thanks a bunch to all my dear sweet friends.
scene
annnouncer :ab first round ka teesra aur aakhri game , ye ek dance round hai aur is round main hum aapko ek-ek paper (just a size of newspaper)denge,aapko us paper par khade hoker dance karna hai,uske baad song change kar diya jaayega aur aapko papaer fold karke us par dance karna hai,is tarah se char baar song change hone par charon baar paper ko fold karte jaana hai,jo couple last fold (smallest) paper par dance kar paayega wahi winner hoga. lekin haaan agar kisi ka bhi per(feet) paper se bahar nikla wo game se out ho jaayega.
b: arjun chalo yahaan se ye mere bas ki baat nahin hai.
a: don't worry bhanwari , waise bhi maine tumein tumhaare b'day ke din dance sikhyaa tha na.
round is start . arjun holds bhoomi's hand & they start dancing ,they looks in each other's eyes, everyone dance comfortably.
but when the song is change , all ppl turened paper in one fold so it is difficult to dance on it.
b; arjun mujhse nahin hoga.
arjun pulls bhoomi towards him,then arjun puts his both hand around bhoomi's west & bhoomi puts her both hand around arjun's neck.. arjun put his face at bhoomi's shoulder(just like hug)then they danced on a soft music.
some couples are out in this round.song changed for third time, but arjun forget eveything he closed his eyes & still dancing.
b: arjun arjun, kahaan kho gaye , song change ho gaya hai.
then paper takes third fold.now its too short.
b: arjun ab to sachhi mujhse nahin hoga .
arjun say bhoomi to put her feet on his feet .
b: pagal ho gaye ho kya, main gir jaaongi .
a: tum nahin girogi bhanwari trust me , come on bhanvari plz.
then bhoomi puts her feet on arjun's feet & they danced.
all the couples were out in this round except arjun -bhoomi& mr. roy.
finally song is change for last time, now the paper is very-very short;
b: arjun ab is par ya to tum dace kar lo ya main , hum dono to is par dance nahin kar sakte.
a; ok
b: ok , matlab kya hum out ho rahen hain.
a: nahin bhanvari, then he pick bhoomi in his arms & start dancing.
soooooooooooooo they are the winner.
mr. roy; maan gaye mr. arjun aapko.
a: thankyou so much but all the credit goes to my wife b\c she cooperate me very well.
then the final round of quest & answers is start.
judges to arjun ;
judges; mr. arjun, aap apni patni se kitna pyaar karte hain? agar aap dono ke beech mein koi teesra aa jaaye to?
a: main apni patni se bahut pyaar karta hoon kyonki meri patni meri sabse achhi dost hai, aur dosti her rishte ki shuruaat hoti hai ,
rahi teesre ke aane baat to hamaare rishte main pyaar se bhi kahin jyaada vishwaas hai , aur jis riste ki buniyaad pyaar aur vishwaas per tiki ho wahaan kisi teesre ke aane ki koi gunjaaish hi nahin hoti.
judges to bhoomi;
j: mrs. bhoomika agar aapko apni jindgi aur apne pati main se kisi ek ko chunana pade to aap kise chunengi aur kyon?
bhoomi:(look at arjun wid lots of love in her eyes)
meri jindgi mere pati se hai , wo jindgi mere kisi kaam ki nahin hai jismein mere pati mere saath na hon.mere pati ke bina meri jindgi bemaani hai, bematlab hai
jis tarah fool bager khushboo ke aur shareer bina aatma ke nahin rah sakte , usi tarah main apni jindgi ka ek bhi pal apne pati se alag hoker nahin bita sakti.isiliye main apne pati ko chunoongi.
chahe kam hi sahi par main apni jindgi ka her pal apne pati ke saath bitana chaahti hoon.
then judges aske some quest to mr. & mrs. roy.
after 15 minutes
announcer : judges ka faisla aa gaya hai; the winner is -------------------------------------any guesses---------------------------yes valentine couple of this year is mr.& mrs. goenka.
a: yeah bhanvari we done it.
then both of them go to stage & get the trophy , chief guest put a crown on bhoomi's head.
mr. roy : congratulations to both of u,aap se haar kar hamein bura nahin laga. you are such a sweet couple.
a-b: thankyou so much.
mrs. roy : bhoomika ab main chaahti hoon kii tum jald se jald meri company join kar lo.
a: sure mem bhanvari india pahunchate hi aapki company join kar legi.
then they go to the hotel.
in the room;
a; thanks bhanvari .
b; kisliye arjun?
a; (hold her hand &look in her eyes ) mera itna saath dene ke liye, mujhse itna pyaar karne ke liye, ye trophy hamne tumhaari wajha se hi jeeti hai.
b: meri wajha se nahi arjun "hamaari" wajah se.
a: bhanvari jo waqt maine tumhaare saath yahaan bityaa , ise main kabhi nahi bhool sakta ,ye meri jidgi ke sabse haseen pal rahenge.
b: o arjun! & she hugs him.
friends i write this part but i am little worried that you may be bored wid it?
i write the judges questions according my imagination, if u don't like then plz forgive me.