(T2) ArSh TS 'SAB TERA' PART 8 PAGE 8 19/07/18 - Page 2

Created

Last reply

Replies

62

Views

8.4k

Users

22

Likes

214

Frequent Posters

hoorkhan46 thumbnail
Posted: 8 years ago
#11
Wowww what a story 👏 I just love it really dear awesome work and also Arsh ❤️ I love the shilpa avatar dangerous and attitudish 😎 and also I like caring and purany wla arman but why they are hate each other especially arman they really know each other?? Any ways but I love it plzz dear pm me when u r update ... 😊
manasvi.. thumbnail
9th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 2
Posted: 7 years ago
#12
Amazing update
Loved it,
Ship is in so much pain
But y she is behaving like this
Update soon
Thanx for pm
Sorry for late
ArshAriya thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Visit Streak 30 Thumbnail + 3
Posted: 7 years ago
#13
ArSh Sab Tera
PART 5




Shilpa ko bohot gussa aa jata he is par n she punch the glass door of locker room uske haath se khoon nikalne lagta he or wo waha se chali jati he




Armaan ko bhi gussa aata he uska khoon nikalta dekh dard hota he, he too punch over that in anger uske bhi haath se khoon nikalne lagta he




Gang : ARMAAN..."said shockingly"




Dey try to treat his wound but he didn't let dem n also went from dere




Din nikal jata he ese hi week guzar jata he




One fine day...



Aaj ka din kuch logo ke liye khas he to kuch ke liye bohot dardnak jiske liye khas he wo he Kirti or Shubhankar because It's Kirti n Shubhankar's daughter's birthday n jiske liye ye din bohot dardnak he wo he armaan bcoz ye wahi din tha jis din usne Apni shona ko khoya tha ye wahi din tha jis wajah se he hates her or should I say he tried really hard to hate her but shayad aaj tak kar nhi paya



Dr. Kirti n Shubhankar sabko invite karte he whole Sanjeevani




Shaam hoti he sab party me aate he but aaj armaan subah se hi bohot jyada upset he koi nhi janta ki kyu bcoz arsh ki story gang janti he but aaj wahi din he jab wo dono alag hue he koi nhi janta sab usse reason puchne ki koshish kar rahe he use cheer karne ki koshish kar rahe he but armaan wo Apni hi duniya me he




Shilpa ab tak nhi aayi he waha n kisiko uske aane ki umeed bhi nhi he bcoz ab tak sab jan chuke he ki wo bina apne fayde ke kuch nhi karti or sab jante he is party me aane se uska koi fayda nhi




But Tabhi kuch unexpected hota he bcoz Shilpa party me enter hoti he sab ki nazare uski or hi hoti he but Shilpa wo Sirf ek shaqs ko dekh rahi with full concentration or wo koi or nhi Sirf armaan he



Gang gasp seeing Shilpa dere n takes her name




Muskan : Shilpa




Hearing her name armaan jo ab tak inattentive tha ek Dam se us or dekhta he or ye dekh koi jal ke rakh hone ko ready hota he n that person is non other then Riddhima bcoz abhi tak armaan Apni duniya me khoya tha sab koshish karke haar gaye but us ladki ke naam matra se wo hosh me aa gaya ye Riddhima se digest hi nhi Ho raha




But Shilpa armaan ek dusre ki aankho me khoye he Shilpa ke emotion armaan nhi pehechan pa raha he n armaan shilpa ke liye wo open book he uski tadap uska confusion uska gussa uska dard sab wo Uski ankho me dekh pa rahi he n try to remove his pain through her eyes




Shilpa break her eye lock from armaan n move towards corner n starts to drink bcoz is party me use drinks to nhi milegi isliye wo apne saath hi layi he corner me wahi pi rahi he




Gang ye dekh ke




Anjali : aaj bhi ye drink kar rahi he




Nikki : or nhi to kya I thought birthday party he or yaha drinks nhi milegi to ye kese karegi




Muskan : or nhi to kya ye to apne saath hi layi he apni daru khud hi apna intezam karke aayi he"eith this she starts to laugh her famous laugh"




Armaan to Sirf Shilpa ko dekh raha he uska har ek move note kar raha he but Shilpa wo uski or nhi dekh rahi but how can she not gonna understand her armaan's actions she knows ki armaan use hi dekh raha he




Tabhi cake cutting ceremony hoti he but Shilpa is not interested in it wo wahi khadi he




Music start hota he sab enjoy kar rahe he siwae 4 logo ke n wo he our arsh n sidhima




