers her eyes and looks the other way. Armaan quickly backs off. Riddhima smiles and goes to Anjali.

Anj: Kaam hogaye di?

Ridz taps her on the shoulder.

R: Dath. Aisaye baate karte hai?
Anj: Srry di. Par kya karu. Aisa moka bar bar tho ni aata. Shukar hai ki hum dono ek hi ghar mein ja kar shaadi kare hai. Vaarna aisa moka bar bar thodi na aata hai.
R: Hogaya.
Anj: Ha. Jiju, aap ko kitna aur time laage ga?
A: Who, baas baan hi ge.

She looks at the ground.

Anj: Agar ma ne yeh sab kuch dekh liye tho bhagwan hi humhe baacha saake ga.

Riddhima gets an idea.

R: Anjali chale.
Anj: Ha di.

They're at the door, when she looks back at Armaan.

R: Umm. Anjali. Kya tumhe yaad hai, ki humne NAMAK aur CHEENI kaha par raki thi?
Anj: Ha di. Who tho uss almari mein hai. Kyu?
R: Nahi, kyunki who shayad galti se, ma ni cheeni namak ke dabe meind daal diya aur namak cheeni wale mein. Baas iss liye.
Anj: Nahi aisa ho hi ni sakta. Mein aaj subha kudh dekha tha.
R: Dekha tha. Tho phir teek hai. Baas check kari thi. Kyunki mein ni chati ke ladoo ke andhar kuch galat aa jaye.

They both leave. Armaan is left all confused. He opens the cabinets and sees the 2 jars.

A: Ab namak kisme hai aur cheeni kisme? Iss Riddhim ne bhi na. Jaate jaate mujhe paareshaan kar gayi.

Kavya enters the kitchen and hurts his foot on one of the pots. He holds onto his foot and starts hopping around.

K: OUCH!!! Owww. Armaan. Tumhe ladoo baanane ke liye kaha tha. Jungle ni.
A: Srry par kya karu, pehli baar kuch baana ra hoon.
K: Ha, aur yeh tumara pehli aur akri baar hai.

He puts his foot down and walks toward behind the counter.

K: Tho ladoo bangaye?
A: Nahi.
K: Hmm. Kitna waqt lage ga?
A: Umm.. Yuhi baas, 3-4 hours.
K: 3-4 hours. Ek problem hai.
A: Kya?
K: Humare paas 3-4 hours ni hai. Balke 30 minutes hai. Anjali ke mummy, papa ghar aane wale hai, aur tumhe abhi tak ladoo baanane hai, yeh poora kitchen saaf karna hai, aur tumhe Riddhim ko challenge bhi dena hai. Aur yeh sab kuch tum aadhe gante mein kaise karoge?
A: I don't know.

He goes and sits down on a chair. Kavya does the same.

A: Kya karu? Riddhima ne tho mujhe mushkil mein dal diya.
K: Dekho Armaan iss competition mein hum ek doosre ki madat tho ni kar sakte, par mujhse jitna ho saake ga mein uthna karni ki koshish zaroor karoga.
A: Thanks.

They both hug.

A: Kam se kam tum tho vafadar rahe.
K: Matlab?
A: Kuchni.
K: Tho phir tum yaha maat betho aur jald se jald ladoo baanao. Aur who bhi 200.

He gets up and goes behind the counter. Anjali is standing outside the kitchen.

Anj: Psst.
K whisphers: Kya?
Anj: Yaha aao.

He gets up and goes to her.

K: Kya hai?
Anj: Yeh lo. Di ne diya hai. Unno ne kaha ki shayad yeh jiju ke kuch kaam aajaye.

She hands him a cook book.

K: She loves him alot.
Anj: I know. Just like I do to you.

Kavya gets stunned. Anjali gets shy and runs away. Kavya smiles and starts laughing.

A: Kis baat par has re ho Kavya.
K: Ha.. who baas yahi ke jisne tumhe iss mushkil mein daala wohi tumhe iss mushkil se bahar aane ka raasta de rahi hai.
A: Kya matlab?
K: Kudh hi dekh lo.

He hands over the cook book. He starts looking through the pages.

A: Riddhima ne diya.
K: Ha. Lagta hai ki who tumhe itni der mushkil mein ni dekh sakti.
A: Ha so tho hai. Mujhe par koi bhi mushkil aajaye Riddhima hamesha rahegi mera saath dene ke liye.

Armaan starts cooking. He found the recipe for making wheat ladoos.

A: Well that's the closest I can find. Aur vaise bhi ghar mein tho yahi sab kuch hai baanane ke liye.

He gets all the ingredients together.



Recipe for Wheat Ladoos



1 cup Wheat Flour
1 cup sugar
2 cup ghee
3 tsp cashew powder
3 tsp badam powder
5 tsp cardomom powder

Method:

1. Heat the kadai, add wheat flour and cup of ghee. Fry till the mixture turns golden brown. Cool for 5 minutes.
2. Then add sugar, cashew powder, badam powder, and cardomom.
3. Add rest of ghee and make the ladoo.

