Thanks a lot many for your suer cute and sweet comments. Glad to know that you all are happy with my story.
Now here is the 11th part of my story ! Like other parts i want your support ofcourse. So do share your opinion !
PART #11
They all reached Chittor.
Pratap came down from his horse and came infront of Ajabde's palki and gave his hand to Ajabde.
Ajabde : Nahi thik hai Kunwar , Hum apneap hi utarjayenge.
Prata : Ajab , hath pakrengi ya apko god me uthakar andar jaye.
Ajabde looked and Kunwar Pratap with a super big eyes.
Pratap : Aur apko achi tarah se pata hai Ajab hum aisa karne ki shamata raakhte hai.
Ajabde without saying anything gave her hand to Pratap. She came down fromm the palki.
They both came infront of the main door.
JB entered and welcomed Ajabde by keeping that kalash and that thala filled with ( that red coloured watery liquid , i don't know what it is known in shudh hindi )
JB : Andar aye Ajabde.
RITUAL TIME..
Ring Game ( Finally it's Pratap and Ajabde's time )
They both sat opposite to each other and kept their hand in the milk , meanwhile Ajabde got the ring.
She was about to take her hand out but Kunwar Pratap hold her hand , Ajabde cudn't tell this to anyone she said softly to Pratap.
aJABDE : Hamara hath choriye.
Pratap ( softly ) : Kyu chore , humne kaha tha na hum pratishod lenge usss bat ka.
JB : Kya hua Ajab , ap dono me se kisiko nahi mila anguthi ?
aJABDE : Nahi , Rani ma.
Ajabde again softly : Apko kya chahiye bataiye , anguthi ?? , voh hum apko de dete hai.
Pratap ( softly ) : Nahi , hum jo chahenge voh ap hume dengi na.
Ajabde : Haan haan , de denge kya chahiye ye to bataiye.
Pratap : Abhi nahi , samay ane par batayenge. Par apko vachan dena hoga ki ap tab mana nahi karengi.
Ajabde : Accha nahi karenge mana.
Pratap left her hand. Ajabde took out the ring ,
Saubhagyawati : Phirse Ajabde anguthi apko hi mili na.
SB : Phirse matlab ?
Saubhagyawati narrated the previous incident.
Everybody there was laughing.
SB : Arreh vaah... To ye dusri bar hai jo hamare Kunwar Pratap kisise har bhi gaya.
JB : Ab thik hai , kal bohot bara jashn hai uski taiyaria karni hai jaldise aplog sab sojaiye.
Kunwar Pratap and Ajabde entered their room.
NEXT MORNING
Kunwar Pratap woke up , he saw ajabde getting ready.
PRATAP came down from the bed and said : Ajabde , Ap kahi jarahi hai , itni pratkal ap taiyar hogayi ?
Ajabde : Sirf mai nahi Hum.
PRATAP : Hum matlab , Hum matlab Ap aur hum ?
Ajabde : Haan.
Pratap gave a comedy smile and said : Toh kaha janeka irada hai apka... akele... hamare... sath ?
Ajabde : Offo ! Kunwar Pratap , har bat ka mazak banane ki adat hogayi ahi apko. Rani maa ne kaha hai ki aj subah hume Mewad ka ek chakkar lagana hoga , Mewad ki praja Shurvir Kunwar Pratap ke dharampatni ko dekhna chahte hai.
Pratap : Oh , accha achha , Par voh apko dekhke kya karenge ?
Pratap came close to Ajabde and said : Apko dekhne ka uttardaitywa to humne kab ka le liya hai.
Ajabde smiled and said : Accha ,Kabse ?
Pratap ( Romeo mood ) : Bataye kabse ? ( he came closer to Ajab )
Ajabde ( sharmati Juliet ) : Na..h..nahi.. , koi zaroorat nahi hai , hume bohot kam hai hum chalte hai.
aJABDE DABE PAO CHALIGAYI VAHA SE.
Pratap : Yeh Ajabde ko itna kam kaisa hota hai , hai to rajkumari aur ab hamari patni toh ? Harbar humse bhagti rehti hai..
Then he smiled.
Precap : Pratap and Ajabde sat in the rath and went out from the fort.