Originally posted by: ShagufElina
Ek boond ~Amanat~
Mj:
Lautana chaahun ab jiski amanat hai...
Shukriya karna chahun jiski yeh aahat hai...
Isske aane ss zindagi ka rukh badla...
Ab kaise kahun tu zindagi ka maqsad hai...
Tara:
Har cheez ka rishta dil se juda hota hai...
Hum jo na samjhe usmein bhi kuch chupa hota
hai...
Moti toh faqt meri zaat ka hissa tha...
Usse apna kar meri zaat mein tu shaamil hai...
perfect 👏 ...