And Armaan did excatly that. But only 199 more times. It took him excatly 1 hour to finish the ladoos and clean up the kitchen. He was exhausted and sitting outside on the sofa with the cool, fresh air of the fan blowing against his hot, and sweaty face. Riddhima comes in the living room with the thali of the 200 ladoos Armaan made. She puts it on the table. She picks one and comes closer to Armaan.
R: Thak gaye?
A: Ha.
R: Bhook lagi hai?
A: Bohot.
R: Kuch kaane ke liye lekar aao?
A: Plz.
She shows him the ladoo that Armaan made.
R: Yeh kaana chaho gaye?
A: Kuch bhi de tho Riddhima. Bhook se tho meri jaan lekal thi jaa ri hai.
She covers his mouth.
R: Tumari jaan jaane se pehle meri ni jaati?
A: Srry. Aisa dubara kabhi ni kahoon ga.
She smiles. And feeds him the ladoo. And Armaan feeds her.
R: Ladoo kafi aache baanaye hai.
He gets up.
A: Ha, ab agar Chef Armaan Malik ne baanaye hai, tho aache tho hogaye hi.
She also gets up.
R: Aacha. Tho who jo baaki log baana the hai, who karab hota hai?
A: Of course.
R: Hmm. Tho iss ka matlab yeh hua ki, mein jo khana baana thi hoon, who bura hai.
A: Nahi.. ab meine aisa.. thodi na kaha hai. Mera matlab yeh tha ki..
R: Mein sab samj thi hoon. Mein bewa koof ni hoon samje.
A: Aacha. Tho phir aise baacho jaise harkate kyu karti ho?
R: Mein karti hoon?! Ja tum karte ho?! Kitchen mein itna gand kisne baana tha. Tumne. Atul ko yeh ehsaas dalane ke liye ki ladke ladkion se better hai, kisne dilaya tha? Tumne. Aur baacho jaise harkat karti hoon mein? Come on Armaan. Grow up.
A: Why don't you grow up?! Agar tumne who 200 ladoo baana ne ke liye ni kaha hota tho mein tumhe aisa challenge deta ki tum usse accept karne se bhi darti.
R: Aache.
A: Ha.
R: Tho phir teek hai. Dekte hai, ki agar mein tumari baacho jaisi challenge se accept karne se daar thi hoon ja nahi.
A: Teek hai. In 15 minutes, tum aur mein yahi akar mil the hai.
R: Fine.
A: Fine.
AR: HUH!!

They both walk the opposite ways and leave. Armaan and Riddhima come back to the dining table. Riddhima holds onto the thali of ladoos. Armaan takes 2 or 3 in his hands and eats one in front of her face. She gives him a tum-kabhi-ni-sudro-ge look, and leaves with the thali. Armaan also leaves eating the ladoo. After 15 minutes, Armaan and Riddhima meet back in the living room with their team mates.
At: So, dosto we're back in
At,S: Mukabla-E-Jung.
S: Armaan ne Riddhima ki diyi hui challenge ko accept kar diya aur usse nibhaya bhi.
At: Jee ha. Aur bhai wa, kya ladoo baanaye Armaan ne. Isse yeh sabat hota hai, ki ladko ko utna aacha khana baanana aata hai, jitna ladkiya ko.
S: Aur ab, Armaan aap kaun sa challenge dene waale hai Riddhima ko?
A: Mein Riddhima ko aisa challenge dene waala hui ki who usse accept karne se bhi daar jaye gi.
Riddhima looks at him.
At: Par Armaan. Yeh tumari hone wali fiancee hai.
A: Janta hoon. Iss liye tho mein yeh challenge dene wala hoon. And besides Atul. Tumne who saying tho suni hogi. Everything is fair in love and war. Aur mein tho dono mein hoon. Pyaar mein, aur jaang mein bhi.
Riddhima looks irritated and looks the other way.
S: So, Armaan kya hai tumara challenge.
He walks upto Riddhima. He extends his hand towards her. Riddhima is just looking confused.
To her self: Yeh Armaan kya kara hai?
Armaan is just looking at her and smiling. She puts her hand in his. He takes her towards the mandir in their house.
R: Armaan. Tum..
A: Riddhima. Mein chata hoon ki tum mujhe aaj hi shaadi kar lo.

