Vishvaas 2 Part 11
Vishva puts her fingers to his lips to stop veer from kissing her...veer looks puzzled at his wife's behaviour, reading his expression vishva explains
Vishva: bohat pyar hogaya ab kuch raj niti ho jaye maharaj...humara apni praji ki taraf zimadedariyan puri karni chahiye
she walks back into the room and opens the map out while veer follows her in...slightly uncomfortable
Vishva: maharaj humme lagta hai ke humme pratap singh ki chal uspe hi istamal karni chahiye aur uske liye humme uski praja ko uske kilaf karna hai...veer..apka dyan kahan hai
Veer: nahin kuch nahin...ap...ap teekh keh rahi hai...
veer stared at the map and starts pinpointing routes and places where they can go...vishva looks at him...
Vishva: veer
Veer: hmm
Vishva leans over and plants a kiss on veer's cheek who blushes n gives a very cute smile
Vishva: pyar khabhi bohat nahin hota aur uske liye hamesha waqt hota hai...hum shayad ye bhool gaye teh
Veer: haan shayad... toh hum kahan teh...
Vishva: hum idhar se jayenge (she points on the map) aur Ujjain ka khazana pehle loot lenge aur uske saath saath hum ganpati ki sone ki murti jo pratap singh itne saalon pehle choori kar ke leh gaya tha woh leh lenge
Veer: hmm...hum parth ko saath leh jayenge aur ap yahan...
Vishva: hum wahan pa jahan...veer hum apke saath ayenge...is baat pe behes karne ka koi fayda nahin
Veer: teekh hai...par ek baat to hai...ap khabhi nahin sudhregi...hamesha khatron se khelenge
Vishva: so toh hai
both laughed at this
the following morning they informed Nivi and Dharam and Sia
Dharam: ye toh achi baat hai...kitne dino badh mehel ke baar kisi katre ka samna karne ko mile ga
Vishva: kya matlab hai apka dharam
Dharam: ye he ke mein apke saath ah rahe hai
Sia: nahin Hum apke saath ah rahe hai
Veer: nahin Dharam tum nahin ah rahe ho
Dharam: hum ah rahe hai Veer
Veer: dharam meine kahan na hum akele jayenge...tumhe ya Sia bhabhi ko ane ki zaroorat nahin
Sia: nahin dharam teekh keh rahe hai...hum tumhare saath chalenge
Vishva: bilkul nahin
Parth: agar agya ho toh mein kuch kahoon
Veer: haan ab tumhi dharam ko samjao
Parth: nahin veer...maharaj dharam teekh keh rahe hai...agar woh ate hai toh is mein harz hi kya hai
Veer: parth tum bhi
Parth: maharaj veer ap suniye...dekhiye agar maharaj Dharam aur rani Sia ayenge toh shayad acha hoga kyunki humme maharaj Dharam jaise yudha ki zaroorat kabhi bhi padh sakti hai...aur jaise Vishva did apko akele nahin jane deti mujhe pura yakeen hai ke rani Sia bhi maharaj Dharam ko akele nahin jaane de gi
Veer: par..ye..nahin..
Vishva: Veer behes karne ka koi fiyda nahin...Parth teekh keh raha hai
Veer: haan haan...tumhara bhai jo hai
Vishva: haan woh toh hai
Dharam,Sia,Veer,Vishva, Parth along with Sanchi took Nivriti's blessings and left the following morning
Sanchi felt akward that Parth was going...she also heard Veer and Parth and Dharam talk about how dangerous this mission was and so she decided to convince them that Sia and Vishva would need a maid to help out...she alsoinformed them she had visited Ujjain often for her maritial granparents were tehre and she knew some shortcuts
As they set off Veer said
Veer: savdhan rehna Pratap Singh...Veer ah raha hai
Vishva puts her hand on his shoulder to indicate her support...both smile.
this journey was surely going to be an adventurous one which none of them would be able to forget....
Precap:
Parth: apne itna khatra kyun mol liye
Sanchi: ye prashna mein apse bhi kar sakti hoon
Parth: acha ye toh bataye apne jab apne maa baap ko bataya ke ap ah rahi hai oh unhone apko roka nahin
Sanchi: hmm woh samaj te hai mein nana nani se milne ja rahi hoon
Enjoy,
Shona