Originally posted by: Ipsitta
alanta what you think apma truth will out in sabha ?
Or the matter will not go sabha itself?😡..The way they showed
Yes the way they showed , I was thinking, how can he be so gentle and soft with Apama 😲, it was like he was inviting her, kripaya karke aap sabha main padhariye 😆. I think even she goes to sabha, she will deny the truth like, Chandra asking her,
Apama aap sathya sab ko batha dijiye, Durdhara ka khathil kisne ki thi.
Apama : Maharaj, yeh sathya sab ko patha hein, durdhara ko Nandini ne maara hein, all shocked, helpless, Chandra angry up on Apama , then Moora comes and says, Chandra, bees saal pehle kya hua tha, hum sab ko patha hein , ab kisi ko kuch naye bathaane ki avashyakatha nahin hein.
Sabha samaapth.
After the court, Apama apologises : Maharaj, muje kshama kijiye.. Moora interfers : Apama ne jo kuch bhi kahan, mere kehne par kahan hein.
Apama leaves Aagya..
Chandra : Ma, aapne aisa kyun kiya
Moora : tum kya kya karne jaa rahe dhe? Kya milega ab Bindusar ko sab kuch bathaakar? Abhi toh Bindusar sirf Nandini se grina kartha hein, lekin tumne kabhi socha hein, agar Bindusar ko sach patha chalega uska anjaam kya hoga? Woh sabse grina karne lagenge, vishwas naam se hi vishwas udh jaayega uska. Ithni varshon tak usse sathya chupaane keliye woh hum sab ko uske gunekaar samjega.. Bindusar toot jaatha Chandra, apne pothe ko mein aisi sthithi main nahin dekh sakthi.. Waise woh ab Nandini ko apne gunekaar samachtha hein aur Nandhni uska grina ka haqdaar bhi hein, Chandra tries to interfere, but Moora stops.. Haan Chandra, Nandhni gunekaar hein, bhale hi woh Durdhara ki khatil nahin ki hogi, lekin usne usse bhi badi gunaah ki hein, ek maa se uske bete ko dur karne ki gunaah, ek bete se uske pitah ko dur karne ki gunaah.. Chandra tumhe gyaath bhi nahin hoga ki tum hum sabse kithne dur chala gaya hein,..sirf uss Nandini ke kaaran.
Chandra thinks, better keep silence..
Now this is the worst thing I expect from the track, but if anything little better happens than this, then I would be happy 😆
Edited by alanta - 7 years ago