Posted:
😈😈D3 New promo !!
Kya Dikha rahe ho Rey aur Tanni jinke Chemistry dur dur tak naheee. CV'S Ki yeh man mani nahe chalegi, Hamesa Swayam & Sharon Ki problem hoti hai, CV'S Nahe chahata ki swayam & sharon saath mein ho ok fine, Hum log bhi D3 dekhna band karne wale hai. ab pura serial bakwas ho gaya hai
🤢
Ab tho Chutiya pan ki had ho gaye, cinevistaas bebafuki ki had par kar di. aur ab inko koi kahani nahe mil rahe hai tho khuch tho faltu bakwas beech me ghusana padega, ab D3 bokas sa lagne laga pata nahe Dil mil gaye ke jese isee bhi Band hona padega gyes mene thik kaha na