SEGMENT--15
(INTJAAR KAB TAK KARENGE BHALA!)
Arman ko aaj morning mein hi dr.aditi ko 2 cases mein assist karne they....feer wah canteen chala gaya.......wahan se wapus aaya to dr.aditi ne oose medical college bhaj diya....wahan oose 1 class attend karna tha...dr. sindhe nahi aaye they.....anatomy ka hi class tha....arman thora tired tha.....but oose laga ki shayad riddhima wahan ho!.........
But riddhima wahan nahi mili......arman class attend kar wapus hospital aa raha tha...….feer se mood off! Lekin oose aisa keun ho raha hai! riddhima ko dekhe bina oose achcha keun nahi lag raha hai?......nahi ye galat baat hai...….aur night ko ghar per to milegi hi……..itna jyada kisi ke saath addicted hona not good for health…arman !.oosne socha…'chalo aaj frnds ke saath thora time spend kar loon…….
Arman apne khyalon mein khoya hua jar aha thaki oose soonai pari…."hai handsome………..
Arman ne dekha riya thi….aur riddhima ke saare frnds..….but riddhima nahi thi...………
Arman : "hello riya………kahan ja rahi ho?.....
Riya : "kahin nahi.....bus thori matargasti chal rahi hai………..
Arman was talking with them but his eyes searching some one!.....…..
Muskan : "riddhima ko dhoondh rahe ho?.....
Arman : "nahi….ya…kahan hai aapki pyari frnd?........
Muskan : "dekha maine kaha na………actually oose lab mein kuch kaam tha.....toomhe wahin milegi...........
Arman lab ki taraf chal parta hai………..lab mein riddhima bahoot busy thi….wo oose disturb karna nahi chahta…..so dheere se jaker peeche khara ho gaya…….tabhi riddhima apna dupatta sambhalti hai aur wo arman ke face per jaker girta hai………..
Arman apne hosh khone lagta hai…………kaisi khoosboo hai!!.....ridhima ne koun sa perfume lagaya hai!!....he closed the eyes……ish khoosboo ko wo apne tun-mun mein bhar lena chahta tha.....at that moment riddhima moved and she is surprised to see arman's situation!…. ……..wah jaldi se apna dupatta hatati hai…....
Riddhima : "hai…..
Arman : "hello…..
Riddhima : "kuch kahna tha?
Arman : "nahi….wo actually mai pooch raha tha toom ghar kab jaogi?
Riddhima :" mai abhi riya ke ghar jaooongi….mere classes khatm ho choke hain……
Arman : "mai bhi free hoon….kya toom mere saath coffee peene chalogi?…..
Riddhima : "aaj nahi…mere frnds wait kar rahe hain….apne ghar per milte hain….
Arman : "ok….
Riddhima chali jati hai…..
Arman sochta hai aaj riddhima ne pahli baar 'apne ghar' per kaha hai aur oose bahoot achcha laga..…keun? Aaj oose riddhima ke na kahne per bhi gussa nahi aaya...….kya ishiko pyar kahte hain?….keun wah riddhima se milne ke liye betab rahne laga hai?..
AFTER DUTY
Shantanu :" hey arman ghar ja raha hai kya?
Arman : "ya…
Shan :" riddhima nahi mili?
Arman : "haan ,mili thi...…wo apne frnds ke ghar gayi hai wahin se chali jayegi...………
Shan: "to chal,bahoot deen ho gaye coffee house gaye hue………
Arman :" aaj nahi..….papa bhi nahi hain....…riddhima ghar per akeli hai………
Shantanu: "thank god!tujhe itni akal to aayi...….mai toomhe nahi rokoonga……….
Arman jab ghar pahoonchta hai to riddhima aa chooki thi…..arman ko bahoot bhookh lagi thi………….wah fresh hoker dining table per aa jata hai….aaj riddhima bhi wahi hai…..
Arman : "kaki kahan hai?
Riddhima : "kaki ko thora fever hai….maine medicine de di hai….
Arman khana start karta hai……
Arman : "kaki to khana nahi bana saki.....kahan se mangayi?.....
Riddhima : "wo..mangayi nahi....maine banayi........
Arman (surprisingly): toomne!!!
Riddhima (darte hue): "keun ,achcha nahi bana?
