Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 6th Sep 2025 - WKV
GEETU vs MAIRA 5.9
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 06 Sep 2025 EDT
Maira Armaan Poddar
Alia is new global brand ambassador of Levis
Happy Ending Kumkum Bhagya
Priyanka actually deserved more from BW. Robbed twice!
23 years of Dil Hai Tumhaara
A clean-shaven Ranveer spotted at the airport
CALL FROM CELL 6.6
Abhishek is annoying
SRKs looks for King
Saiyaara: a movie which will forever remind me of love
Are they planning to end YRKKH with this generation?
Look Out Circular For Shilpa Shetty Raj Kundra
💕💜Somewhere Over the Rainbow #43 With Prats in our hearts 💜💕
Baaghi 4 crashes on Saturday
Generation 5:A new chapter in Yrkkh
ArSh "Sab Tera
PART 6
Armaan : kyu shona tune kyu kiya esa mujhse sab kuch chin liya mera mere pas tere alawa tha hi kya apna shilpa ek tu hi to thi jis par sirf mera haq tha jo Sirf meri thi tune mere sare khwaab tune Tod diye meri aankho me base sapne sab kuch tod dia tune Shilpa kyu me tujhe apni har dua ka jawab kehta tha tu mere har fariyat ka jawab thi kyu Fir kyu shona kyu"with this he starts to cry hardly"
Shilpa : Ae rab apnay pas meri dua amanat rakhna,
Rehti duniya tak us ko salamat rakhna.
Meri ankhon k sare deep bujha dena,
Per us ki ankhon k sare khuwab salamat rakhna"long tear escape from her eye but she immediately wipe it"
Tabhi Shilpa ka cell ring hota he
Phone convo.
Other side : "...
Shilpa : waqt karib he is kaam ke liye
Other side : "...
Shilpa : nahi ye sirf ek vyakti kar sakta he
Other side : "...
Shilpa : wo or koi nahi armaan he nahi armaan ko involve karna hoga
Other side : "...
Shilpa : kuch esa karo ki armaan us waqt waha mojud rahe
Other side : "...
Shilpa wipe her teary eyes n smirk den says
Shilpa : nahi tumhe kuch karne ki jrurat nhi padegi armaan khud hi sab kar dega tum bas itna karo ki wo waha mojud rahe bas baki armaan par chod do
Other side : "...
Shilpa : nhi gadi bhejne ki jarurat nhi me thik hu meri fikra krne ki koi jarurat nhi jo kam kaha gaya he bas us par dhyan do
With this she disconnect the call
Shilpa : ab wo waqt dur nhi he ab sab hisab barabar hoga"said with determination"
Dusri taraf
Armaan basket ball court me raat guzarta he shilpa ke saath bitae hue lamho ko yaad karte hue kabhi haste hue kabhi rote hue kabhi gussa karte hue
Next day
Aaj ke din kisika apne past se samna hone wala he wo bura waqt jo khud guzar gaya par piche apne nishan chod gaya kisiki duniya kisike rishte kisiki khushiya tabah kar gaya aaj usi se samna hone ko he kisika
Sab locker room me he n sab kal raat birthday party me armaan shilpa ke bich jo kuch hua usi kebare me soch rahe he tabhi armaan waha ata he
Wo bohot toota hua dikhai de raha he wo kisise bina kuch kahe chupchap apne locker ki taraf badhta he or apna coat leta he koi kuch kahe use usse pehle shilpa bhi waha enter hoti he ab sabka dhyan shilpa par jata he armaan ka bhi jo abhi tak apne khayalo me hi khoya hua tha shilpa kea ate hi use dekhne lagta he armaan ko kisior ko is tarah dekhta dekh riddhima jealous hone lagti he
But shilpa wo to kisi se kuch nhi kehti roz ki hi tarah full attitude me apne locker ki or badhti he ese jese mano kal kuch hua hi na ho
Shilpa apna lab coat le kar waha se chali jati he n baki sab uske retiring back ko hi dekhte rehte he
Tabhi announcement hoti he or sab apni apni duty resume karte he
Lunch break hota he cafeteria me sab he siwae armaan shilpa ke
Armaan roz ki tarah terrace pe hota he apni shona ke khayalo n shilpa lets see wo kaha he
Shilpa fire escape me impatiently kisika no. dial kar rahi he
Phone convo
Shilpa : dammit cant u pick ur phone on time where were u n plan execute kab kar rahe ho din khatam hone wala he
Other side : "...
