Pichle Saal ki Story sunata hoon tujhe.Originally posted by: deepakloveskat
Haha Samaj sakta hoon... Hum to ab single hai... N seriously relaxed. Har ladki ki naa mein haan chupi hoti hai... Direct nai bolenge... N then drama karte hai😳
Pichle Saal Poore 1800 ka teddy bear kharida main. Maan mushkil se itne baade bhaalu ko rickshaw main bhar ke le jaa raha tha ki beech main Police ne pakad liya.. Puchta hain ki Kiska Murder kar ke le jaa raha hain.. Maine ne bola O bc Sir, Yeh teddy bear hain toh Saaley ne memo bana dala aisa samajh ke ki main animal skin supplier hoon. 😆
11