TANHAI..........
the story revolves around gauri, politics has been inherited in her by his father, which she later adopted as her profession. TANHAI , actually is all about the ups and downs which comes in gauri's life due to her firm determination.
its cast includes neha as gauri ,rahil azam as sooraj,karan grover as arjun and many more
hemant khandelwal:gauri mein chahta hoon keh tum meri nahin balke apni pehchan jiyo
gauri:papa mein bhi yahin chahti hoon
papa:bus phir tum apni politics start karo, leken yaad rakhna is sab mein mujhe kabhi mat pukarna.....tum samajh rahi ho na
gauri:papa mein janti hoon yeh sub aap mere bhale keh liye he kar rehe hein
papa:i m proud of u beta
gauri:(smiles)
(gauri was thinking of past, suddenly woke up from sleep)
gauri:(having tears in her eyes)papa is profession ne mujhe aap subse buhat doo kardiya he
MOBILE RINGS
gauri:hello!
sooraj:kaise ho
gauri:bhai tum!(happily)
sooraj:humay yaad kar rahi thi
gauri:how could u know that!
sooraj:meri pyari se bhena tum jub bhi humay yaad karti ho humay pata chal jata he
gauri:(smile)mom dad kaise hein
sooraj:sub theek hein, tumhe buhat yaad karte he
gauri:i miss them too
sooraj:acha abhi mein late ho raha hoon, doobara baat karey ge, bye
gauri:bye!
AT TELEVISION SHOW
anchor:miss gauri khandelwal, khawateen ka politics mein aana buhat ajeeb hein
gauri:kya matlab
anchor:yani yeh keh unko to ghar dari karni chaiye jis mein woh mahir hein
gauri:(laugh)yani phir mardoon ko rasoi mein ande tor kar ommlete banane chaiye, kyunki saloon ki tehqeq ke mutabiq mard khawateen ki nisbat chef ache hein
anchor:(get nervous)
OPPOSITION
j mantri:pradhan ji dekh rehe he aap yeh ladki buhat teez he, kehna pare ga ke iski ragoon mein such mein eik politician ka khoon he
pradhan:dekhte hein election mein keh kis ki ragoon mein siyasaat ka zaada rang hein meri ya is gauri ki
j mantri:(laugh)
AT ELECTION CAMP
gauri:..........mein app logon se koi aisa wada is waqt nahin karoon ge jiska mujhe bhi nahin pata ke kya mein woh vaada pura kar sakkon ge keh nahin.................yeh zaroor kahoon ge keh beshaq maine aap se zaada vaade nahin kiye par jo kiye unke poori garanty he keh woh pure hoge
people:(clapping)
gauri:bus aap logon ki ise hamayat ki mujhe zaroorat he aur woh sirf election tak nahin, aage bhi.......
AT NIGHT
assistant:madam calcutta mein to apke votes confirm hein aur yeh mein nahin madam, sub akhbar wale yahin keh rehe hein
gauri:i hope......keh aisa he ho