Originally posted by: _RagNaMyLove_
lovely update n thnx for pm
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread- 15th Sept 2025.
TRAUMA DRAMA 15.9
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 15, 2025 Episode Discussion Thread
🏏T20 Asia Cup 2025: UAE vs Oman, 7th Match, Group A, Abu Dhabi🏏
🏏T20 Asia Cup 2025: SL vs HK, 8th Match, Group B at Dubai🏏
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 16, 2025 Episode Discussion Thread
Kaun banege PL ke Mummy and Papa?
Anupamaa 15 Sept 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Did Karishma deserve the best actress award for Raja Hindustani?
Conceiving of PL…
Katrina Kaif Is Pregnant
Sidvi FF: Chocolate (continued)
BALH Naya Season EDT Week #14: Sept 15 to 19
Welcome Baby Boy ❤️🧿
BHAJAN & DANCE 16.9
The Armaan Poddar Unappreciation Thread
which new Bollywood movie should i watch ....
💫 The Heuphorias Discussion Thread 💫
🏏T20 Asia Cup 2025: AFG vs BAN, 9th Match, Group B at Abu Dhabi🏏
Originally posted by: _RagNaMyLove_
lovely update n thnx for pm
Originally posted by: enthusiastic
superb update yaar
thanks for pm
loved it soo much
PART 5 A
PART 5 B
Adya & Om who were worried about Girish's health felt contended after meeting him and Adya was mentally relaxed now as she had a guilt feeling after seeing Anika's reaction & was scared too about the blunder she did by not telling her the complete situation before.
After meeting Girish Om & Adya went back to Pune home town of Om. Here Anika was really feeling bad after what Adya had told her, she had been rude and indifferent to him but he always reciprocated this with his affection & dealt her anger with maturity.
It was evening time & Anika was waiting for him impatiently after a while she hears a knock at the door & opens it the very next moment. Yog enters the house with a smile & greets her saying "Hi!" & then looking at her dull face added "kya hua aisi shakal kyu bana rakhi hai ... rooz waala excitement miss kar rahi thi kya?"
Anika smiles lightly & replied "kuch nahi hua ... main aapke liye chai laati hoon"
Yog sensed something different today she was not normal anxiety was evident from her face & her eyes were also filled with a deep guilt feeling. His chain of thoughts was broken by Anika's entry who was holding a tray having tea & some snacks.
Yog freshen up quickly & changed into something comfortable & started to sip his tea. Anika was unusually silent & was thinking how to start & what to say to him. She was trying her best to start the conversation but words seemed to betray her.
Yog said looking into her eyes "Anika kya baat hai! itni pareshaan kyu hoo?"
Anika said looking away "kuch nahi hua Yog! kuch kehna tha aapse par samajh main nahi aa raha main kaise kahu"
Yog said with a smile "mujhse kuch bhi kehne ke liye tumhe itna soochne ki zaroorat to nahi hai ... tumhe jo kehna hai khul ke kaho"
Anika said with tear filled eyes "Yog! Maine jo galti ki hai maafi uske liye bahut choti pad jaayegi ...maine aapka bahut dil dukhaya hai kya kuch ulta seeedha nahi kaha aapse aur aapne papa ke liye aur Adya ke liye itna kuch kiya ... yadi Adya mujhe nahi batati to aap bhi mujhe nahi batate"
Yog said in bit shocked voice "Adya yaha aayi thi?"
Anika nodded in positive & said "haan! usne sab bataya mujhe ... Choti Maa ne kaise aapka apmaan kiya tha ... ye bhi ki wo Om se bahut pyar karti thi itna sab kuch kyu chupaya aapne ... ek baar keh to diya hota aapme se kisi ne main ye sab usi waqt rook deti"
Yog said calming her "Anika relax! Aisa kuch bhi nahi kiya hai tumne ki itna guilty feel karo ... to be honest main kehna chahta tha tumse sab par tumhare isi reaction ka darr tha mujhe jab shadi waali raat tumhe panic attack aaya tha tab main tumhe leke thoda aur darr gaya aur soocha jab Adya aur Om waapis aayenge to hum sab tassali se tumhe samjhaayenge"
Anika said in a frustrated tone "samajhne ke liye kya bacha hai ab ... aaj saara sach jaane ke baad mujhe lag raha hai jaise main khud ki nazron gir gayi hoon ... aapne bahut chota bana diya mujhe Yog" with that she broke down on her knees & started weeping hysterically.
Yog pulled Anika in his embrace & said consoling her "please Anika kya kar rahi hoo! Shant ho jaao ... tumne kuch galat nahi kiya jiski vajah se itna guilty feel karo ..."
He then added in a flared up tone holding her shoulders tightly "aur main ye baat tumhe kayi baar keh chuka hoon aur aaj fir se kehta hoon ki main tumse pyar karta hoon aur tumse hi shadi karna chahta tha ...
aur rahi kehne ki baat to Adya ki baat tumne kithi aur uske baad maine tumse kuch kehna theek nahi samjha ... shayad mere pyar main hi kami hogi ki main ab tak tumhe mere pyar ka yakeen nahi dila paaya ...
Par tumhe mere pyar ko ehsaan ka naam dekar uska apmaan karne ka haqq nahi hai ... aur aaj tumahri baat sunke mujhe itna yakeen ho gaya ki shayad maine aise insaan se pyar kiya jisme pyar ko samjhne ki kaabliyat nahi hai" with that he marched out of the room in anger leaving stunned Anika behind.
Anika was stunned with the range she saw today in his eyes she has seen him as calm composed person, but today for the first time he lost his temper on her which made her scared as she was about to apologize for misunderstanding but in the process ended up hurting him.
