It was a week after the boxing match. Yash was restless lately not being able to talk to Aarti.
Today for some reason he felt more anxious than other days. He came back home and found out that everyone had gone out for some party except Aarti. He thought of taking advantage of the situation and talking to Aarti as what excuse could she now make to avoid him as everyone was out of sight. But he suddenly got remembered of their night in Mumbai together. He shrugged with a sudden jerk and came out of the memories and decided to leave the house when he heard somebody coughing. With hesitation, he went towards the kids room where he saw Aarti lying on the bed and coughing badly . She was trying to reach the glass of water at the side table with great difficulty. Yash could see that she was in pain and went inside the room and handed her the water. Aarti got up in a jerk with Yash's sudden appearance and denied the water. She tried to get up of the bed but fell feeling faintish . Yash caught her just in time and made her comfortably lie on the bed. He felt her extremely uncomfortable at his touch and felt hurt at her reaction. Her entire body was burning in fever and Yash got worried.
"aapko to bohat tez bukhar hai aartiji..mein abhi doctor ko bulata hoon" he was about to when Aarti stopped him
"nahi yashji uski koi zaroorat nahi hai..meine dawai leli hai..aur vaise bhi apko chinta karne ki koi zaroorat nahi hai..mein apna khayal rakh sakti hoon"
"par.."
"maine kaha na apse..ap please yahan se chale jaiye aur apna time mat waste kijiye..mein theek hoon"
Aarti had pain in her entire body due to fever and on top of that pregnancy hormones were making her cranky..she had kept her feeling supressed all these days and was keeping her distance from Yash after how Yash behaved with her and blamed her for whatever happenned in Mumbai..she prayed to God to make Yash go as she was in a bad mood today and did not want to talk to anyone..forget Yash!!
Yash felt hurt at her rudeness. Aarti had been avoiding him ever since that boxing day. Whenever he tried talking to her, she will make some excuse and run away. He could not take it anymore and said loudly-
"bohat ho gaya Aartiji..ap itni takleef mein hai aur ap mujhe apki madad bhi nahi karne de rahi..itne dino se mein dekh raha hoon ki ap mujhse bhaag rahi hai"
Aarti could not take it too and shouted back
"TAKLEEF..apko meri takleef dikhti bhi hai..wah..mujhe to laga apko apni takleef ke alawa kuch bhi nahi dikhta..plz yashji..kaun kisse bhag raha hai is par ap to kuch na hi bole to behtar hai..apne aap par aur mujhpar ahsaan kijiye aur chale jayeye yahan se,..na aap mujhe dekhna pasand karte hai aur na hi mein chahti hoon ki mein apko aur koi pareshani doon"
Yah said more calmly
"dekhiye aartiji mein jaanta hoon ki maine gusse mein apko bohat kuch keh diya par aap ki tabiyat itni kharab hai..plz mujhe madad karne dijiye..akhir mein apko aisi halat mein akele kaise chor sakta hoon"
"bas yashji bas..akeli rehne ki aadat thi mujhe par galti ho gayi mujhse jo maine kisi ke saath par bharosa kar liya,..vo bhi tab jab pehle bhi mujhe koi chor ke chala gaya tha.. us bhoolse maine sikha nahi aur uski saza di hai mujhe bhagwaan ne..ab apni galtiyan mein dohrana nahi chahti isliye mein akele hi theek hoon..apko fikar karne ki koi zaroorat nahi"
"aartiji zid mat kijiye..aap khud ko dard pohancha rahi hai"
Aarti lost her cool again
"kyun iska haq kya bhagwan ne sirf aapko diya hai..jab aapki marzi aayi to apne apni zid chori-ap boxing match se peeche hate-NAHI..jab apne apne aap ko dard pohchane ki than li to apne kisi ki suni-NAHI..apko kya farak padta hai ki aapke aisi harkaton se kisi pe kya beete..apko kya farak padta hai ki koi jeete ji marta hai..nahi..aapko koi farak nahi padta..aap sirf apni sochte hain aur apni marzi ka karte hain ..aapne kisi ko ye haq nahi diya ki wo aapko rok sake ISLIYE aapko koi haq nahi ki aap mujhe bataye mein kya karun aur kya nahi.."
Aarti's words made Yash realize that Aarti was extremely hurt and angry. He saw Aaarti coughing badly and trying to get up again. He firmly held her shoulders and put her back to bed. He took the glass of water and forcefully made her drink it. Aarti made a disapproving face and turned her face away from Yash. Yash got a small smile at his face seeing her childish behaviour. He went out of the room and called the doctor home.
Meanwhile Aarti went into sleep due to medicine effects. Yash got the doctor to check on Aarti while she was still asleep and waited outside for the doctor. When doctor came yash enquired about Aarti's health
"Doctor aartiji theek to hai na?"
"Mr Sindhiya I am sorry to say but I am very disappointed at your carelessness.. Is halat mein Mrs Sindhiya ko extra care ki zaroorat hai aur unki halat ko dekh kar to lagta hai unhe kafi stress hai aur unka poora khayal nahi rakha ja raha hai.. unhe itna tez fever hai aur ap mujhe ab bula rahe hain..though abhi darne ki koi baat nahi hai but is tarah ki laparvahi ma aur bacche dono ke liye khatarnak sabit ho sakti hai..please be careful from now on..ye dawaiyan manga dijiye aur prescription ke anusaar make sure Mrs Sindhiya inhe time par lele..ab mein chalti hoon aur kal check up ke liye phir aaungi"
With this said doctor left leaving the prescription in a shocked Yash's hand. Yash could not believe what he heard
"Aartiji pregnant hai aur unhone mujhe ye baat nahi batayiđ˛!!"
This is part one..will update part 2 tomorrow..hope you like itđ
Part 2 https://www.indiaforums.com/forum/post/65896815
Part 3- https://www.indiaforums.com/forum/post/65972685
32