first of all guyz congrates ye safar bhi haste rote pura ho gaya sujal kashish ka .... i m very SAD ke ab ASHNA hum se vida ho gaye hai kyu ke adat ho gayi thi na aashna ki chalo har achi cheez ka aant hota hi hai but siriously bohot khub bohot acha kaam kiya hai KASHISH OR SUMMI DI aap dono ne really i loved to read it ...mujhe sare hi part bohot ache or mindblowing lage superbly likhe gaye the sare part dono ke pyar, romance ,sweet, cute ,sad ,emotional scenes bohot ache se discribe ker ke bataye the aap logo ne jo ke read ker ke sach mein maza ata tha kabhi aap logo ne hamein rulaya ASHNA mein kabhi hasaya or kabhi khush kiya bohot ache ache moments the jo ke hamesha yaad rahe ge sply kuch cheze to bohot bohot bohot achi thi jo ke mein aap ko savaloo ke javab mein batau gi .....or is safar ki starting jitni achi to dilchasb thi utni ki ending bhi achi thi ........... last part ki start mein ye jo tum logo ne kashish ko gira diya tha us mein to mujhe laga ke kuch garbard na bata do tum log but aap logo ne sahi hi bataya or PARI ko le aye sujal or kashish ki choti si family ko complete kerne ke liye or PARI ka b,day to bohot hi acha banaya sachi mein read ker ke maza a raha tha or yehi tha ke ye khatam na ho mein bas read hi kerti jau isey mindblowing , superb , fantastic , awesome , amazing parts ....... keep it up or aap ki next story ka intazar rahe ga 😊................weise meine first time itna lamba comment kiya hai to koi galti ho to plzz nazar andaz ker dena .....😆😳😳
1. Is kahani me aapko kaunsa kirdar sabse jyada achcha laga?
2. aise koi kirdar ki ek shabd jo woh bar bar bol raha ho aur aapk...o uska intezaar ho?....
3. kya aapko lagta hai ki Sujal aur Kashish ke beech me jo pyaar tha woh sacha wala tha?
A. coz is mein sacha pyar tha .....
7. kisi dor pe aapko aisa laga ki hum is kahani ko aur behtarin kahani bana sakte the?
9. aisa koi pal jisko leke aapki hasi ruk hi nahi rahi thi?
10. aisa koi pyaar ka khass pal jo aapke dil ke kareeb hai?
12. kya aap aage koi aisi kahani sunna chahte hai jisme aapke chune huye kirdar ho to hume yaha pe bata sakte hai?
14. kya hume apni writing me kuch improve karna chahiye?
16. kahi kabhi koi humse galti huyi ho is kahani me to aap hume yaha bata sakte hai?
A. hmm galti mujhe is waqt yaad nahi hai ...😆 nahi guyz koi galti nahi houe hai ....
324