Arman : "arey itna tasty food to maine aaj tak nahi khaya..…..toomhe khana bana bhi aata hai?……….aur toomhe kaise pata ye sab mere fav.dishes hain?……
Riddhima : "uncle ne bataya tha….oonko bhi ye dishes hi pasand hain….
Riddhima dekhti hai arman bara dill lagaker khana kha raha hai..……mano oosne aisa tasty khana pahli baar mila ho……….
Arman : "toomne khaya?
Riddhima :" nahi ….
Arman : "to jaldi se khana khaker room mein aa jao...….study karni hai na...…
...................................
Riddhima room mei jaker apne books table per rakhti hai…..
Arman bed per….."ek baar idhar aao duck…..
Riddhima : "mai yahi thik hoon………..
Arman : "ok,mai apni frndship per toomhe kuch dena chahta hoon..…toom mana mat karna…..
Riddhima : "kya?
Arman wo table-lamp lata hai…..
Riddhima : "ye keun?
Arman :"dekho humari frndship ho gayi hai aur mai ab toomse larna nahi chahta....…but jab problems aayenge to larai hogi hi...…..mujhe light on se need nahi aati…..and toomhe padhna bhi hai…….
Riddhima: "thanx...….
,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
Raat ke 3 baj rahe they....……riddhima padh rahi thi…….arman thori der pahle hi apne bed per gaya tha....…..itni der tak bakbak bakbak karta raha....….ek-ek chapter kai baar samjhata....….feer question poochta....…aur jab riddhima ke answer se satishfied ho jata...…tabhi aage badhta……
Bed per jaane se pahle arman warned her..: "hey...remember..i'm not sleeping...just reading comics ..i know....…..mai so jaoonga to toom padhogi nahi,mujhe pata hai"...….mano riddhima aisa hi karti hai…..
Riddhima bhi ab tired ho chooki thi...……oosne books band kiye aur bed ki taraf dekha...….arman gahri need mein tha...….books ooske chehre per they...….
Riddhima muskoorai....kya kaha tha...."mai so nahi raha hoon....bilkool pagal hai"...feer wo dheere se arman ke paas gayi....…..books ko sambhalker rakh diye....….and ek blanket se arman ko dhak diye…….wo kabhi bhi arman ki taraf dekhna nahi chahti....….keunki pata nahi ooske "blue eyes' ko dekhker feer se oosse karwi baaten yaad aa jaye to!!!...but abhi arman ki aankhe band thi aur riddhima ki aankhe arman ke khoobsoorat chehre per!……kitna khoobsoorat hai!!mano koi raj kumar!oosne dill hi dill mein kaha…." Thanx duke…..toom bahoot achche ho..".
AFTER I MONTH
Ab riddhima ke exams kaafi najdeek aa choke they………..pata nahi ye 1 month kaise beet gaye!..……
Arman aaj kal achche mood mein rahta tha....…..mornig mein oothta to riddhima se thori baat hoti...….feer wo hospital chala jata...…..intjaar rahta tha 'night ka'... jab wo riddhima ko chapter samjhane ke bahane ooske kareeb hoga...…….lekin sikayat bush ek hi thi...…riddhima kabhi bhi jyada baten nahi kati thi...….bush koi problem ho to poochti... …..haan arman ko pata chala ki oos deen ke baad arman ki fav.dishes wo jaroor banati thi...…..kaki kahti thi....…but riddhima kuch nahi kahti thi...…
Arman sochta koi larki itni reserved kaise ho sakti hai?....kya riddhima nahi samajhti ki arman oosse baaten karna chahta hai...…oosske saath thora time spend karna chahta hai...…..aakhir kab tak?.....kab tak wo khood mein simat kar rahegi.....….
Kya wo jaan gayi hai ki arman ooske pyar mein poori tarah kho gaya hai?...
ya wo samajh hi nahi paayi hai!....……
Chapter samjhate waqt arman ki najren jeun hi riddima ki taraf oothti....…riddhima apna chehra jhooka leti...…..lekin arman to ooski bari- bari almond eyes mein khood ko doobo dena chahta hai....…..wo riddhima ko bush thora sa touch karna chahta hai....….bush apni life ko thora sa ooske saath share karna chahta hai....…..kya riddhima ye baat samajhti hai? ya nahi samajhti...…ya jaan boojhker anjaan banna chahti hai.....…..
Kya riddhima ke dill mein ooske liye kuch hai? kya riddhima apni life ko ooske saath share karna chahegi?.....
