hey all.U know ur new name its PRICKNR .
I wish happy first anniversary to all of u .Special thank u to Ishu aka ANKU aka Ankita. she make us immensely happy in this one year.

har rang uska deya hai.or har rang khud mein pura hai.har part ki apni importance hai .Har pyaar ka lamha be-missal.
aur is har lamhe ko humne apne seene mein chupa liya..
itna sab kuch jo yaad ban k hum sab mein simat gaya or sari umar bhool nahin payega .
Ishu ne kaha tha koi ek scene jis ko hum dubara likhna chahein ,main faisla nahin kar paayi kaya chunu.
mere ko to har lafaz pyaara hai .kisi ek ko to main select kar nahin sakti .
han filhal ye ek chhota sa gift tum sab ko zaroor dena chahongi .hope u enjoy this.
kareeb se tujh ko jana to apna paya,
teri dosti ko aajmaya to tujhe apna paya,
tujh ko kya naam doon samajh na aya,
DOSTI ,JINDGI YA APNA SAYA.
tumhein palkon pe rakh loon,
tumhe dil mein basa loon,
agar tum rooth jao,
tumhe kaise b mana loon,
tujh ko kya naam doon samajh na aya,
DOSTI ,JINDGI YA APNA SAYA.
tumhari laagzish ko b,
haasi mein uda doon,
agar apni khata ho toh,
khud ko b saza doon,
tujh ko kya naam doon samajh na aya,
DOSTI ,JINDGI YA APNA SAYA.
happy -happy Anniversary to all of u once Again .
thanks meri zindgi ,mera nazariya badlne k liye .
or thanks Angel,Shonu ,Aarish,Ardhan ko hum se milwane k liye .
love u all readers nd
PRICKNR this is for u select one baki ko b chahiye na,ššso b honest.










38