Thanks a lottt for your super lovely comments. Here is the Part 9 and the WEdding Day.
Do leave your comments.
I hope u all are going to like it.
PART #9
Pratap went to his room and saw a red colour clotHE ( Sherwani types like Chakrapani wore in his weddding but the colour is red )
Pratap : Dhanyavad Rani Maa , hume ye bohot pasand aya.
NEXT MORNING.
( THE WEDDING DAY )
In Chittor.
JB came in Pratap's room but Pratap was not in his bed.
JB : Arreh ab ye Pratap kaha chala gaya ?
Pratap came from behind , and said : Hum agaya Rani maa.
JB : Ap itne jaldi jag.. Matlab ap jaldi hi jag jate hai par aj to kuch zyada hi jaldi jaggaye ap.
Sajja Bai came from behind.
SB : Arreh.. Ap samajh nahi rahe hai Jija , Hamarre Kunwar Pratap to Ajabde se milne ke liye bechain ho rahe hai.
Pratap shyed and smiled and said : Aisa kuch nahi hai... Matlab hamara Vivah...
SB : Ye dekhiye Jija , 2 saal pehle jise vivah ka nam sunte hi chir ati thi , aj voh apne vivah ke liye itna utsuk hai.
Pratap : Manjli maa.. Ap bhi na..
He went away.
JB : Choriya na beina Kyu ap Pratap ko subah subah chira rahe hai ?
SB : Hume to bara maza aya ab kisiko lekar hum Kunwar Pratap ko chira to sakte hai.
JB and SB both smiled.
Scene Changes.
Pratap's haldi ceremony started.
eVERYONE WAS VERY HAPPY EXCEPT dHEER bAI.
Pratap lost in the previous thought.
JAB Ajabde ke aur Pratap dono ke gal pe haldi laggaya.
Pratap said to himself : Kitna jaldi vaqt bitgaya pata hi nahi chala , lag tahai bas kuch hi din huye hai Chakrapani ke vivah ko aur Aj hamara vivah bhi horaha hai.
JB ; Ap kuch kehraha hai Pratap.
Pratap : Nahi kuch nahi.
Scene Changes.
In BIJOLIYA.
Ajabde's haldi ceremony also started.
Aajbde was thinking about the same thing like Pratap.
HB : Hamari Ajab kitni sundar lagrahi hai , aur kyu na lage Kunwar Pratap unse itna prem jo karte hai aur vivah ke bad aur bhi zyada ka..
AJABDE : Ap bhi na ma kuch bhi bolti hai..
Everybody smiled there...
bOTH pRATAP AND aJABDE'S MOTHER Porured the water from the kalsh and with this their haldi ceremony ended.
Scene Changes.
Finally that Historical evening...
In Bijoliya.
Ajabde's mother was getting her prepared.
HB : Lagbhag hogaya. Bas ye nath hi baki hai.
Ajabde : Nahi maa.
HB : Kya hua , ye nath to apko pehna hi padega sirf aj nahi jeevan bhar.
Ajabde : Hume pata hai maa. Par hum ye nath nahi pehen sakte kyunki humne Kunwar Pratap ko vachan diya tha ki jo nath unhone hume diya hai vohi hum pehnenge hamare vivah ke din aur jeevan bhar.
HB smiled and said : Thik hai Ajab , voh nath hamee dijiye kaha rakha hai apne.
Ajabde : Voh bistar ke niche rakha hai.
HB opened the box and said ; Vah.. Ye kitna sundar hai. Ye to appe bohot hi jachega.
She came and put it on her nose.
Ajabde was looking was mesmerizingly beautiful.
Saubhagyawati : Aj hamare kUNWAR pRATAP TO Ajabde ko dekhkar hosh hi kho baithenge.
aJABDE WAS SMILING.
iN Chittor.
JB : Ap taiyar hua ya nahi Pratap ?
Pratap : Hum tayar hai rA NI Maa.
JB : Accha ap taiyar hai ye sehra jaldi se pehniye.
Pratap : tThik hai.
Pratap wore it he wqas also looking strinkingly handsome ( as always but a little bit more handsome that day :P )
tHEY SET OFF.
Precap : Hansa Bai : Ajabde BARAT AGAYE HAI.
Ajabde shyed and smiled.
Their wedding will start in the next part and i will try to update as fast as possible...