Arman apne dill ki baaten sirf shan ke saath share karta....….shan itna hi kahta…."dekhna arman ,jaldibaji mein koi galat kadam mat oothana...….mujhe lagta hai riddhima bhi toomse pyar karti hai but kahti nahi hai…..oose thora time do…..
But arman kabtak apna patience rakhe?...........
Aaj bhi arman riddhima ko padha raha tha....….anatomy ke baad ab wo physiology samjha raha tha...….riddhima ko ye subject bilkool bhi pasand nahi they…………
Arman apni dhoon mein samjha raha tha...…..wo books se questions pooch raha tha.....…but riddhima ki taraf se koi answer nahi mill rahi thi....…….achanak arman ki najar riddhima per pari jo pata nahi apni dhoon mein kya kar rahi thi....…..dhyan se dekha to pata chala....……painting bana rahi thi...………
Arman : "hmmm….. ye kya ho raha hai?.....
Riddhima (haqlate hue): "k..kk…kuch bhi to nahi……….
Arman : "deekhao mujhe……….
Riddhima : "nahi achchi nahi bani hai.......
Arman : "ye to toomhari mom ki picture hai…..bahoot khoobsoorat thi...….and mai janta hoon toom bahoot achchi paintings banati ho…………..
Riddhima choop rahti hai…………
Arman : "kya hua...…mom ki yaad aa rahi hai?
Riddhima choop………her eyes were full of tears…….
Arman : "chalo aaj padhai band……..toomne oos deen party mein bahoot khoobsoorat song gaye they...….aaj ek song gao na………..
Riddhima : "mujhe nahi aata……….
Arman :" hmmm...…mood bilkool off hai....…..ok,mai toomhe ek song sonata hoon....mai gaoonga to soonogi?....
riddhima : "ya.......…
arman : "maine kal hi ye film dekhi....…toomhare exams hain... …nahi to toomhe bhi le jata………..gaoon?....
Riddhima :" mujhe songs achche lagte hain……….
Arman muskoorata hai…..shayad ye larki aisi hi character ki hai…..sidhi-sidhi koi bhi baat nahi kahti ya kahna nahi chahti………..per aaj wo through this song apne dill ki baat jaroor riddhima ko soonayega…………….
( JINDAGI DO PAL KI----KITES)
Arman : hoonn………..hoon……hoon………
Zindagi do pal ki, zindagi do pal ki
Intezaar kab tak hum karenge bhala
Tumhe pyaar kab tak na karenge bhala
Zindagi do pal ki………
Dil mein tumhare chupa di hai maine to apni ye jaan
Ab tum hi isko sambhalo hume apna hosh kahan
Bekhudi do pal ki, zindagi do pal ki
Intezaar kab tak hum karenge bhala
Tumhe pyaar kab tak na karenge bhala
zindagi do pal ki.....zindagi..
Ik chota sa vaada iss umar se zyada sachcha hai sanam
Har mod par saath iss liye rehte hain ab dono hum
Dosti do pal ki, zindagi do pal ki
Intezaar kab tak hum karenge bhala
Tumhe pyaar kab tak na karenge bhala
Zindagi do pal ki, zindagi……….
Arman ne dekha riddhima so chooki thi……….table per apna sir rakhker...…ghani silky joolfen saare face per idhar -oodhar bikhar rahe they..……arman ne houle se joolfon ko sameta…..ooske fingers riddhima ke komal,reddish cheecks ko touch kar rahe they....……oose lag raha tha ish apsara ko apni bahon mein le le aur dher sara pyar kare....……oosne ahista se apni 'duck' ke pink honthon ko touch kiya…......soft…bilkool goolab ki pankhoorion(rose patels) jaise!…....……feer oosne apni 'duck' ke silky hairs per ek kiss di.....….riddhima ke permission ke bina wo isse aage nahi badh sakta....…..wo intjaar karega....……aur ek deen ooski "duchess"apne 'duke' ke pyar ko jaroor samjhegi!!!!!!!!!......…………
hey frnds..jannat4ever, sasya, dhruvikaluvsKSG, Iqbal Neha1, spvd, sammy4u, ARMAANKSGFAN a lot of thanx for your inspiring comments....its make my day...and the silent readers.... thanx for reading my ff...hope you like this part...plz.give comments and press the like tab.....love....
love you all
love you always
punam
😊 😊 😊
Edited by anamika2010 - 15 years ago
8