Riddhima is shocked to hear Armaan say this.
R: Armaan.
A: Riddhima. Please.
R: Armaan. Humari shaadi hori hai. Aur who bhi Kavya aur Anjali ke saath. Saab ke samne hone waali hai. Tho phir yeh..
A: Riddhima. Agar uss din humari shaadi mein koi bhi paareshani aiye, mujhe kam se kam iss baat ki taasli tho hogi ki tum meri ho.
R: Armaan, mein tumari hoon. Mein tumare siva aur kissi ki ni ho sakti. Aur vaise bhi, hum dono ka tho janam janam ka rishta hai.
A: Mein janta hoon. Par phir bhi. Please Riddhima. Mujhse aaj shaadi kar lo.
R: I'm sorry Armaan. Par mein aisa ni kar sakti.
A: Kyu?!
He grabs her by the arms.
A: Tum mujhse aaj shaadi kyu ni kar sakti?!
She lets go of him.
R: Kyun ki aaj ka din bohot ab shagun hai. Agar aaj ke din kissi ki bhi shaadi ho jaye gi, tho phir unki zindaagi baarbaad hojaye gi. Unki zindaagion ko hamesha ek naye kasauti ka samna karna hoga. Aur mein ni chati ke humhe ek nayi kasauti ka samna karna hoga. Mein tho sirf ek kushi se baari hui zindagi chati hoon. Udasi baari ni.
A: Riddhima tum inn sab baato par kaise yakin kar sakti ho? Yeh sab sirf kehan ni ki baate hoti hai.
R: Nahi. Agar sirf kehan ni ki baate hoti, tho phir tumhe kya lagta hai. Mein inn sab baate kahe kar humara waqt baar bad karti?
A: Lagta tho hai. Aur vaise bhi meine tumse kaha tha na. Tum mera challenge accept karne se inn kar karogi. Aur tumne inqaar kiya.
R: Ha, meine inqaar kiya. Tho kya? Kam se kam mein apni maryaada ko par ni kari.
A: Tum kehana kya chati ho? Mein apni maryaada ko ni jaanta. Mein unne par kara hoon.
R: Ha. Aur par karne ko raha hi kya Armaan. Tumne tho saari haade par karti thi jis din tumne mere zindaagi baarbad karti thi.
A: Meine tumari zindagi baarbad ki?!
R: HA! Tumne! Vaarna tumhe kya lagta ki, mein tum jaise gatiya insaan se pyaar karogi. Huh! Armaan hum dono ka chahiye janam janam ka rishta hi kyu na ho. Mein phir bhi tumse kabhi pyaar ni karti.
A: Tum kehana kya chati ho?
R: Mein tumse pyaar ni karti!
A: Aur peechle janam ka rishta.
R: Who ek saach hai. Aur kismat ko hi dekho. Humhe phir se wohi dor se guzaar na paara hai, jo humne 20 saal pehle guzaare the.
A: Nahi Riddhima. 20 saal pehle tumne who galti ni ki thi jo tum ab kari ho.
R: Meine koi galti ni ki Armaan. Mein tho tumse pyaar kabhi karti hi ni thi. Who tho uss raat ki vaaja se hai, jo mujhe yeh natak karna paara. Vaarna, mein tho tumse pyaar tho kya, tumari shakal tak ni dekh na chati thi. Aur ab bhi ni dekh na chati.
A: Who raat tum ek galt samaj thi ho? Jis raat ne humari poori zindagi badal kar rak di thi, tum usse ek galti samaj thi ho? Par uss raat tumne mujhse yeh vaada manga tha ki mein tumhe kabhi chor kar na jao. Aur ab tum kehe re ho, ki tum mujhse...
His eyes get watery.
A: Ek baat baatoon Riddhima. Aaj tak mujhe kissi ne itni chot ni di jitni tumne mujhe aaj di hai.
Saying that he leaves. She follows him. Armaan is at the doorway and Riddhima is right behind him. He looks at her and so does she. Riddhima couldn't bear the pain in him. She was about to cry, when she holds them back in, and shuts the door on his face. They both let their tears out once the door closes.

On the left is Armaan, and on the right is Riddhima, and in the middle is the door.


Yeh itna madlav kaise aage Riddhima mein?
Kya Armaan itna daard sahe paye ga?
Jaane ke liye paarna maat bhooliye ga
Edited by Durga A. - 17 years ago

Related Topics

Fan Fictions Thumbnail

Posted by: themasked

12 days ago

The Pirate and the Princess-A kasauti zindagi ke 2 three shots

"Anupam, how dare you call me a pinecone?" Moloy winced as his daughter tore into her husband.He did agree with Anupam though.Nivedita had...

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: sakshi5050

3 years ago

Ranveer's unsaid feelings #13 updated episode 971 page 155

Welcome you all to the new thread of RANVEER'S UNSAID FEELINGS #13 Keep Travelling in the world of ISHVEER LOVE Warm Regards sakshi ❤️ Index...

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: sakshi5050

10 months ago

Ranveer's unsaid feelings #14 updated Episode 1019 page no 29 Ranveer's unsaid feelings #14 updated Episode 1019 page no 29

Welcome to the new thread of Ranveer's unsaid feelings. Keep enjoying the world of Ishveer. Their unconditional Love, their friendship, their...

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: Rizz-ington

1 years ago

⭐Back⭐ Arhi FF | Iss Darr Ko Kya Naam Doon: Chapter 3 - Part 3/3

A N A R H I F F ---- Iss Darr Ko Kya Naam Doon Summary: Khushi is an internet famous 27 year old fashion designer from Lucknow. She has a chirpy...

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: desidillse

10 months ago

PreRish FF ~ Purity Of Souls (ch 6 - page 5)

[NOCOPY] P U R I T Y O F S O U L S T E A S E R "bungle ke piche teri beri ke niche aha re aha....kanta laga!!!" The song was too loud in the...

Expand ▼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".