Originally posted by: preet09
Hi Priya?.. hiiii preet😃
How r u? hmmmm...jyada achhi nahi hun...!!! ab plz...mat puchna ...kyoun...???😆
Dekho.mein yahan bhi tumhe bore karne aa gayi????????par kya karun, tum itna acha likhti ho to mein tumhe bore to krungi hi na. ab mein apni bakwas band karungi aur tumhare updates par aati hun. toh...tum ne decide karr hi liya hai meri khinchai karne ki...???😛
Part 8:-
Raj thodha sa confused hai tabhi wo is tarah behave kar raha hai naina ke saath. Naina ke man me raj ke liye bahut se questions hain aur wo pochana bhi chahti hai par kya Karen, raj abhi kisi bhi sawal ka answer karne ki condition me nahin hai. ab raj k dil me kya hai...yeh koi nahi janta...
Raj naina ke mom dad se milna chahta hai aur unse maafi mangna chahta hai. Please ab unko raj par gussa mat karne dena aur unhe jaldi se mana lena in dono ki shaadi ke liye. Naina raj ki condition samajhti hai aur issiliye wo chahti hai ki raj kud aa kar naina se sab discuss kare. tum ne kya mujhe itna bore samjha hai...!!! main definately kuch alag karungi....dont worry😉
Dekho yeh pedh kitna acha hai na, usse pata hai ki raj aur naina ko baat karne ke liye time chahiye issi liye wo gir gaya aur raj naina ko baat karne ke liye time bhi mil gaya??.vese naina na pagal hai wo jeep se isliye bahar aayi kyunki wo dekhna chahti thi ki khayi kitni gehri hai??.uff??yeh ladki na sach me pagal hai. naina ki curosity k bare me toh sabhi jante hain yaar😆
Naina aaj bhi naveen ko bahut yaad karti hai aur uski aankhon me aanso aa jate hain. Aur yeh dard uske saath hamesha rahega. haan...ab naveen us ka bhai bhi tha aur dost bhi...
Raj naina ka scene bahut acha tha jab raj na naina ko uska naam lene ke liye kaha aur naina ko kitni problem ho rahi thi raj ka naam lene me. It was very funny. Raj ne sahi kaha ki huda aalekh yudi ali aur pooja sab naina ke dost hai aur pata nahin raj ko dekh kar wo kaise react karenge issiliye usne naina ko chup rehne ke liye keh kar acha iya varna bechara un sab se kaise bachta. tabhi toh us ne naina ko sab se kuch na kahne k liye kaha tha...😃
Shalini ne samjhaya raj ko ki wo aise sabko chood kar na jaye, acha kiya varna raj apne dimaag ka istemal karte karte aur koi galat kaam kar bhethata aur sab kuch gadbad ho jati. isiliye maine raj ko dimag ishtemal karne ka mauka hi nahi diya....!!! us ka dimag hamesha' sacrifice-compromise' inhi sabhi k piche bhaagta hai...😆
Ending to mast thi?.aise situation me naina ko bhook lagna??.wow ha ha ha...😆
In whole, the update was superb thanxxxx Preet...😃
Luv Preet love u too😃
290