Yaara...
Manzilein ruswa hain
Khoya hai raasta
Aaye le jaaye
Itni si ilteja
Ye meri zamaanat hai
Tu meri amaanat hai aa...
Mujhko iraade de
Kasamein de, waade de
Meri duaaon ke ishaaron ko sahaare de
Dil ko thikaane de naye bahaane de
Khabon ki barishon ko mausam ke paimane de
Apne karam ki kar adaayein
Kar de idhar bhi tu nigaahein
Sun raha hai naa tu
Ro rahi hun main
Sun raha hai naa tu
Kyun ro raha hun main (x2)
Yaara...
Waqt bhi thehara hai
Kaise kyun ye huaa
Kaash tu aise aaye
Jaise koi duaa
Tu rooh ki raahat hai
Tu meri ibaadat hai
Apne karam ki kar adaayein
Kar de idhar bhi tu nigaahein
Sun raha hai naa tu
Ro rahi hun main
Sun raha hai naa tu
Kyun ro raha hun main
This song is lingering in my head with this chapter .Khsuhi just praying at heart while crossing that park just to see him, but actually she was pleading him to see her that she just wants him and nothing much.If she can cross her fears , why can't he step forward to hold her the very same way.
The red is her plea
and the purple part is her hope and dream
She is waiting for him since last 6 months and now she is seeing a ray of hope when he went to the same point, same waqt which has frozen for her all these years in the form of Palo.
I can't wit to see her reaction when she will know the reason or NOT
2