Arsh ka reason we knows but siddhima ka sid kitna try karta he to be with Riddhima to support her but Riddhima wo use moka hi nhi deti he is sad hurt bcoz he loves her truly but Riddhima wo aaj bhi apne Confusion me he dusri taraf Riddhima armaan ko bhulkar bhi bhuli nhi he shaadi sid se hone ke bawjud bhi armaan ko kisi or ke liye tadapta nhi dekh pa rahi rasmo kasmo ki bedio me bandhi he apne confusion me he




Scroll down
ArshAriya thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Visit Streak 30 Thumbnail + 3
Posted: 7 years ago
#14
Tabhi singer starts to sing in charo ki unsaid feelings apne aap bahar aane lagti he n baki sab in charo ko hi dekh rahe he




Singer : Ishq Cheez Hai Aisi Rabba
Jise Koi Saut Na Bhaaye
Koi Ishq Mein Sab Ko Mitade
Koi Ishq Mein Khud Mitjaaye


Armaan starts to sing remembering his n shilpa's : Maine Laakh Manaya Maane Na


Sid remembering him n Riddhima : Maine Phir Samjhaya Maane Na


Riddhima with her confusion : Koi Phool Na Katon Pe Soye


N Shilpa with her armaan's pain n her undefined feelings : Koi Chain Dilon Ka Na Khove


Armaan Sid : Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove...(2)


Shilpa Riddhima : Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove...(2)


All 4 of dem : Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove...(2)


Riddhima : Ise Aazmana Hai Mushkil Bada


Shilpa : Yeh Vaada Nibhana Hai Mushkil Bada

Shilpa apne me hi ga rahi he but armaan uska dhyan shilpa par hi he


Armaan : Zamane Ko Hai Ishq Se Dushmani

He remember his past n says this


Sid : Yahan Dil Lagana Hai Mushkil Bada


Shilpa : Yeh Kya Hai Na Jaane Jo Aashiq Na Mane...


Riddhima : Yeh Kya Hai Na Jaane Jo Aashiq Na Mane...


Shilpa : Woh Pal Pal Tadapte Hi Jaave


Armaan Sid : O Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove...


Shilpa Riddhima : O Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove...


Riddhima : Kahin Is Mein Rasmon Ki Deewar Hai
Kahin Is Mein Kasmon Ki Taqraar Hai

Sing while remembering her love with armaan den marriage with sid

Sid : Koi Bhi Ise Rok Sakta Nahin


Armaan : Yeh Har Dard Sehne Ko Tayaar Hai


Shilpa : Yeh Badnaam Kar De Saare Aam Karde...(2)
Yeh Khwaab Na Koi Sanjoye

She sing with so much pain with unshead tears but koi uske emotions nhi pehchan sakta but Shilpa ki ye lines sun armaan use intensely dekhta he


Armaan Sid : O Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove...


Shilpa Riddhima : O Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove...


Singer : Rabba Ho Rabba Ho Rabba Ho


Armaan : Kabhi Ishqpe Zor Chalta Nahin



Sid : Yeh Mausam Hai Woh Jo Badalta Nahin


Shilpa : Khumari Mein Iske Behak Jaaye Dil


Riddhima : Sambhale Se Bhi Sambhalta Nahin


Armaan : Nasha Hi Nasha Hai Na Poocho Ke Kya Hai...(2)
Shola Shabnam Ko Dekho Bhigoye


Armaan Sid : O Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove ...(2)


Shilpa Riddhima : O Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove ...

Sid Riddhima to chup Ho jate he but armaan nhi

Armaan : Maine Lakh Manaaya...Ishq Na Hove


Armaan shilpa : Ho Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove...(9)




Armaan juice ka glass utha kar fek deta he it reaches Shilpa's feet



Armaan shilpa ko gusse bhari nazaro se dekh raha he Shilpa ke emotions padhna mushkil he wo is waqt kya feel kar rahi he koi detect nhi kar sakta




Sab kuch ek Dam shant Ho jata he air around get thick n hard dere jo atmosphere abhi tak pleasant tha wo ek Dam se grave Ho jata he




Sab armaan ki or dekh rahe he but wo Sirf Shilpa ko ghur raha he but Shilpa kuch nhi kehti ese khadi he jese use koi fark nhi pad raha unaffected




Armaan ek ek step lekar uske pas aata he n us sannate me ek aawaz gunjati he a hard slap which he gives to shilpa but isse bhi shilpa nhi hilti wahi unaffected khadi rehti he



