Yog par kisne hamla kiya anika ko kuch bhi clue nahi mila..
Anika me accha maza chakhaya uss goon ko..
Dono bhi dheere dheere karib as rahe he..
Plz continue soon
Thanks for pm
Bigg Boss 19 Daily Discussion Thread - 12th Sept 2025
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sep 12, 2025 EDT
🏏T20 Asia Cup 2025- BD vs HK 3rd Match, Group B, Abu Dhabi 🏏
🏏T20 Asia Cup 2025- Pak vs Oman 4th Match, Group A, Dubai🏏
HUM JEET GAYE 12.9
Is it just me or…
Patrama Prem ~ A Gosham SS ~ Chapter 4 on pg 2
Anupamaa 12 Sept 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sep 13, 2025 EDT
The 71st National Film Awards are September 23 in Delhi
Aabeer Gulaal reviews and box office
PARAYI AURAT 13.9
Tanya was fab today👏🏻
Originally posted by: ariyabestfan
Awesome update..
Yog par kisne hamla kiya anika ko kuch bhi clue nahi mila..
Anika me accha maza chakhaya uss goon ko..
Dono bhi dheere dheere karib as rahe he..
Plz continue soon
Thanks for pm
PART 4 A
After a while when Anika realized that Yog is in deep sleep she opened her eyes and takes a deep sigh yes she was totally hassled after whatever she felt today. She for the first time felt weak from inside as she had lost control on herself she really stood like a puppet in his arms she didn't even retaliated to his touch.
How easily Yog had melted her every negative feeling that she had about this marriage, his soft subtle talks, his actions, his concern and his gentle commands weren't easy to ignore and today her surrender to his intoxicating touch has shaken her to the core.
Anika started thinking deeply "Ye kya ho raha mujhe ... kyu main Yog ke saamne kamzoor pad jaati hoon ... kyu nahi rook paayi main unhe kareeb aane se?"
Taking a deep sigh she changed her side and and her inner voice said to her "wo isliye ki tum bhi unse pyar karti hoo Anika ... tum sabse jhoot bol sakti hoo khud se nahi"
Anika muttered again in feeble voice "nahi! ye theek nahi hai"
Her inner conscious replied again "Kyu theek nahi hai? wo pati hai tumhare unhe tumhare paas aane ka tumhara khayaal rakhne ka tumpe haqq jatane ka poora adhikaar hai ...
kya tumhe accha nahi lagta jab wo tumhe support karte hai ... tumhari galti pe gussa karte hai ... rooth jaao to manate hai ... kya tum nahi chahti kitum dono isi tarah kareeb raho ...usi tarah jis tarah abhi the kaise moorat ki tarah khadi thi uki bahoo main ...
ye baat to tum jhotlaa nahi sakti ki Yog ek acche insaan hai aur kis baat ka gussa hai tumhe unpe ki unhone tumse shadi ki ... ya tumse ye nahi kaha ki wo tumse pyar karte hai ... ya fir tum unke mooh se sunna chahti thi ye baat ...
yaad rakho Anika Yog jaisa jeevan saathi bahut kam logo ko milta hai aur yadi tum unhe nahi apnaogi to wo tumhari badkismati hogi"
Anika opened her closed eyes & took a deep sigh she couldn't take the tiff going on between her heart & mind. She slummed back on her couch and started making unsuccessful attempts to sleep.
Next morning Yog and Anika went to their workplace at Yog's room Yog was in his wonderland thinking about yesterday night. Jannat enters with a coffee mug & says placing "Assalawaalekum Bhai jaan"
That broke his trance and he reciprocated with a smile and says "good morning Waalekumasslam"
Jannat said with a naughty smile "kya baat hai bhai jaan kaha khooye hue the?"
Yog said with a smile "kahi nahi bas kuch sooch raha tha ... shayad maine galti ki mujhe Anika ko usi waqt bata dena chhaiye tha ki mere mann main kya hai shayad tab itni complication nahi hoti"
Jannat said "accha hua ki aapne aisa nahi kiya warna jis emotional black mail ki wo shikaar hai usme wo aapko bhi fasa deti ... unhe waha ke mahool se kheech ke nikaalna zaroori tha aapko pata hai na jab aap unke ghar gaye the kaisi giri hui baate kithi Mamta ji ne"
Yog sighed & said "par Jannat uski khaamoshi se darr lag raha hai mujhe wo bilkul chup si ho gayi hai aisa lagta hai jaise khud se lad rahi hai ... aur jab wo bevajah khud ko takleef deti hai to mera mann karta ha sab kuch bata doon use"
Jannat said "Main jaanti hoon aapko ye sab accha nahi lag raha par jazbaat ki chot itni jaldi nahi bharti hai apko thoda sabra se kaam lena hoga"
Yog said "Haan jaanta hoon! par main kya karu mjhe samajh main nahi aa raha jaanti ho kal Anika ko bahut buri tarah chot lagi thi poori garadan pe nishaan the aur peeth se khoon bhi beh raha tha fir bhi kisi ko nahi bataya ... wo to accha hua maine dekh liya warna ghaav khule hi rehte"
Jaanat asked unsure "kuch kaha suni bhi hui kya?"
Yog said "nahi kuch nahi kaha bas ankh band karke aur mooh bana ke aise khadi ho gayi jaise main uska operation kar raha hoon wo bhi bina anesthesia ke"
Jannat smile widely & said "Bhai jaan aap bhi na..."
Yog said making a serious face "nahi main sahi keh raha hoon ... wo to mujhse aise bhaagti hai jaise Good Night se macchar"
Jannat said laughing "kyu bhai jaan abhi se itni kaifiyat hai paas jaane ke liye?"