Anika took a deep breath & composed herself after a few minutes she went to his room & found him looking out from the window lost in his own thoughts. There was tinge of pain in his eyes which Anika hated to see. She placed a palm on his shoulders calling him gently "Yog!"
Yog in a stern voice replied "Anika please! Is waqt yaha se chali jaao main kuch aisa nahi karna chahta jisse mujhe baad main pachtaava hoo ...
aur is waqt main kuch bhi sunne ya samajhne ki haalat main nahi hoon tumhe jo kehna hai hum baad main baat karenge"
Anika said "Yog I am sorry! Main jaanti hoon is waqt aap bahut gusse main hai jaise main us waqt thi jab humari shadi hui thi par mera irada aapko chot pauchaane ka ya aapke pyar ka apmaan karne ka nahi tha ... main sirf ye keh rahi thi ki sach jaane ke baad mujhe ehsaas hua ki main kitni galat thi ...
Aap sahi kehte hai shayad mujhme kisi ke pyar ko samajhne ki kaabliyat nahi hai tabhi to main aapko samajh nahi paayi ...par main kya karoon meri zindigi main shayad bhagwaan ko pyar manzoor nahi hai ... mera guilt aapka dil dukhane ka tha mere ghar main hue aapke apmaan ka tha jise shayad main rook sakti thi par nahi paayi"
She wiped her teary eyes & joined her hands saying "maine pehle hi aapka bahut dil dukhaya hai ... ho sake to mujhe maaf kar deejiyega bas itna hi kehna tha aapse"
She turned to leave the room when Yog held her wrist & with a deep sigh voiced "I am sorry main shayad zayada bol gaya par..."
Anika said cutting her short "Please Yog! aap sorry mat boliye galti meri hai ... aur kuch un haalato ki jinme humari shadi hui aapne to bas unko sambhaalne ki koshish ki"
Yog had calmed himself after her apology & said "Jo hua so hua ... par please Anika aaj ke baad ye maafi, ehsaan aise shabd hum humare beech nahi aane denge ...
Main jaanta hoon ki shayad tumhe mere pyar pe yakeen nahi hai aur jis tarah ki zindigi tumne jee hai usme ye bilkul natural hai ... mujhe koi shikayat nahi hai tumse ... par kam se kam ek sacche dost ki tarah yakeen to kar sakti hoo na mujhpe"
Anika replied "aapke pyar pe aur aapki dosti pe mujhe hamesha se yakeen tha Yog bas main achanak hui is shadi ki vajah jaanna chahti thi aur jab pata chala to main bardasht nahi kar paayi ...
Aap sahi kehte hai hume humare rishte ko thoda time dena chahiye acche dost ki tarah ek doosre ki pasand napasand, khushiya dukh aur zarooratain samajhne ki koshish karni chahiye ... aur main aapse vaada karti hoon aaj ke baad main kabhi ye sab beech main nahi laaungi ... hum ab se acche dosto ki tarah hi rahnge"
Yog smiled & voiced pulling her in a side hug "to fir chalo khana khilao bahut bhook lagi hai"
Anika smiled & said "aap haath dho ke aa jaayiye main khana lagati hoon"
She walked out of the room with a contended smile to arrange for dinner.
Yog thought "Anika ke saamne sach to aa gaya par kya hum kabhi ek normal pati patni ki tarah reh paayenge? ... wo mujhpe yakeen karti hai aur mujhe shayad uski taraf dheere dheere kadam badana chahiye tabhi sab normal ho payega ...
Par main aaj tak ye samajh nahi paaya ki uske mann main mere liye kya hai?" his trance was broken by Anika's call who was calling him for dinner.
Yog came out to the dinner table in thoughts & Anika asked looking at him "Yog! Kya baat hai aap kuch sooch rahe hai kya? ...
Aapko pata hai maine kal apne informer se baat kithi wo bhi pata lagane ki koshish kar raha hai ki aapke humle ke peeche kaun ho sakta hai par abhi tak kuch khaas information nahi mili jo kal garden main aaya tha uske baare main bhi nahi ... aapko kya lagta hai kaun ho sakta in sabke peeche"
Yog in a soft voice answered "Anika ek baat poochu? ... main hamesha kya soochta hoon kya feel karta hoon hamesha iske baare main hi baat kare ye zarooi nahi ...
Balki tum kya soochti hoo kya mehsoos karti hai mere liye ye jaana bhi utna hi zaroori hai ... batao na aaj main sirf tumhare mann ki baat sunna chahta hoon" Anika went completely mum after sudden question of her husband.
So how was it guys please drop in your comments as I write for you guys so please do let me know all your bashing, feedback & suggestions are more than welcome excuse for typing & formatting errors love you all
Regards Goldie 😊😊
Originally posted by: Vishakha..
awesome update...
and nice CS...
do continue soon...
thanx for pm
A "What-If" Rumya Continuation Story — imagining what could’ve happened if Soumya never left Ishqbaaz and her relationship with Rudra was...
This story has been inspired by the 2002 Malayalam film Nandanam, and was written at the request of Jasminerahul. It is my humble attempt to...
In Every Birth, Find Me The night air in Mathura was thick with monsoon rains. In her small room lit only by a flickering diya, Radhika drifted...
Whispers of Maya The glass towers of Delhi glittered under the cold moonlight, but inside the corner office of Ruan Publications, darkness...
Intro: Rudra fakes a relationship with his best friend Soumya to impress glamorous Bhavya-but ends up falling for the one girl who truly knew...
14