All people around dere gasp seeing this with wide eyes



Armaan Shilpa ki aankho me dekhta he dard se gusse se n while seeing her he says



Armaan : y y dammit"with this he again slapped her"



But Shilpa tas se mas nhi hoti emotionlessly armaan ki or dekh rahi he




Shilpa try to go from dere but armaan hold her wrist tightly n again says with deep dangerous cold voice




Armaan : I hate u suna tune I hate u




Shilpa ek pal bhi nhi rukhti iske baad n left from dere n armaan wo bas Shilpa ke emotions samjhne ki koshish me rehta he but kuch samjh nhi pata wo nhi samjh pata ki kis Tarah jazbato ka samandar umda hua he Shilpa ke andar kesa selab he uske sine me but nhi samjh pata koi nhi samjh pata Shilpa ke Jane ki or sab dekhte rehte he




Shilpa went out side den she turns towards the venue n says




Shilpa : Ek pal bhi chen se guzra Ho to kasam le lo
Siwae yaado ke koi aur sahara Ho to kasam le lo
Pahle to baat aur thi jo tum pe haq jatate the hum
Ab to khud par bhi koi haq humara Ho to kasam le lo
Tum hi ne kaha tha ke tumhare labo par mera hi naam aaye
Us ke baad jo liya ho naam kisi ka to kasam le lo"she wipe her long tear which come out of her eye den went from dere while drinking"



Scroll down
ArshAriya thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Visit Streak 30 Thumbnail + 3
Posted: 7 years ago
#15
Andar party me sab shant Ho jata he n Shilpa ke jane ke baad armaan bhi waha se chala jata sab use rokne ki koshish karte he but wo nhi sunta




Shilpa road par chal rahi he uske Mann me kitne jazbato ka selab umda hua he koi nhi Jan sakta




Dusri taraf armaan uske toote dil ki dastan uska chehra chupa bhi nhi pa raha




Armaan : tune kyu ye kiya shilpa tu meri shona thi jiske liye uske armaan se badh kar kabhi kuch nhi tha why why why dammit"he yell loudly"




Dono Apni hi soch me chale ja rahe he ki Tabhi unke kano me dargah se kisi fakir ki aawaz sunai padhti he




Dono ke kadam us or apne aap chal padte he




Fakir : Ya nizamuddin auliya, ya nizamuddin salqa

Kadam badhaa le, hadon ko mitaa le,

(hearing his voice both arsh can't hold themselves n dere legs starts to move towards his voice)

Aaja khaali pan mein pee ka ghar tera,

(they both are in dere own trance)

Tere bin khaali aaja, khali pan mein
Tere bin khaali aaja, khali pan mein

Ooo... Ooo...
Ooo... Ooo...
Ooo...

(Shilpa waha pehle pahuchti he waha bohot se log he kuch us fakir ko sun rahe he kuch dargah me ja rahe he kuch dargah se bahar aa rahe he)

Rangreza
Rangreza
Rangrezaa...
Ho... Rang-rezaaa...

(Waha pas hi kuch log kisi jalti hue path par chal rahe he Shilpa gor se dekhti he to wo koyle ka path hota he log waha shama mangne himmat mange Apni mannat puri karne aate he shilpa bhi aaj waha himmat manga chahti he apne liye nhi kisi or ke liye)

Kun faya kun
Kun faya kun
Faya kun,
Faya kun, faya kun, faya kun

(Wo dargah ke pas se hi hath muh dho kar apni sharab ki bottal fek kar us koyle ke path tak aati he ek bar Apni aankhe band karti he or fir chalna shuru karti he usi pal armaan bhi waha aata he wo bhi charo or dekh ta he den wo bhi hath per dho kar usi taraf chalne lagta he jaga Shilpa he)

Kun faya kun
Kun faya kun
Faya kun,
Faya kun, faya kun, faya kun

Jab kahin pe kuch nahi

(use pata hi nhi chalta ki kyu wo us or khicha chala ja raha he)

Bhi nahi tha
Wahi tha wahi tha
Wahi tha wahi tha

Jab kahin pe kuch nahi
Bhi nahi tha
Wahi tha wahi tha
Wahi tha wahi tha

(wo waha logo ko koyle par chalta dekhta he use bhi aaj ye dard bhulana mushkil Ho raha he wo bhi bina kuch soche un koylo par chalne lagta he)

Woh jo mujh mein samaya

(shilpa bohot aage he almost pura path khatam kar chuki he)