Shilpa : I don't care just do it now
With this she cut the call while wiping her tears in anger n says
Shilpa : "Ab tak meri zubaan tujhse sawaal pooch rahi
thi...
Lekin ab jawaab degi tumhari zubaan aur
sawaal karega mera inteqam
Shilpa : ITS SHOW TIME
With determination she left from dere
scroll down
Shaam hoti he duty time khatam hota he sab locker room me he sab apne apne lockers ke aage he ki tabhi kisike chillane ki aawaz aati he
Muskan : hayyo rabba...she yell loudly
Rahul : tu pagal to nahi ho gayi muskan
Muskan : tu chup kar chachundar
N starts to dance
Muskan : oye balle balle oye balle balle
Anjali : oh come on muski itna kyu khush ho rahi he bata na
Muskan : are guys khushi ki to baat he yad he last week me mall gai thi waha shopping karne ke baad mujhe ek coupen mila tha
Anjali nod her head
Muskan : so guys mujhe winner chuna gaya he or mujhe hotel taaj ki aaj ki night party ke 10 passes mile he
Nikki : wow muski that's so cool
Riddhima : yes really
Muskaan : to guys hum sab jaenge what say
All nod dere heads except armaan n shilpa wo dono apne hi khayalo me gum he
Shilpa smirk listening this n armaan ki or ek secret look de kar she starts to move from dere tabhi
Muskaan : umm shilpa tum bhi chalo na humare saath
Shilpa with attitude : not interested
Armaan fumes over this n says
Armaan : koi aaye na aaye muski hum jarur jaenge
Shilpa smiles lightly without turning n left from dere
Shilpa in parking lot she dial a no. while drinking
Shilpa : good job
Other : "...
Shilpa : ab aage armaan sab sambhal lega tum log bas dur se uspe nazar rakhna use zara si bhi taklif nhi honi chahiye
With this she cut the call n left from dere while drinking
scroll down
Yaha locker room me sab decide karte he ki ready ho kar sab basketball court par milenge n waha se sab saath jaenge
Armaan ka mann nhi he jane ka usne to bas shilpa par apne gusse ki wajah se haa keh dia but ab mana bhi nhi kar sakta gang ke face ki khushi dekh kar
Sab ready hokar milte he n hotel pahuch jate he waha dekhte he to ek board laga hua he jispar
"ENGAGEMENT PARTY OF SHRADHA AND MAAN
Likha hua he
Sid : are ye kya yaha to kisiki engagement party he
Rahul : to kya hua humare pas passes he
Nikki : chalo andar chalte he
Sab andar enter hote he but armaan to waha hokar bhi nhi hota he
Sab log bar ki taraf jate he girls ke liye juices order karte he n guys ke liye beer
Tabhi waha wo dono enter hote jinki sagai he
Nikki : hey guys look they r looking fab
All turn towards dem n nod dere heads in agreement but jese hi armaan us tarah turn hota he mano uske pero tale zameen khisak gai ho
Wo couple stage pe aakar bethte he dono bohot khush lag rahe he specially ladki she is beeming with happiness
Armaan move his eyes in entire party hall he look towards dem with utter hatred
Armaan ask hard drink for himself n starts to drink tabhi gana shuru hota he he
Two girls come out of nowhere n starts to sing n dance n sab log enjoy kar rahe he unki performance happily
scroll down
Uff Kya Raat Aayi Hai Mohabbat Rang Laayi Hai
Dum Dum Dooba Dooba Dooba Dooba Dum Dum Dooba Dooba... (2)
