Haan maine bhi uska episode dekha. Kaun daratha rehta hai usse har baar shaayad daya mai hogi
tareeq se mujhe uss aman ki yaad aa gaya... usaka naam according to spoiler tareeq hona tha... fir naam huya rahil and at last AMAN...😆... ek insaas ke kitne naam...🤣u know recently maine uss AMAN ko CID mein dekha aur wahan bhi woo kitna dara dara huya tha🤣