Woh jo tujh mein samaya

(or armaan wo abhi shuruaat me hi he)

Maula wahi wahi maaya

Woh jo mujh mein samaya
Woh jo tujh mein samaya
Maula wahi wahi maaya

(Shilpa or armaan dono ko kuch ajib feel hota he hawao me)

Kun faya kun
Kun faya kun
Sadaqallahul-alliyul-azeem'

(shilpa waha se chalte hue apni hi dhun me chlne lagti he kaha ja rahi he kyu ja rahi he as pas kya ho raha he use koi matlb nhi)

Rangreza rang mera tan mera mann,
Le le rangaayi chaahe tan chaahe mann,

(armaan bhi wo path pura kar apni hi dhun Me chalne lagta he dono alag alag disha me chale jate he)

Rangreza rang mera tan mera mann,
Le le rangaayi chaahe tan chaahe mann,

Sajra savera mere tan barse
Kajra andhera teri jalti lau

Sajra savera mere tan barse
Kajra andhera teri jalti lau
Katra mila jo tere dar par se
O maula...
Maula... Aaa...



Armaan : kyu shona tune kyu kiya esa mujhse sab kuch chin liya mera mere pas tere alawa tha hi kya apna shilpa ek tu hi to thi jis par sirf mera haq tha jo Sirf meri thi tune mere sare khwaab tune Tod diye meri aankho me base sapne sab kuch tod dia tune Shilpa kyu me tujhe apni har dua ka jawab kehta tha tu mere har fariyat ka jawab thi kyu Fir kyu shona kyu"with this he starts to cry hardly"



Shilpa : Ae rab apnay pas meri dua amanat rakhna,
Rehti duniya tak us ko salamat rakhna.
Meri ankhon k sare deep bujha dena,
Per us ki ankhon k sare khuwab salamat rakhna"long tear escape from her eye but she immediately wipe it"




Here is the update hope itna bura bhi na ho do tell me how's it m waiting for ur reviews
Take care
Ramya
armishra thumbnail
9th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 7 years ago
#16
Amazing superb update
Continue soon Thanks for pm
Shona77 thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Visit Streak 30 Thumbnail Explorer Thumbnail
Posted: 7 years ago
#17
Thank you so much for this update
Its very emotional
Arsh are in so much pain
What happened in their past
Plz we cant see arsh like this
Plz end their pain
Continue soon
Thanks 4 pm
ArshTR thumbnail
9th Anniversary Thumbnail Explorer Thumbnail
Posted: 7 years ago
#18
finally u r back
arsh in so much pain..
too much emotional
cant see them in more pain
plzz disclose their past soon
update soon
Divanru thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail + 5
Posted: 7 years ago
#19
Superb updates .
Arsh are in so much pain .
Waiting to know more about them .
Update next soon .
Thanks for pm
hoorkhan46 thumbnail
Posted: 7 years ago
#20
So sooo
Emotional update yr :'(
But its awesome blossom update also:*:* thank u sooo
Much for pm:-):-)

Related Topics

Fan Fictions Thumbnail

Posted by: PeachyPisces

1 years ago

ArSh(Armaan-Shilpa/DMG) ff:

Is there anyone interested in reading ArSh(Armaan-Shipa) ff, it's such a old show that I'm not sure if there any fans left in this forum.

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: Aleyamma47

2 months ago

Tera Mera Saath Rahe ~ Gosham, Mithila FF [Completed]

This story has been inspired by the 2002 Malayalam film Nandanam, and was written at the request of Jasminerahul. It is my humble attempt to...

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: Rizz-ington

1 years ago

⭐Back⭐ Arhi FF | Iss Darr Ko Kya Naam Doon: Chapter 3 - Part 3/3

A N A R H I F F ---- Iss Darr Ko Kya Naam Doon Summary: Khushi is an internet famous 27 year old fashion designer from Lucknow. She has a chirpy...

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: sakshi5050

10 months ago

Ranveer's unsaid feelings #14 updated Episode 1015 page no 26 Ranveer's unsaid feelings #14 updated Episode 1015 page no 26

Welcome to the new thread of Ranveer's unsaid feelings. Keep enjoying the world of Ishveer. Their unconditional Love, their friendship, their...

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: sakshi5050

3 years ago

Ranveer's unsaid feelings #13 updated episode 971 page 155

Welcome you all to the new thread of RANVEER'S UNSAID FEELINGS #13 Keep Travelling in the world of ISHVEER LOVE Warm Regards sakshi ❤️ Index...

Expand ▼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".