Yog said irritated "aisi koi baat nahi hai ... par wo normal to behave kar sakti hai na"
Jannat said with a tinge of pain "normal kuch ho raha hai unke saath jo wo normal behave karengi? ... Girish uncle ko heart attack aap par humla ye shadi itna sab hone ke baad to koi bhi normal nahi rahega"
Yog replied "haan jaanta hoon ... bas ek baar Girish uncle theek ho jaaye aur Anika normal ho jaaye main baat karunga use"
Jaanat asked "aur us bande ka pata chala jisne humla kiya tha?"
Yog said with a smile "wo to poora cartoon tha ... koi choota moota jeb katra hai paise ke laalch main ye sab kiya"
Jannat asked in a stern voice "par ye paise use diye kisne bhai jaan? Aur kaun peche pada hai aapki jaan ke?"
Yog said "maloom nahi! par isse ek baat clear ho gayi hai ki Anika ko meri fikra hai ... jis tarah usne meri jaan bachayi usse itna to smaajh main aaya ki main poori tarah haara nahi hoon shayad uske dil main mere liye abhi bhi jagah hai"
Jannat said "aur jis din unhe poora sach maloom chalega wo bhi aapse utni hi mohobaat karengi jitni aap unse karte hai ... aur main aaj aap dono ke liye Allah se khaas dua karungi" Yog smiled & both disperse to their works.
Here at the office Anika firstly calls her trusted informer named Dutta. He came & greeted Anika saying "Madam ji aapne yaad kiya?"
Anika said "Haan baitho ek personal kaam hai Dutta I hope tum niraash nahi karoge ... tumhara network bahut accha hai isliye mujhe is bande ki khabar chahiye kaha jaate hai kya karte hai kis kis ke saath uthte baithe hai everything tumhe inka saaya banke rehna hai aur koi bhi gadbad ho mujhe turant batana hai"
Dutta nodded & looked at the picture with shocked expressions & said "Madam Dr Vasisht aapke pati ...inpe nazar rakhna hai kuch hua hai kya?"
Anika said with a sigh "Haan kal inpar attack hua hai ... jo inhe maarne aaya tha Ganpath wo humari hisrast main hai hawala ke zariye use 50 hazaar ki supaari di gayi thi advance main aur tum to jaante ho na ki ye sab kaun kaun kar sakta hai ...
Interestingly uske ghar ki talashi ke baad bhi paise nahi mile bas isliye tumhe inpe nazar rakhni hai aur pata karna hai ki ye kaun hai"
Dutta said "aap fikar mat karo madam main sab pata karta hoon aur mere rehte to sir ka koi kuch nahi bigaad paayega main apne sabse teez bande ko lagaunga kaam pe"
Anika with a light smile said "thanks Dutta ...aur kaam hoshiyaari se karna unhe pata na lage ki koi unka peecha kar raha hai aur unka mobile number bhi tracking pe daal dena taaki yadi koi dhamki jo wo ignore kar rahe hai hume pata chal sake"
Dutta nodded & started his work to dig all the details. He firstly concentrated on Ganpath as he was offered the money & according to him he had locked the cash in his Elmira which was missing now.
After half day Dutta called Anika & she received the call saying "Haan Dutta batao kya pata laga?"
Dutta said "Madam poora chakkar samajh main aagaya hai .. Ganpath ko hawala ke zariye jo paise mile the wo unhi loog ne waapis le liye ...
Ganpath ke hisab se usne paise almaari main rakhe the taala laga ke par aapko almaari khuli milthi ... maine pata kiya hai yaha ke bacche subah subah paas ke school jaate hai unhone ne kisi chehra dhake aadmi ko Ganpath ke ghar main ghuste dekha hai 6 din pehle bhi aur kal bhi"
Anika voiced surprise "kya! now tell me a good news Dautta ki tumhe pata hai ki wo chehra dhaka aadmi kaun hai?"
Dutta said with a sigh "nahi madam ye to pata nahi chala ... Ganpath to waise bhi akela hai uske ghar pe koi nahi rehta uski biwi aur uski beti to wapis chale gaye hai"
Anika sighed in defeat & said "Dutta pata karo ye ki naqaabposh kaun hai aur mujhe iske chehre se naqaab jaldi hatana hai"
Dutta said "ji Madam ho jaayega aur haan madam Yog Sir ka number tracking pe daal diya hai aur unko koi gadbad call nahi aaya maine purana list bhi check kiya saare number unke pechaan waalo ke hai"
Anika said "Theek hai pata lagte hi mujhe call karna" with that Anika disconnected the call.
After completing her work she went back home in thoughts. After a while Yog to enter the house & little later Anika arranged dinner & both had a quite dinner. After a tough day Anika started arranging the bed as she was bit tired & stressed of all these riddles in her life.
SCROLL DOWN PART 4 B 😊
PART 4 B
So how was it guys please drop in your comments as I write for you guys so please do let me know all your bashing, feedback & suggestions are more than welcome excuse for typing & formatting errors love you all
Regards Goldie 😊😊
Superb
Continue soon
Thanks for pm
Originally posted by: dipamanvar
Nice update
Thanx for the pm
Continue soon
A "What-If" Rumya Continuation Story — imagining what could’ve happened if Soumya never left Ishqbaaz and her relationship with Rudra was...
This story has been inspired by the 2002 Malayalam film Nandanam, and was written at the request of Jasminerahul. It is my humble attempt to...
In Every Birth, Find Me The night air in Mathura was thick with monsoon rains. In her small room lit only by a flickering diya, Radhika drifted...
Whispers of Maya The glass towers of Delhi glittered under the cold moonlight, but inside the corner office of Ruan Publications, darkness...
Intro: Rudra fakes a relationship with his best friend Soumya to impress glamorous Bhavya-but ends up falling for the one girl who truly knew...
14