That bride hold her grooms hand smiles brightly
Uff Kya Raat Aayi Hai Mohabbat Rang Laayi Hai
Hum Jashn Manaayenge Saagar Chhlaka
ayenge
Na Hosh Mein Aayenge Tere Ishq Mein Naachenge... (4)
Tere Ishq Mein Naachenge Jhumenge Gaayenge
Hum Dhol Sajaayenge Tere Ishq Mein Naachenge... (4)
Tabhi Guests mese kisi ke gane ki aawaz aati he n sab us or dekhte us insaan ko dekh us bride or uske pariwar walo ke chehre utar jate he
Armaan starts to sing : Ooo... Uff Kya Raat Aayi Hai Mohabbat Rang Laayi Hai
Hum Jashn Manaayenge Saagar Chhlakaayenge
Na Hosh Mein Aayenge Tere Ishq Mein Naachenge... (4)
Tune Tadapaaya Hai Tujhako Tadapaayenge
Tujhako Tadapaayenge
{that person is non other den armaan who is singing}
Those girls sings : Tere Ishq Mein Naachenge... (4)
Uff Kya Raat Aayi Hai Mohabbat Rang Laayi Hai
Dum Dum Dooba Dooba Dooba Dooba Dum Dum Dooba Dooba... (2)
Wo ladki or uske gharwale shocked he armaan ko dekh kar n sanjeevani gang bhi shock he armaan ko ese dekh kar
Gaalon Ki Laali Hai Tere Liye Honto Ki Pyaali Hai Tere Liye... (2)
Dil Chaahiye Dilrooba Chaahiye Itana Bata Tujhako Kya Chaahiye
Ye Husn Ki Jaagire Hum Tujh Pe Lutaayenge
Tujhe Dil Mein Basaayenge Tere Ishq Mein Naachenge... (4)
Those dancers pull armaan with dem
Uff Kya Raat Aayi Hai Mohabbat Rang Laayi Hai
Armaan : Teri Tijori Ka Sona Nahi Dil Hai Hamaara Khilouna Nahi... (2)
(armaan move towards that brides mother n says while pointing finger to her n hit his heart like uska dil he koi khilona nai)
Kaise Kharidoge Tum Pyaar Mein Bikate Nahi Dil Ye Baazaar Mein
(den showz his finger towards the entire party hall)
Wo Cheez Nahi Hai Hum Jo Yu Bik Jaayenge
Hum To Takraayenge Tere Ishq Mein Naachenge... (4)
(sing this like saying m not a thing or not person whom dey can sold or buy with dere money n power)
Uff Kya Raat Aayi Hai Mohabbat Rang Laayi Hai
Those girls sings : Dum Dum Dooba Dooba Dooba Dooba Dum Dum Dooba Dooba... (2)
Those girls ask armaan : Ye Kahaase Aaya Hai Tu Humako To Lagata Paraaya Hai Tu
Armaan sings : Apano Ki Mehafil Mein Begaane
Armaan move towards brides brother n put his hand on his shoulder den push him lightly
Hum Sabaki Asaliyat Ko Pehachaane Hum... (2)
Armaan move towards brides bhabhi n give her an hatefull look
Pathhar Ki Murat Se Takara Gaye Achha Huva Hosh Mein Aa Gaye
He move towards stage jaha wo ladki apne hone wale fiance ke saath khadi he armaan hold her chin in his hands grip n sing den left her harshly
Aokaad Kisi Ki Kya Hum Sabako Bataayenge
Ab Na Sharmaayenge Tere Ishq Mein Naachenge... (4)
Ladki ke ghar wale sab stage pe aajate he n armaan he move around dem while singing this dat he gonna tell whole world about dere reality
Those girls sings : Uff Kya Raat Aayi Hai Mohabbat Rang Laayi Hai
Hum Jashn Manaayenge Saagar Chhlakaayenge
Na Hosh Mein Aayenge Tere Ishq Mein Naachenge... (4)
Armaan : Tune Tadapaaya Hai Tujhako Tadapaayenge
Tujhako Tadapaayenge Tere Ishq Mein Naachenge... (4)
Armaan grab bottal of alchohal dance n sing with those dancers while drinking
Those girls sings : Ishq Mein Naachenge, Tere Ishq Mein Naachenge... (12)
