Thanks a many lots 😛 for sharing your opinion.. Now i am updating the 10th part of my story and here is the wedding day !
PART #10
In Bijoliya.
Pratap reached Bijoliya. He was sitting on the horse and the full barat was behind him.
Hansa Bai welcomed them.
Pratap just entered and was looking for Ajabde.
SB from behind : Arreh Kunwar Pratap to atehi Ajab ko dhundhne lage. Itna bhi sabar nahi hota pratap! :D
Pratap : Manjli maa... ( in a cry cry face type )
SB : Accha accha nahi chirange..
HB : Ap baitiye mandap me hum Ajab ko bulate hai.
Ajabde was sitting infront of the mirror.
HB : Ajabde aajaye , Barat achuki hai.
Ajabde : Kya Baaa..baar..a..t ! Iska arth hai ki Kunwar Pratap achuke hai aur humara viva...h.
Saubhagyawati came there : Ap abhi tak yehi baithi hai Kunwar Pratap achuke hai chaliye mandap me.
Ajabde : Saubha..saubhagyawati hume bohot dar bhi lagrahi hai aur lajja...hum..
Saubhagyawati : Kuch nahi hota.. Arreh hamara bhi vivah hua tha na hume bhi kuch aisa hi mpratit ho raha tha. Chaliye kuch nahi hga..
Ajabde : Hum Kunwar Pratap ke samne jayenge to kaisa ?
Saubhagyawat : Apne pairo pe chalki aur kaisa , ab chaliye !Vivah ka shubh muharat nikla ja raha hai.
AJABDE CAME IN THE MANDAP.
Kunwar Pratap was sitting in the mandap ( that vivah ka mandap jaha sirf pATI AUR PATNI ( HONE WALE ) )
Kunwar Pratap saw Ajabde nce and was looking at her with biggg eyes.
Ajabde sat beside Pratap. Pratap brought his head infront of Ajabde's ear and said softly.
Pratap : Ap bohot sundar lagrahi hai.
Ajabde to sharm se lal pila hogayi thi.
And finally their marriage event started.
All the rituals , that hand on hand ritual then mala ritual ( when the husband and wife exchange the malas ) , 7 vachan and sath phere (sabse important ) and Sindur pehnana ( usse bhi important 😛 ) and mangalsutra.
Pratap ne sindur pehnadiya Ajabde ke mang pe ( mang pe kam zyada nak pe aur muh ke tha :P )
And pandit ji said : Vivah sampann hua , ajse aplog pati aur patni kehlata hai , Kunwar Pratap ki dharampatni Ajabde.
Then they took the blessings of US AND JB.
JB & US : Sada sukhi raho aur Ajabde sada suhagan raho.
RM AND HB : Sada khush rehna beta.
HB : Nokjhok to har pati patni me hota hai par use kabhi jhagra mat banne dena.
Both smiled and nodded their head.
VIDAI TIME NOW.. ;(
AJABDE SAD...
Ajabde was crying like hell.
HB : Ab rona dhona bandh bhi kijiye nahi to hume rona ajayega.
Pratap : Agar ab ap dono rone lage to ye Bijoliya hi dub jayega to hum Chittor kaisa loutenge.
Ye bat sunke to sab haspare even Ajabde.
HB : Khayal rakhiyega Ajabde ka Kunwar Pratap.
PRATAP : Ap chinta mat kijiye Ajabde ab hamri uttardaitwa hai. HUM KABHI UNHE DUKH NAHI PAHUCHENGE.
HB : Hume chinta karne ki kya zarrorat jab ap hamre Ajab ke sath hai.
Ajabde entered the Palki. She was looking at hr mother and father with a cry cry sad sad face.
JB : Hansa , Kal Chittor ajayega abhi to bohot sara kam baki hai.
HB : Haan , haan hum ajayenge.
They set off for Chittor.
PRECAP : They reached Chittor.
Pratap gave his hand to Ajab helping her to come down from the palki.