scroll down
Armaan kas ke ek slap us bride ke muh pe marta he usike saath pura hall silent ho jata he wo dancers bhi chale jati he
Armaan : wow shradha baby manna padega nice choicepointing towards groom
Armaan : handsome he banda wese tumhare is chehre ke piche ki haqeeqat to janta hoga na ye ya fir bataya nhi
Shradha frighten
Tabhi ladki ki maa apne bete ko kuch ishara karti he, he nod his head n says
Shradha's brother : umm hello everyone sorry aaj ki party yahi khatam hoti he aap log aae uske liye aap sabka bohot bohot shukriya
Log party hall se murmur karte hue jane lagte he ab waha sirf shradha n family n sanjeevani gang he wo groom bhi waha se jane lagta he
Shradha : maan ?
Maan : mujhe waqt chahiye shradha in sabke baad bohot beizati hui meri I don't know what 2 think what 2 say what 2 do so just leave me alonewith this he left from dere
Shradha's brother : armaan bohot tamasha ho gaya engagement ruk gayi now just leave from heresaid while greeting his teeth
Armaan laugh like manic n says
Armaan : tck tck tck poor SANGHAVI FAMILY ek mamuli se 2 take ke insaan ne aapki pyaari behna ki sagai kharab kardi oh poor baby look at her face shradha baby ye mote mote aansu tck tckden starts to laugh again
Shradha : y ? y r u doing this kya mila tumhe ye karke armaan itne logo ke aage humari family ka tamasha bana ke kya mila tumhewhile crying
Armaan : khushi immense pleasure tum logo ko u dukhi dekh aankho me aansu dekh khushi mili mujhe btw congratulations for ur broken engegment
Shradha's bhabhi hold her n whole SHANGHAVI pariwar went from dere with sad face
After dey left armaan jo ab tak himmat karke khada the he broke down he fall on his knees n yell painfully
Armaan : why ?? kyu kiya esa mere saath kyu kyu mene aap sabko humesha apna mana pr aap logone mujhe kabhi nhi apnaya y y ytears r flowing from his eyes continuosly
Sanjeevni gang bas numb khadi he
Kuch pal bad armaan bhi uthta he n chala jata he waha se gang present me aati he use follow karne ki koshish karte he but wo nhi milta kahi
Armaan apni hi dhun me chale ja raha he wo road ke side me ek bench par beth jata he n kuch hi pal me excess sharab pine ke karan apne hosh kho deta he
Armaan ko hosh khota dekh kuch log waha aate he n use utha kar apne saath le jate he
here is the update do tell me howz it m waiting for ur reviews
ramya
Is there anyone interested in reading ArSh(Armaan-Shipa) ff, it's such a old show that I'm not sure if there any fans left in this forum.
This story has been inspired by the 2002 Malayalam film Nandanam, and was written at the request of Jasminerahul. It is my humble attempt to...
A N A R H I F F ---- Iss Darr Ko Kya Naam Doon Summary: Khushi is an internet famous 27 year old fashion designer from Lucknow. She has a chirpy...
Welcome to the new thread of Ranveer's unsaid feelings. Keep enjoying the world of Ishveer. Their unconditional Love, their friendship, their...
Welcome you all to the new thread of RANVEER'S UNSAID FEELINGS #13 Keep Travelling in the world of ISHVEER LOVE Warm Regards sakshi ❤️ Index...
9